Overconfident sy trading k nuksanat . ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Overconfident sy trading k nuksanat . ??
    Salam dear members g apko pta hai k overconfident sy trading main bhut zaida nuksanat hote hain jo membners overconfident ho k trading krte hain wo kbhi bhi kamyab nahi hote trading main isliye apko kbhi bhi over confidance sy trading nahi krni chaiye isa sy apko kbhi bhi faida hasil nahi hoga is liye agjhr ap chahtwe hain k ap trading main kamyab hon to us k liye apko confident ho k trading krni chaiye tab hi ap us main kamyab ho skhte hain isliyw o0verconfident sy avoid karen or confident ho k trading karten jis sy apko faida bhi hasil ho .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Overconfident sy trading k nuksanat . ??

    is masale mein overconfidence ke kafi sare nuksan aata hai aamtaur per Ham bhi dekhte hain ki overconfidence kya hai matlab jab aapke pass knowledge available Na Ho aur aap emotional taur per kam kar dete Hain bagair jaane mujhe kam maloomat ke sath aap setup Le lete isko Ham overconfidence kahate Hain to jab overconfident hote Hain to fir aap situation ke liye unknown hote hain isliye aap ka takkar lag bhi sakta hai aur aap ko nuksan bhi ho sakta hai yah to insan ki khud ki chahat hai aur khud aage badhane ka tarika karya ke kaise hua chijon ko manage karta hai isliye overconfidence Na Ho aur acchi tarike se planning karna sikhen aur sahi maloom hai confidence ke sath aage bade aur trade Karen
    • #3 Collapse

      Re: Overconfident sy trading k nuksanat . ??

      Aur confident jab aadami ho jata hai to vah bilkul bhi pocus nahin kar Pata overconfident is very bad for us confidence Hamare liye bahut acchi chij hai lekin Jab Bhi Ham overconfident hote hain to ham log San uthate Hain Agar Ham fayda Hasil karna chahte hain To Hamen confident se kam lena hai na ke overconfidence
      • #4 Collapse

        Re: Overconfident sy trading k nuksanat . ??

        Over confidace say trading ka noksaan bohat acha swal hai forex main aap over confidence ka sath trading krtay hai tu aap ko loss hota hai or aap ka account wash ho jata hai agar aap over confidence ka sath trading nahi kray gay tu aap ko kamyabi ho gi
        • #5 Collapse

          Re: Overconfident sy trading k nuksanat . ??

          Walaikum Salam dear member or aapne bilkul sahi kaha ky overconfident hone sy trader zyada tar loss he hasil karta hy jo ky normally new traders mein ye fact kasrat sy hy jo less knowledge or experience hasil karke pehli profitable trade ky baad apne aapko professional trader samajhte hain or mostly aise traders aik he strategy ko different trading mein istemal karke apna capital sahi tarah sy loose karte hain or baad mein market ko blame karte ky market unki strategy ky against gai jab ke complete mistake trader ki khud ki hoti jo market ki condition nahi samajh pata.
          Trader ko zehan mein rakhne ki zarurat hy ky har trade profitable nahi hoti or ye bohat zaruri hy trader ky liye ky aik trade ky baad lazmi break ly chahy profit hasil ho ya loss kyo ky break laine sy mind pressurised nahi hota or next trade ky liye new strategy create hoti jo achi trade karne mein helpful rehti hy. Traders jo live market mein enter hone sy pehle achi practice karte demo account mein kam sy kam 1 year tou aise traders kabhi bhi overconfident jaise factor ko ignore karne mein kamyab hote hain or sabar ky sath market ko achi tarah analysis karte taky market sy milne wali opportunity ko easily avail karke zyada sy zyada benefit hasil karain or sath mein apne confidence ko bhi stable rakhain jo bohat important hy trading mein future ky liye.
          Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
          • #6 Collapse

            Re: Overconfident sy trading k nuksanat . ??

            Overconfidence Kaisi Bimari hai jo aapko Hamesha nakam ka Munh dikhti hai na Kami Kush ka Muqaddar Banti Hai Jo overconfident Hota Hai Jo Khud par guroor karta hai jo magroor shak Hai Varna kam hai agar aap chahte hain kya aap Sach Sach bolo to aapko confidence Kaisa trade karne chahie na ki overconfident Hoke Agar aapko Lage ya trader ki successful ho to aap to celebrate karna baat silently celebrate Karen Logon Ke Samne Itna Pite hai iska aapki trading bhejte impact padta hai
            • #7 Collapse

              Re: Overconfident sy trading k nuksanat . ??

              yes dear forex market mein jo trader overconfidence hokar trade lagate Hain vah is market mein kabhi bhi kam jawab nahin ho sakte humko market mein kamyab hone ke liye hard work karna hota hai agar Ham forex market mein acchi planning karke kam karte hain aur is market mein soch samajhkar decision lete Hain tumko is market mein kafi jyada fayda hasil ho jata hai jo trade forex market mein discipline ke sath kam karte hain use market mein successful Ho jaate Hain forex market mein kamyab hone ke liye humko confidence ke sath kam karna hota hai agar Ham is market mein dance karti hui overconfidence ho jaate Hain to Ham lot size badi use karke apne kaun per nuksan kar sakte hain Ham ko apne account per money management ke sath kam karna hota hai tab Ham is market mein apna account safe aakar kam kar sakte hain.
              • #8 Collapse

                Re: Overconfident sy trading k nuksanat . ??

                Insna jb over confidence ka shikar ho jata ha to wo loss uthata ha frndz asa bilkul nai krna aksar jb members ko ziyada profit ho jata ha to wo over ho jate hein Orr is soret mein wo loss ko face krte hein is liye kbhi kbhi loss b hona lazmi hota ha loss insan ko over confidence nai hone deta is liye apna Kam Dian se imandari se krein
                • #9 Collapse

                  Re: Overconfident sy trading k nuksanat . ??

                  G han dear forex traders is market mein kam karny k liye apko forex k rules aur regulations ko follow karna hota hai aur experience aur knowledge k sath kam kar k he kamyabi hasil ki ja sakti hai agar ap is market mein over confidence k sath kam karyn gy tu apko loss ho sakta hai because ye aik online market hai is mein movement ka kuch pata nahi chalta is liye ap apny emotions par control kar k trading karyn aur sabar k sath aur safe lot k sath trading karyn aur money management ko follow karty hoye kam karyn gy tu apka account bhi safe rahy ga aur ap ko profit bhi hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Overconfident sy trading k nuksanat . ??

                    Asslam u Aalikum dear member bat thek ha zaid overconfidence bhi apko nuksan dy ha is liye otna hi confidence se kam le jis se apko faida zaida or nuqan ho hi na zaida tar log over confidence trade ko bari lot size laga dety ha jisse wo apna account wash karwa lety hai or balance bhi zero ho jata ha is liye trade jab bhi kare easy ho kar fresh mind se trade kre gye to apko acha profit mile gai or trade mein bhi experience ka efzafa zaida hoga is liye market ko analysis kare or uski movement pe focus kare to is se apka experience or bahr jaye ga jo apko trade mein kam aye ga or yahi kamyabi ha trade mein.
                    • #11 Collapse

                      Re: Overconfident sy trading k nuksanat . ??

                      Assalamu Alaikum dear Forex member humain forex market mein jo trader overconfidence hokar trade lagate Hain vah is market mein kabhi bhi kam jawab nahin ho sakte humko market mein kamyab hone ke liye hard work karna hota hai agar Ham forex market mein acchi planning karke kam karte hain aur is market mein soch samajhkar decision lete Hain tumko is market mein kafi jyada fayda hasil ho jata hai jo trade forex market mein discipline ke sath kam karte hain use market mein successful Ho jaate Hain forex market mein kamyab hone ke liye humko confidence ke sath kam karna hota hai agar Ham is market mein dance karti hui overconfidence ho jaate Hain to Ham lot size badi use karke apne kaun per nuksan kar sakte hain Ham ko apne account per money management ke sath kam karna hota hai tab Ham is market mein apna account safe aakar kam kar sakte hain.
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Overconfident sy trading k nuksanat . ??

                        Overconfident trading apko humesha nuksan he degi q k ap Nina sochy samjhy luck pe trade karty ho wo khbi khbi Sahi jayegi aur khbi full loss axha hy seekh k Kam Kare agar apko trading Sahi se aur long term tak karni hy to ap seekho phr trade karo
                        • #13 Collapse

                          Re: Overconfident sy trading k nuksanat . ??

                          Assalamu Alaikum dear Forex member humain forex market mein jo trader overconfidence hokar trade lagate Hain vah is market mein kabhi bhi kam jawab nahin ho sakte humko market mein kamyab hone ke liye hard work karna hota hai agar Ham forex market mein acchi planning karke kam karte hain aur is market mein soch samajhkar decision lete Hain tumko is market mein kafi jyada fayda hasil ho jata hai jo trade forex market mein discipline ke sath kam karte hain use market mein successful Ho jaate Hain forex market mein kamyab hone ke liye humko confidence ke sath kam karna hota hai agar Ham is market mein dance karti hui overconfidence ho jaate Hain to Ham lot size badi use karke apne kaun per nuksan kar sakte hain Ham ko apne account per money management ke sath kam karna hota hai tab Ham is market mein apna account safe aakar kam kar sakte hain.
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Overconfident sy trading k nuksanat . ??

                            trading mei ap ko loss overconfidence he dey ga hamesha ye baat hay kafi sari chezon ke zroret hoti ha dear abt yehi ha ka forex marekt ap ko sucessful trader bna skti ha agr ap koi acha kam krta hn dear to on other hand ap log market mn kam nhn kr skta hn
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Overconfident sy trading k nuksanat . ??

                              G han app nay bahut achy bat kahy hy keh hamen forex men bahut saber kay sath trading karny chahey kun kay agar hum forex men bahut saber kay sath trading karen gy tu hum as men acha profit hasil kar sakty hain tu hamen as men jaldi kay sath trading nahin karny chahey kun aky forex men kam karna asan nahin hy as men hum jitny mahnat kay sath kam karty hain tu hamen as men utn ahi faida hasil hot hy tu hamen as men dil kay sath acha kam karna hota hy tabhy hum as men achy earning hasil kar sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X