Trade karty waqat khud mind k sath control karin dil nahe

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade karty waqat khud mind k sath control karin dil nahe
    Dear embers mn kehna ye chahht hon k agar ap achy or kamyab trader banana chahty hain to phr khud ko demagh k sath control karin.q k trade mn emotions ki koi zarrorat nahe hoti hy.jab ap khud ko dil k sath control karin gy us waqat ap emotions mn hongy jo k trade k liy achy nahe lihahza mind se work lain or achi trade karin
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade karty waqat khud mind k sath control karin dil nahe

    Trading krtay waqat mind ko contorl kray Dil say nahi Aap ki baat bilkul theek hai forex main aap ko trading krtay hai tu aap ko mind ka sath trading karni chaiy or Aap achi trading Kar Kay acha profit hasal Kar saktay hai agar aap achi trading nahi kray gay tu aap ko loss ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Trade karty waqat khud mind k sath control karin dil nahe

      Market mein kaam karte waqt hamen apne aapko bhi ismein jitna bhi Ham control karte Hain to Ham kar sakte hain aur ham kam karne ke liye bahut kuchh Le sakte hain to hamara kam best ho jata hai lekin yah bhi sochana hota hai ki agar market ke sath kam karna chahte hain to hamara kam aasani se bhi hota hai ki ham ismein har waqt apne aap ko samajhne ke liye jyada mehnat kar sakte hain aur hamen us an email saathiya lekin JB sochana chahie ki agar hamen aasan kaam karte hain to hamara hi achcha kam ho jata hai aur ham apne aap ko successful samajh sakenge to hamen Koi nuksan nahin hoga aur agar Ham jitna jyada apne limit Ko mukammal karte Hain to hamen itna jyada aasani milati hai aur hamesha mein kamyab ho sakte hain aur agar jab bhi kamyab honge to yah hamara kam achcha hoga commissioner aasan kam kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Trade karty waqat khud mind k sath control karin dil nahe

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakher uz zaman پيغام ديکھيے
        Dear embers mn kehna ye chahht hon k agar ap achy or kamyab trader banana chahty hain to phr khud ko demagh k sath control karin.q k trade mn emotions ki koi zarrorat nahe hoti hy.jab ap khud ko dil k sath control karin gy us waqat ap emotions mn hongy jo k trade k liy achy nahe lihahza mind se work lain or achi trade karin
        G han agar ham is me acha kam or achi mhenat sy kam karna chaiye to ham ko is me achi mhenat sy kam or achi kamiyabi hasil karny kalye ham ko chaiye ky ham is me achi treading kary or soch smjh kar kary
        • #5 Collapse

          Re: Trade karty waqat khud mind k sath control karin dil nahe

          pet Gaya bhag kamyabi hasil karne ke liye hamen chahie kya Ham Dil ke sath Kam nahin karna bhul ke dimag ke sath kam Kare jab bhi Ham set karte Hain tu waqt aur khud ke sath control Kar Na Dil ka Gam nahin hai balki yah sikandar Ham dimag ke sath kam karte Hain jab Ham apna dimag use karenge to hamen ek achcha bonus milega aur ek achcha time explain hamare saath hoga jab bhi Ham post karte ho waqt hamen chahie ki Ham acchi tarike se post Karen
          • #6 Collapse

            Re: Trade karty waqat khud mind k sath control karin dil nahe

            Koi Bhi Agar Ham kam Karte Hain To Hamen Apne dimag ko use karna hai apne mind ke sath use karna hai agar Ham Apne man se kam Karenge To Hamen Achcha result Milega lekin Kuchh log andaza kam karte hain aur kam ko kharab kar lete hain unko chahie To vah Apne knowledge kiske sath aur mind ke sath Fox ke sath kam Karen is se unko bahut jyada fayda hoga
            • #7 Collapse

              Re: Trade karty waqat khud mind k sath control karin dil nahe

              Salam dear member
              G ap ny bilkul sai kaha ky tradind time apny dimagh ko fresh rakhayn q ky trading time emotion ki zarorat nh hoty talaent ki zarorat hoty ha ak acha trader vo he ha vo dimagh ko dil pae have na hony dy
              • #8 Collapse

                Re: Trade karty waqat khud mind k sath control karin dil nahe

                Ji han app nay bahut achy bat kahy hy keh hamen forx men bahut himat kay sath trading karny chahey kun aky agaqr hum forex men bahut himat kay sath trading karen gy tu hum as men acha profit hasil kar sakty hain hamen forex men jaldi kay sath trading nahin karny chahey kun kayb agar hum forex men jaldi kay sath trading karty hain tu hamen as men koi bhe faida hasil nahin hota hy ur hum as men mukamal nakam ho jaty hain tu hamen as men dil kay sath acha kam karna hota hy kun aky forex men kam karna asan nahin hy as men hamen dil kay sath acha kam karna hota hy tabhy hum as men acha profit hasil kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trade karty waqat khud mind k sath control karin dil nahe

                  Sanjay sar ki Ham jante Hain trading ek mind ki game hai yeh kaisi jagah Jahan per dimag ki jarurat album ki jarurat hoti Ham janvaron ko jab dekhte animal life ko dekhte hain vah apne knowledge ekattha nahin karte aur annai planning and strategy nahin karte Bal ke purane taka Jo per chalte Hain isliye vah piche jaate Hain Ham insan humne har roj ek bhitar human aur jyada vetan hemant banna har roj ekmatra faisla karne wala banna har roj aur jyada beta planning karni hai aur jyada mamla ko bhi tarike se HAL karne aur jindagi ko ISI tarah se aage lekar chalte Jana hai aur ham tab Hi ek acche trader Ban payenge aur jindagi mein kamyab Ho payenge
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade karty waqat khud mind k sath control karin dil nahe

                    Dear pyary forexer trading ke waqt apnay Dil or demag ko qabu kerna chye or inko apni trading ma mix na honay Diya karey apki trading ma Dil Ka koi kaam Nahi Hota balkay diamag ke zariye apkay Sabar Ka imtehan Hota hai jis SE apko nikalana Hota hai lekin nataij milnay ke baad esi liye positive rahy apni trade ma
                    "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade karty waqat khud mind k sath control karin dil nahe

                      Asslam o Alaikum all my friends dear friends humy mind ky sath soch samjh kr work krna chaye ager hum apny mind ky sath tread lagay gy to he hum kameyab ho sakthy hin ess leye humy ghabrana nhi chaye balkhe humy tension free ho kr kam krna chaye
                      • #12 Collapse

                        Re: Trade karty waqat khud mind k sath control karin dil nahe

                        dear member apki bat thek ha ke demag ko khd ke sth control krke jald bazi mein trade na kare q ke jald bazi or emotion ho kar trade apko loss hoga nusqan hi uthy gye i sl liye trade ke liye apko easy or fresh mind se trade krni chaiye uske liye apko kafi acha experience hona chaiye jin ke pass acha experience or knowledge hota ha wo kabhi jald bazi or risk mein trade nai karty wo humesha apne experience se sakoon ke sth opne karke acha profit asani se gain kar lety hai asia experience gain kare tab ap market trade mein kamyab ho sakty hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trade karty waqat khud mind k sath control karin dil nahe

                          G han app nay bahut achy bat kahy hy keh hamen forex men bahut himat kay sath trading karny chahey kun aky agar hum forx men trading kay duran jaldi karty hain tu hum as men kabhy bhe achy earning hasil nahin kar sakty hain tu hamen as men dil kay sath acha kam karna hota hy tabhy hum as men acha profit hasil kar sakty kun kay forex men kam karna asan nahin hy as men hum jitny mahnat karen gy tu hamen as men utna hi acha bonus hasil hota hy tu hamen as men mind ko feresh rakh kar as men kam karna hota hy tabhy hum as men acha profit hasil kar sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Trade karty waqat khud mind k sath control karin dil nahe

                            Traders is liye apni money lose karty hain kiyun keh woh money management ke rules ko follow nahi karty un k pas knowldege ki kami hoti hai aur wo bahut ziada greed karty hain main unko nashehat karna chahta hun ke agar aap safe trading karna chahte hain tu kindly pehly tu isko regular learn karien aur phir money management ke rules ko follow karien
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trade karty waqat khud mind k sath control karin dil nahe

                              Assalamo Alikum dear member ummeed hai ap sab kharyat say hongay Market mein kaam karte waqt hamen apne aapko bhi ismein jitna bhi Ham control karte Hain to Ham kar sakte hain aur ham kam karne ke liye bahut kuchh Le sakte hain to hamara kam best ho jata hai lekin yah bhi sochana hota hai ki agar market ke sath kam karna chahte hain to hamara kam aasani se bhi hota hai ki ham ismein har waqt apne aap ko samajhne ke liye jyada mehnat kar sakte hain aur hamen us an email saathiya lekin JB sochana chahie ki agar hamen aasan kaam karte hain to hamara hello achcha kam ho jata hai aur ham apne aap ko fruitful samajh sakenge to hamen Koi nuksan nahin hoga aur agar Ham jitna jyada apne limit Ko mukammal karte Hain to hamen itna jyada aasani milati hai aur hamesha mein kamyab ho sakte hain aur agar hit bhi kamyab honge to yah hamara kam achcha hoga chief aasan kam kar sakte hain sukreyya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X