jaiza : per day kam ke limit ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : per day kam ke limit ?
    hum amm forex ke guftagu mai per day kitne posts kar sakty hain ? or hum cotnest mai per day kitne posst kar sakty hain ? kam ke kaya limit hain forum mai kaya over limit be kam kiya ja sakta hai ya nahi ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : per day kam ke limit ?

    Pak forum
    Pak forum me posts karne par trading bonus melta hai aur is k sath hamen learning aur knowledge k gain karne aur share karne me bhi madad deta hai. Pak forum ki instaforex sponsored karta hai jo k hamare leye aik behtareen broker hai. Hamen trading k leye bonus deta hai jo hamari trading me bohut support karta hai.
    Pak forum per day posts limit
    Pak forum me hum per day 50 posts kar sakte hen aur us k baad aik error message hamare screen pe aapear ho jata hai jis ka matlab hota hai k hamari daily limit pori ho gaye hai aur ab hamen mazeed kaam karne se waqfa karna chaheye aur kal tak intezar karna chaheye. Pak forum k posts limit pori hone k baad jo message apear hota hai us me hamen 1440 minutes ka kehta hai lekin hamen agley din sabah 5 am se posts karne ki permission hoti hai.
    Pak forum per day threads limit
    Jis tarh se pak forum me posts ki par day k hisab se limits hen usi tarah se per day k hisab se threads ki bhi limits hai aur hum pak forum me 4 threads par day kar sakte hen. Wese to pak forum me hamare leye 7 threads hone ka ho sakta hai lekin us k masayel hen agar hum threads 4 se ziada karte hen. 4 se ziada threads karne pe aglay din ki posts stop ho jati hai jo k hamare leye aik bara loss hai.
    Pak forum me limits pori hone pe kaam stop ho jata hai aur same din ki posts mazeed band ho jati hai. Ye pak forum k rules aur regulations me se hai aur is me kisi k leye koi changes nahi hai. Sab k leye ye rules aur regulations same hen chahay wo seniors me se hai ya new pak forum ka join karne wala hai. 50 posts aur 4 threads ka target sab k leye yaksan hen.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : per day kam ke limit ?

      pakistan forex forum aik aisa forum hai jahan hum posting ker k aur trading ker k bonus hasil ker sakty hain lekin is mein humen learning aur knowledge gain ker k kaam kerna chahiye is se huemn help milti hai is mein jo humary liye sab se behtreen borker hai wo insta forex broker hai ye humen humari trading kerny k liye bonus bhi provide kerta hai aur humen help bhi kerta hai hum agar forex par work kerty hain tou us kaam ki aik limit hai jis mein hum per day k hisab se work kerty hain is mein per day hum 50 posts ker sakty hain aur 4 threads bena skaty hain lein humen chahiye k hum is mein posts ko quality k lehaz se acha benayen agar hum is mein 50 posts se zeada posting kerny ki koshish kerty hain tou humen screen par msg aa jata hai k humari per day ki limit poori ho chuki hai
      jis se zeada hum is mein work nahi ker sakty humen yahan subha five A.M se post kerni ki ijazat hoti hai is ka matlab ye hai k posts ki counting 5 bjy se start hoti hai humen chahiye k hum yahan par rules and regulations ko samny rakhty hue is mein kaam keren kuen k agar hum rules ko follow nahi keren gy tou humen is mein bonus hasil nahi ho saky ga is mein rules aur is k facts sab k liye same he hoty ahin jin ko kabhi bhi kisi bhi soorat mein deny nahi kiya ja sakta is mein jab limit poori ho jati hai tou humara is mein kaam bhi poora ho jata hai is mein fifty posts aur four threads ka daily target sab k liye aik jesa he hai yani har koi is mein itna he daily base par kaam ker sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : per day kam ke limit ?

        Ham se jitna mumkin ho sake hamen koshish krni chahie k ham behtar kaam kren tab hi ham Kamyab ho sakte hain.post aur thread jitna zayada informative hoga, itna he ham zayada bonuce k mostahiq hon ga. Is liye dear hamen ab jab b turead new ae to pehla uska related sara knowledeg combine karen aur uska bad thread per post karen. Post kerta howa hamasha khayal rukhen k apki post thread k unwan k motabiq ho aur sahe explain ki gai ho. Tab he apki post k faida hoga. rules ko strictly follow karne ke liye Hamen Apne post aur trade Mein lunch Bhi Jyada rakhni hai aur usmein spelling mistakes bhi nahin Karni tha ki Hamara message Aage dusre members ko deliver ho sake Agar aapke pass knowledge hoga to tab hi aapke thread aur post informative Honge.

        Quality for posting:

        Forum kay contests kay new rules kay mutabiq ab Grammer aur spellings ka bhi bohat khayaal rakhna hoga aur uss kay saath saath contestants ko iss baat ka bhi khayaal rakhna hoga kay unn ki her post aur thread Kamm say Kamm 250 alfaaz pay mushtamil hona bhi bohat zaruri hai. Jo bhi members new rules ko follow nahi karengay unn ki posts aur threads ab bonus kay liye count nahi ho saken gi. Members ko yeh bhi faida ho jaey ga kay ab weekly pata chall jaya Karey ga kay unn ki kitni posts contest kay liye count hui hain iss tarah unhain apnay kaam mai behtari lanay ka moqa mill sakey ga. Contest kay aglay round aaj ya kall mai shuru ho jaen gay laikin pehlay ki tarah date 1st July say he hogi. Iss liye members ko aaj say he apna kaam shuru ker daina chaiye takay unhain acha kaam kernay ka ziada say ziada time mill sakey.

        Quantity for posting:

        daily basis per 50 post complete Karni hoti hai aur iske sath sath 4 thread create karne Hote Hain kuch members apni daily limit ko pura karne ke liye jaldi jaldi kam karte hain aur quality per focus Nahin Karte aur just apni quantity ko pura karne ke liye koshish Karte rahte hain. Un member se main yah request karna chahta hun ke aap apni quantity ko pura karne ke sath sath quality ko Jarur focus Karen aur quality Se Kabhi Bhi avoid na Karen quality ki achievement Ke Liye Main aapko Kuchh point indicate kar deta hun jisse aap Pakistan Forex form ke kam Mein Apni quality ko increase kar sakte hain.

        Spelling mistakes:


        Dear jab aap Koi post Karte Hain To vah grammar voice aur spelling wife correct honi chahie aur uske sentence meaningful hone chahie aur usmein aap Jo information share kar rahe hain vah bilkul correct honi chahie agar aap Koi Aisi information share kar dete Hain Jo correct Nahin Hoti to usse bahut Sare member miss guided ho sakte hain.

        Rules and regulations:

        Pakistan Forex foreign ke rules and regulations ko follow karna hota hai aur Pakistan Forex foreign key requirements ke mutabik aapko apni post complete karna hoti hain agar aap an requirements ko pura Nahin Karenge to aapki quality kabhi bhi satisfactory Nahin Hogi Jiski vajah se aapko Achcha bonus Nahin Mil Sakta.
        :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

        CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : per day kam ke limit ?

          Asslam o alikum umeed ha k ap thk hon gy or apna kaam achy sy kr rhy hon gy forex aik aisa buinsess ha jo pori duniya m aphail chuka ha forex
          ma vhi kmyab hota ah jo mehnt krta ha agr ham forex ma acha bonus hasil krna chhaty han to hmay chhaiy k ham zyada sy zyada mehnt kry
          forex ma kaam krny k koch rules han jinhy follow krna bohat zyada zrori ha q k agr ham rules ko follow nhi kry gy to hmay loss ho skta ha
          hmay apna kaam daily baisis py krna chhaiy daily hmay 50 posts or 4 threads krni hoti ha forex ma hmay dil lga k kaam krna chahiay forex ma ham
          hmay bohat zyada mehnt krni hoti ha jitni zyaada hammehnt kry gy hmay otna zyaa faida hasil ho ga ...
          trading sy pahly hmay knowledge or expereince hasil kr lena chhaiy tabhi ham achi trah trading kr skty han or profit hasil kr skty han
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : per day kam ke limit ?

            PER DAY LIMIT OF WORK
            Dear forex friend per da y kaam ki koi limit nahi hai yeh hmare uper depend krta Hai ky hum apny kaam ko Kitna time dyty hain aur Kis tarha se time manage krty hain forex trading business mein time ko bohat zayada importance Di jati hai kyun KY jab tak hum is kaam ko time nahi dyn ge tab tak is ko samajhna aur is Mein acha kaam krna hmare liye possible nahi ho sake GA is liye humein agar is kaam ko join krna Hai to us se pehle apny kaam ko manage krna seekhna ho GA otherwise hum kuch nahi kr saken ge
            Jahan tak is kaam mein Kamyab hone ki baat hai to kamyabi bhi usi ko hasil hoti hai jo apny kaam ky saath sincere rehna seekhty hain kyun KY is kaam ko join to bohat sare log kr lyty hain magar is kaam mein sincere bohat Kam log rehty hain kyun KY yeh kaam jitna dekhny mein asaan lagta hai krny mein utna asaan nahi hai humein is kaam ko proper time table bana kr time dyny ki koshish krni ho ge ta ky is ko ache tarha se samjha ja sake aur is Mein ache kamyabi ko possible bana kr khud ko secure Kiya ja sake is kaam ki yeh quality hai ky hum is ko jitna zayada time dyn ge utna he acha is ko hum seekh saken ge aur utna he acha hum is mein earn kr saken ge
            Koi bhi professional trader ho ya expert trader ho sab ko ache kamyabi mehnat se he milti Hai aur aik baat Yad rakhen aik acha trader hmesha apny kaam ko proper time dyny per zayada focus krta Hai kyun KY wo janta hai ky jab tak wo market Mein time nahi guzar ga tab tak wo apny kaam ko seekh nahi sake ga is liye wo hmesha koshish krta Hai ky apna free tiem apny kaam ko dy aur us ko SEEKHNY ki koshish kre humein bhi afaar is kaam mein ache earning hasil krni Hai to humein chaheye KY time table bana kr apni learning apni practice ky saath saath market ko watch krny per time lgaen ta ky ache tarha se apny kaam ko observe kr saken market ko analyse krny mein Kamyab ho saken jitna acha analysis ho GA utna he ache tareeky see hum market ko control kr KY apny losses ko Kam kr saken ge aur acha benefit hasil krny mein Kamyab ho saken ge
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : per day kam ke limit ?

              forum mai hum aik din mai aik limit ky mitabik kam kar sakty hain hum s mai over limit kam nahi kar sakty ha hamy is mai analysis ko learn kar ky use kar ky kam krana ho ga hum is mai agar greedy ban ky kam karty hain to hamra loss hain hamy is mai aik time tbale bana kar kam karna ho ga pher he hum kam kar ky pasia kama saky gy hum is mai agar greedy ban ky kam karty hain to hamar aloss ho jata hain hamy is mai analysis o learn kar ky use kar ky kam karna ho ga hamy analysis ko or indicators ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum paisa kama skay gy hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain hm is mai agar greedy ban ky kam arty hain to hamra loss hain hum is mai out off balance account bana ar be kam kar sakty han hum is ma mahnet karty hain to hamy kamaybe hasial ho jy ge hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hm is mai din mai be kam kar sakty han forex mai us aor china jasy bary bary mumalik sahmil hain forex mai hamy per dya limit ko pura karn chay is tareha hum weekly task pura kar sakty hain or hum acha bonus be hasial kar sakty hain hamy mayre kam karna ho ga hum is mai agar lalachi ban ky kam karty hain to harma loss hain forex aik world wider or kabe be band na hny wala acha business hain
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : per day kam ke limit ?

                Pakistan forex forum aik aisa platform hai jahan hum trade bhi ker sakty hain aur yahan hum posting bhi ker sakty hain yahan par psoting k through bhi work kiya ja sakta hai agar hum yahan par posting k zariye earning kerna chahty hain tou us k liye humen yahan par time bena ker kaam kerna ho ga aur aik scheduled k hisab se work kerna ho ga tab he hum is mein success gain ker sakty hain forex mein hum kisi bhi section mein kaam keren us mein posting aur threads ki quantity same he rehti hai bus is mein learning ka difference aa jata hai agar hum is mein aam forex guftagu mein work kerty hain tou us k liye humen posts ki length ko short rakhna hota hai isi tarahn agar hum yahan par contest mein work ker rahy hain tou humen length ko us hisab se rakhna hota hai
                cntest mein work kerny k liye humen lengthy posting kerni hoti hai jis se humen zeada acha bonus milta hai hum aik din mein 50 posts aur 4 threads bena sakty hain posting ki quantity itni zeada nahi hai ye is liye k hum is mein quality k according zeada acha work keren agar hum is mein quality ko ignore keren gy tou humen aik acha bonus nahi mil saky ga threads ko us waqt benaya jata hai jab koi aisi confusion ho jis ki humen understanding na ho tou hum thread ki help se doosry members se pooch sakty hain is mein agar hum daily limit se zeada posting kerny ki koshish kerty hain tou humen message milta hai k hum apni limit ko poora ker chuky hain aur ab humen work ko next day start kerna ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : per day kam ke limit ?

                  Assalamu Alaikum dear forex member g han ham dialy pak forex men limit ke motabek kam kar sakty hen ham es men es se ziada limit men kam hani kar sakty to hamen chahiay ke rozana jo limit di gai hay otna hi kam karen agar ham over limit men kam karen ge to us se hamen faida nhi ho ga to es liay hamen chahiay limit ke mitabek dialy ka kam karen or es men hamen time tebal bana kar es men kam karna ho ga or pher hi es men hamen bhot acha paisa kama sakrn gey agar ham es men greedy ban kar kaam karen gey to hamen es men loss bhi ho sakta hay to loss se bachny ke liay hamen chahiay ke ham limit ke motabk kam karen hamen es men analysis learn kar ke kam karna ho ga ham es men bgaer balens accunte bana kar bhi ham es men kam kar skty hen age ham es men mehnat kar ke kam karen ge to ham es men kamiyabi hasil kar skty hen to hamen chahiay ke ham mehnat kar ke aik achy forex member banen or limit ke motabik kam kren
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : per day kam ke limit ?

                    hum is mai aik din mai aik account mai 50 posts or 4 threads karty hain hamy pahly posts karne chahey or bad mai threads karny chahey ta ky hamae posts ke limit pore ho saky or hum is mai acha bonus hasil kar saky hamy market ko achy sy samj kar is ky rules ko pora kar ky kam karna chahey ta ky hum is mai kamyabe hasil kar saky yai aik asa karobar hain jo hamy learning be dyta hai or ya hamy kam karny par ache earning be dyta hai hamy market ko achy sy samj kar is ky rules ko pora kar ky kam karna chahey ta ky hum is mai kamyabe hasil kar saky hamy market ko achy sy samj kar is ky rules ko pora kar ky kam karna chahey ta ky hum is mai kamyab trader ban sakty hai hum is mai live kam karty hai hum is mai sada urdu main kam karty han hamy is mai aik time mai aik he pair mai kam karna karny ka risk lyna ho ga hamy market ko achy sy learn kar ky kam karna chahey agar hum is mai aik din mai 10 dollars asne sy kama sakty hai hamy is mai aik time mai aik he pair mai kam karna chahye yai aik asa karoba hia jo hamy learning be dyta ha hamy is mai planing kar ky kam karna chahey hamy ismai dill laga kar kam karna chahye agar hum is main bagar experience ky kama is kary gy to hamy loss ho jay ga is mai market ka ya moderator ka koi balm nahe hota hum is mai jitna be kam karty ha yai hamy ise ky hesab sy result dyta hain
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : per day kam ke limit ?

                      Abi jis tarah sardi ka mosam ha din kaafi choty hon gye hain or time guzerty howye pata he nahi chalta hai ager posting ko compelet karna hai to apko thora kaam subha first time he karyn or thora kaam ko kar layn or tbora kaam sham ko kar kayn 15 15 post kay 3 step bana layn ap lazmi compelt kar lety hain so zarori hai post achi karyn beshak thori karen forex limit pori krna bht zrori h ap apny time r post ko divide kr dain r mehnt s kam lain ab time km hota h due to winter season to apko chahiay k ap iska schedule bnaen pre planing s kam lain r isko agy barhaen ap nmaz k bad 5 namazun k bad apny hisab s kr lia krain yeh time bht best h asy ap bholain gy ni r kam bbi jldi hoga r kam men barkat bhi hogi r ek hi time krny ki wja s thaken gy bhi ni.Thanks
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : per day kam ke limit ?

                        Assalamu alaikum dear member apny ka jaiza hai ke humy kitna kam krna chahiye to dear member apny hmare sath bahut achcha topic share kiya hai aur jesa ke ap jante Hain ki forex rules k mutabik humy ek din mein 50 posts krny ki ijzat hoti hai to apko chahiye ke ek din me jitna ho sky apny daily target ko pura krny ki koshish karen or usme apki posts ki quality bhi Best honi chahie tabhi aap ko isme faida hoga or apke kam krny ka acha bonus bhi hasil hoga isliye apko daily kam krna chahiye or forex ko zaida sy zaida time invest krny ki koshish karen take apko weekly bht acha bonus hasil ho forex hmare liye bht best business hai is me hum kam kr k acha bonus hasil kr skty hain weekly jo ke ap ke liye bht zaida faida mand sabut hoga jitna ho sky acha or knowledge work kren take kamiyab hun sken
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : per day kam ke limit ?

                          ham na ager kamybi hasal karni hi os ka lia ham ko es main aik targt bnana ho ga kh ham na es main par day kitna kaam karna hi our ktna kaam jo hi ni karan hi to ham apna he targit ko acha sa achive kaarnaa ka lia ham ko es main bht eh hmehant ka sath he ham ko kaam karan he ho ga ham es main had work ka sath he ham jb bhe kaam karain ag os ka ham sab ko abht he acha sa kaam main he ham ko bht he acha sa respons mil skata hii to soo ham an es amin etna he had work ka sath he ham kaam karain kh ham ko kaam main bht eh hacha saa dil he chisbi ho jay ham es amin bht eh acha sa kaam karain our jitan bhe ham kaam karain os amin ham saaf suthra kaam karain ham ko ya ni hi kh ham jaldi sa jaldi main jo bhe ham naa par day par kaam karan hi vhy kaam karain ouor ham azaad h ajin asa bilklul beh haer gyz bhe ni karan hi ager ham asa karain aga to os ka ham ko bilkul beh aik feasad bhe koi bhe fadia ni hi ham as akarain kh ahm an es maian bht he kam sa kam aona he aik targit bna lain jis main ham sakoon sa os ko achive bhe kar sakaein ga to soo ham ko es main bht he had work ka sath he ham kaam karain oue ham jitna bhe had wowrk ka sath eh ham ko b'ht he acaha ssa kaam main he ham ko es amian bs aik time table ager ham bna kar rkaam karty hain to os ka ham ko bht he acha sa fadia beh ahsla ho skata hi ni to asa main ha ko es main koi bhe fadia bhe ni hona walsa hi to so[ ham ko es amin souch samjh akr es amin ham ko kaam jo hi karan he ho ga ni karain ag to os mani ham ko bht he nuqsaan hee mils kata hi
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza : per day kam ke limit ?

                            Dear member ye per day k hisaab se ni hoti bal k apki thread pe inhisaar krta hy k wo kitni myari thin aur kitny logon tk phonchi hy kitny logon ko us se faida hoa aue logon my raye di chahy wo post din men 1 ho ya 5 hun bs muzu honi chahiye acha topic hona chahiye
                            imranhaider
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza : per day kam ke limit ?

                              daily ki limit 50 post ki hai lekin Woh ap pe depend kart hai k Ap kitni kar sakte hain Quality wala kaam ho to ap total 30 karen agar guzaray wala kam ho to ap limit ko pura kiya karen Qk mehnat zyada to Earning bhi ziyada hogi Agr ap mehmat bhi ni karte to earning bhi ni honi.
                              Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X