Re: jaiza : account ky 3 level verify karna zarore hain ?
Account Verification
Actually instaforexpurey asia ka aik legal broker hey isliye hamen is broker mein fullyverification ke sath hi work karna parta hey is ka yeh faida hota hey keh humaik barey broker ka hisa hotey hein aur hum unknown nahin hotey hein hum fullyverified ho kar work kar rahey hotey hein aur is se hamen bhi aur hamareybroker ko bhi bohot hi ziada satisfaction milti hey Instaforex verification ke3 levels hote hain or usme apko pehle 2 verify krne hote hain, verification kamethod boht hi asaaan hyy, level first ke liye tu apko I'd card ki photo backor front dono bhejne hote hain, 1st level easily verify ho jata hy, secondlevel verification ke liye apko address verify krana hota hy tu uske liye zrorihy ke apka document or instaforex mn likha address same ho, second level keliye ap unity bill bhej sakte hain, domicile bhej sakte hain ya phir bankstatement wo bhi attested , koi ek document send kr dein or sath mn instaforexke MD ko bhi msg kr dein tu apka instaforex ka account verified ho jaye ga ortab ap easily transection kra sakte hain.
First level verification:
Pehle step mein aap apna National Id Card ki Front and backside dono send kartey hein aur jo details aap ne account creation ky time pe dihue hoti hain un kyy mutabiq identity prove ky liye National identity cardprovide karna parta hai. Jo ky har 18+ ky pas mojud hota hai.Jab Ham Apnadocument upload kar dete Hain To kuchh time ke bad hamara fast level Verifiedho jata hai.
Secondlevel of verification:
Second level verification mein apko apna address verifiedkarwana hota hey keh aya aap waqai us jagha ke rehaishi hein jis jagha ka apneaddress instaforex ko diya hua hey matlab keh aap apna koi sa bhi bill JeseUtitlity bill hota hey ya Gas bill hota he who aap dekar easily apniverification karwa saktey hein.
Thirdlevel of verification:
Pehle third level ki verification nahin hoti thi lekin aajkal instaforex ne isko bhi must karar de diya hey Third level ki verificationHamare liye optional hoti hai lekin Agar Ham karva Lete Hain To yah Hamare liyebahut hi behtar Hota Hai
3rd verification aik extra aur last step hota hay jo actuallyfirst verification level ko he mazeed confirm karti hay. Is kay loye hamaindocument in hand akh kar aik picure upload karna hoti hay jis main hamaripicture bhi ho. Agarcheh ham 3rd verification kay baghair bhi forex ki aksarservices istemal kar sakty hain, laikin baz dafa hamain kuch mushkilat ka samnabhi karna par sakta hay, is liye 3rd verification bhi timely karana zaroori hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим