jb market ki smjh na a rhi ho to trade bilkul na lgayn

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jb market ki smjh na a rhi ho to trade bilkul na lgayn
    dear friends trade lganay sa pehlay apko chayay k market ka achhi trh analysis kren aur market ki movement ko achhi trh read kren to jb apko market ki movement ki smjh na a rhi ho to us waqt trade bilkul na lgayn balkay market mn profitable position milnay ka wait kren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jb market ki smjh na a rhi ho to trade bilkul na lgayn

    Jab market main traders ko apni trade open Karni hoti hai to use Waqt unhen market ko bataon samjhe aur langki ek kabhi bhi apni trade open Nahin Karni chahie unhen market ko acchi Tarah Se analysis karna chahie Jab vah market ko acchi Tarah Se analysis Karle Tumne best currency pairs ka select Karke apni trade Mein stop lost ka istemal karte hue market Mein Apni trade open karne chahie tab hi vah market Mein Apni is it rate mein acchi success Hasil kar Payenge aur apni trade ko ek perfect trade bhi banaa Sakenge
    • #3 Collapse

      Re: jb market ki smjh na a rhi ho to trade bilkul na lgayn

      bilkul hamen market ki movement ko dekh kar ke hi market ko analyses karna hoga aur direction ke mutabik hi trading karni hogi agar Ham forex mein jaldbazi mein aakar ke trade lagaenge to kabhi bhi forex ke business mein achcha profit book nahin kar payenge aur ek se achcha profit agar gain karna hai to hamen soch samajh Kar Ke kam karna hoga aur market ki direction ke mutabik hi trade lagani hogi jab Ham complete focus ke sath work karenge aur technical tools ka istemal jyada karenge jisme indicators Ho Gaye moving average Ho Gaya is tarah ke tools ki madad se Hi Ham for ki direction ko nahin kar payenge aur sahi entry point per trade lekar ke achcha profit bhi forex ke business book kar payenge agar chal Basi mein aakar ke trading karenge to shivay nuksan ke aur kuchh bhi Hasil nahe hoga
      • #4 Collapse

        Re: jb market ki smjh na a rhi ho to trade bilkul na lgayn

        Salam dear member
        g ap ny bilkul thek kaha ha ky agr market ki samj nh arahi tu trade na lagayn q ky trde lagany sy phly markt ki achi tarha analysis kar lyndirection ky mutabike he trading karni chye forex ma hamy bahut mehnat kar apna name banana is liya hamy har cheeze ko dakh kar post karna chye
        • #5 Collapse

          Re: jb market ki smjh na a rhi ho to trade bilkul na lgayn

          Gi bilkul apki bat bilkul thek ha Forex ma trading karta hova agar apko market ki samjh na aya to koshish karan ka wo trade na hi lagaen kunka isa apko koi loss bhi face karna par sakta ha isi liya hamesha koshish karan ka trading karna sa pahla ak bar confirmation kar lan or dakh lan ka ap is trade ko karna ka liya confident ha or apka account bhi safe ha phir hi trade karan
          • #6 Collapse

            Re: jb market ki smjh na a rhi ho to trade bilkul na lgayn

            Assalam o Alaikum dear forex members forex ko join krny k bd zyada learning krain markrt ko smjhain jb smjh a jy tu phr trade lga dain tu faida hoga experience bhi mily ga aur future me trade lgana asan ho jy ga agr market ko baghair sochy smjhay trade lgai jy tu loss hoga.
            Jb tb market ko smjh na lain tu trade nhi lgani chahiye warna loss hi hoga shukriya.
            • #7 Collapse

              Re: jb market ki smjh na a rhi ho to trade bilkul na lgayn

              Dear friends aapane bilkul right kahan hai ki Jab Hamen main market ke samajh Nahin a Rahi Ho To fir Hamen trade Nahin Lagani chahie Agar Ham vahan trade Laga Denge Tu Hamen main loss ho sakta hai agar aap Chahte Hain ki aap Lash se bani chijen to market ko dekh kar Soch Samajh Kar FIR trade Lagani chahie SSA Humko profit Hasil ho sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: jb market ki smjh na a rhi ho to trade bilkul na lgayn

                Jab Hamen market ki samajhna a Rahi Ho To Humne market Mein Apne traind Nahin Lagani chahie Kyunki Jab Hamen market ki samajh Nahin Hoti Ham market Mein Apne trade ko inter kar dete Hain To Ham market mein kabhi bhi achcha profit HAL nahin kar sakte Bal ke Hamari trade loss Mein Hi jaati hai isliye Hamen market Mein trade Lagate Hue knowledge Ka Hona bahut hi jyada important Hota Hai Jab hamare pass Achcha knowledge Hoga To Ham market ko acche tarike se samajh Sakenge aur Market Mein Apni trade ko inter ka Sakeng
                • #9 Collapse

                  Re: jb market ki smjh na a rhi ho to trade bilkul na lgayn

                  Jab market mein aap apna kam Shuru karte hain to aapko chahie ki aap apna kam karte hue Jyada Se Jyada mehnat Karen aur Soch Samajh Kar Apna Kam Shuru Karen market Mein Apna Kam aapko Soch Samajh Kar karna chahie aur specially aapko apni trade bahut jyada thinking karne ke bad Shuru Karni chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: jb market ki smjh na a rhi ho to trade bilkul na lgayn

                    1 to is market ka koi bharoosa nhe hota ha or odra is ki movement asi hoti ha ka itna assan sa samh nhe ati ha agar asy main ap trading karty han to ye ap ko nuksan main le ka jati ha to behtar yeeh hota ha ka ap na exprince hasil karna ha or pher is ain trading karni ha or agar ap ko is ki samjh nhe ati ha to ap na trading nhe karni ha
                    • #11 Collapse

                      Re: jb market ki smjh na a rhi ho to trade bilkul na lgayn

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Samar802 پيغام ديکھيے
                      dear friends trade lganay sa pehlay apko chayay k market ka achhi trh analysis kren aur market ki movement ko achhi trh read kren to jb apko market ki movement ki smjh na a rhi ho to us waqt trade bilkul na lgayn balkay market mn profitable position milnay ka wait kren
                      Han ge ham log sab se bardi ghalti yahi karte hain ke market ku samjh kr trading nh karte hain jis ke waja se hame ache earning nh hoti hai or loss bar bar hota hai agar hame market ke samjh nh arhi hai tu hame juldbazi main kabi bhe trade enter nh karne chye balke hame best time ke liye wait krna chye or hamesha wait kr ke trading krni chye jab ham log greedy karte hain or market main wait nh karte hain or ham analysis nh karte hain tu hame profit nh hota hai trading ke risky business hai es main zayda risk hai jo log information ke bina trading karte hian un ko trading main profit nh hota hai balke un ko es business main bar bar loss hota hai or es business ko bhe chor dete hain es liye mehnat se kam krna chye
                      • #12 Collapse

                        Re: jb market ki smjh na a rhi ho to trade bilkul na lgayn

                        Ji han aapane bahut hi achcha question kya hai jab hamen market ki movement samajh nahin a rahi ho to us waqt hamen trido per nahin karni chahie aur mehnat se market ki moment ko dekhna chahie market ki moment up aur Don ho rahi ho to hamen train nahin lagani chahie pahle market ko acchi tarah se analyse kar le FIR Ham trailer gana chahie Jo log jaldbaji karte Hain market movement ko dekhkar lagate Hain to an Laos ho jata ha market ki moment ka samjhe hamen train hi open karni chahie
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: jb market ki smjh na a rhi ho to trade bilkul na lgayn

                          G haan dear main ap ki is baat sa agree karta hoon kha jab market hi samh na aya rhi ho to trade har gis na lagya agr ap ko market ki samjh nhi lag rhi aur is ka baad bhi ap trade laaga rha hy to ap ko us main saaf saaf dikh rha hy ka ap ko loss ho ga is lia kha hy khaah agr ap ko market ki samjh nhi aya rhi ti trade laaga kha apna nuksaan na kara

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X