loss hony py himmat nahi harni
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss hony py himmat nahi harni
    trading ma loss ho jay to himmat nahi harnii dobara sy mahnat kr k bonus bnayein or phr trade lgayein or apna loss recover krain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss hony py himmat nahi harni

    Assalamu Alaikum for its members meet hai aap sab theek Honge ji bilkul theek kahan hai Forex Mein Hamen loss hota hai account wash bhi ho jata hai lekin Hamen Himmat Nahin Har Ne chahie Hamen apni galti se sikhana chahie ki Humne Aage Galti Nahin karne Ho Jo Jo Galti Humne Ki Hai unhen repeat nahin karna Inshallah Hamen Jo inside for Acne profit Hoga bola Saccha Milega kam Achcha Karenge to Bola bhi Jarur Achcha Milega aur use bonus Mein Ham trade lagayenge autostrade per Hamen Achcha benefit Milega
    • #3 Collapse

      Re: loss hony py himmat nahi harni

      اصل پيغام ارسال کردہ از: MadihaHussain پيغام ديکھيے
      Assalamu Alaikum for its members meet hai aap sab theek Honge ji bilkul theek kahan hai Forex Mein Hamen loss hota hai account wash bhi ho jata hai lekin Hamen Himmat Nahin Har Ne chahie Hamen apni galti se sikhana chahie ki Humne Aage Galti Nahin karne Ho Jo Jo Galti Humne Ki Hai unhen repeat nahin karna Inshallah Hamen Jo inside for Acne profit Hoga bola Saccha Milega kam Achcha Karenge to Bola bhi Jarur Achcha Milega aur use bonus Mein Ham trade lagayenge autostrade per Hamen Achcha benefit Milega
      Jay Walaikum Assalam dear Forex member Agar Hamen aapko trading mein loss ho jata hai To Hamen Main Pareshan hone ki yah ma use hone ki jarurat Nahin Hoti Ye Hamen chahie mehnat Karen knowledge Hasil Karen learning Karen Tu To Ham acchi trading kar Sakenge aur Achcha bonus hasil Sakenge
      • #4 Collapse

        Re: loss hony py himmat nahi harni

        G baai forex trading as a business hay jismein aapko loss bhi ho sakta hai lekin aapko apne loss se kabhi bhi ghabrana nahin chahie aur koshish karni chahie ki jab bhi aapko loss ho jaaye aap uski main reason ko maloom Karen is aapke knowledge main bhi izafa hoga aur aapke experience mein bhi achcha khasa jafa hoga aur aap bahut kam time mein ek successful trader Ban sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: loss hony py himmat nahi harni

          dear apka experience theek hay k agar ham is markeet main kaam kartay huway agar hamain lose hota hay to us say hamain kabhi bhi ghabrana nai chaye jisk liye hamko thora ya bahut ziada time bhi lag sakta hay aur agar ham asiay main pareshan hotay hain to ham next k liye kuch bhi hasil nai akr saktay hain jis say hamray mined pay aik pressure sa ban jata hay aur haamra kaam akran bahut ziada mushkil ho jata hay aur agar ham aisay main kuch kaam akrtay hain to hamko kisi kisam ki koi bhi smajh nai aa sakty hay jis say ham har aik trades main wrong deceioun laingay aur ham markeet say kuch bhi hasil nai kar saktay hain balk hamko aisa akrnay say lose pay lose he milta jayega.
          • #6 Collapse

            Re: loss hony py himmat nahi harni

            Salam dear member
            g ap ny bilkul thek kaha ky loss hony py hamy hemat nh hsrni chaye balky apny loss ko recover karna chye jitna ham zyda kam karn gy hamy utna faida ho ga humy apna loss jo ho giya hs us ky liya tens nh hona chaye balky agy or mehnat karni chaye ta ky hamy agy profit ho
            • #7 Collapse

              Re: loss hony py himmat nahi harni

              Assalamu Alaikum dear for Forex member Hamen kabhi bhi Himmat Nahin harna chahie Chahe Koi Bhi kam ho Hamen use Dil lagakar karna chahie Kyunki Himmat Harne se Insan ko Kabhi kamyabi Nahin milati isliye Hamen kabhi bhi Himmat Nahin haarni chahie Kyunki mehnat karne ke bad hi Hamen Kamyabhi milati hai jo Insan Himmat Har Deta Hai vah Kabhi kamyabi Hasal nahin kar sakta isliye Hamen kabhi bhi ya nahin sochana chahie mujhe kamyabi nahin Mili balke Hamen yah sochana chahie ki Ek na Ek Din Mein Inshallah apni manzil ko Pa lungi
              • #8 Collapse

                Re: loss hony py himmat nahi harni

                Nafa ya nuqsan kisi b business ka hissa hota hai aur ye zindgi men chalta rehta hai lekin apko is se pareshan honay ki zarurat nahin hai. Forex men b agar apko loss ho to ap pareshan na hon balkay zyada mehnat Karen aur zyada knowledge hasil Karen ta k next time apko loss na ho.
                • #9 Collapse

                  Re: loss hony py himmat nahi harni

                  Frndz loss se gabrana nai chaiye blke or ziyada mehnat krni chaiye jitna ziyada ap loss se gabrain ge ap utna he loss ki trf jayn ge so agr loss se Bachna ha to mehnat krna ho gi or daily basis pe krni ho gi kion k jitna ziyada time spent Kia Jay forex pr yeh ap ko utna he ziyada faida deti ha
                  • #10 Collapse

                    Re: loss hony py himmat nahi harni

                    ap ki bat se agree karta hu loss pe himmat na haro log kamyab hione k lye buht mehan tkerte hn or is m her is chez ko learn kerte hn jin ka taluk forex se hota h or is per zada kam kerte hn n zada time dete hn n mehnat ka phal hasil kare ye waki sahi kaha ha k pak forex forum main har news di jati ha trading k hawale se
                    • #11 Collapse

                      Re: loss hony py himmat nahi harni

                      Asslam o alikum umeed ha k ap thk hon gy or apna kaam achy sy kr rhy hon gy forex aik aisa business ah jis ma kbi profit hasil hota ha or kbi loss ho jata ha loss hony ki sorat ma hmay preshan nhi hona chhaiy bulky or zyada mehnt krni chhaiy ta k ham loss ko cover kr sky or acha bonus hasil kr sky..
                      • #12 Collapse

                        Re: loss hony py himmat nahi harni

                        Kabi bhi forex main loss hony ki surat main himat na hary ku k loss humsha ap ki kamyabii ki waja banta hain jo log apny loss say seekh kr dubra wo mistakes nii krty us galti say seekh kr apny analysis ko strong karty hain zyda say zyda time day kr mahant k sth kam karty hain humsha whi log hi forex main kamyab hoty hain wrna loss hony ki surat main himat chor jana ya kesi business ki kamyabii nii hotii as lay humy mahant k sth kam kary or agy bhry...
                        • #13 Collapse

                          Re: loss hony py himmat nahi harni

                          Friends Hamen kabhi bhi loss hone per Pareshan Nahin Hona chahie Kyunki profit aur loss business ka hissa Hote Hain agar aap Himmat Har jaenge to Fir aap kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte isliye loss aur profit donon accept Karen Agar last Hota Hai hai to aap Himmat na Hare Palke apni mistake ko improve Karen market ko samajhne ki koshish karen FIR aap trade lagaen
                          • #14 Collapse

                            Re: loss hony py himmat nahi harni

                            Hmain bilkul loss hony pay preshan ni hona chaye kyun k haar aur jeet zindagi ka hissa hain ise trha forex me bhe profit aur loss business ka hissa hain agar ap business me himmat har jayen gy aur mayos ho jayen gy to ap kbhi bhe kamyabi hasil ni kr sakty hain ye ek aisa risky business ha jis se agar prof hota ha toh loss bhe hota ha bulky hmain apny loss se experience gain krna chaye k hm ny kahan pay ks time ghalti ki kyunk insan ghaltiyon se hi sabaq hasil krta ha.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss hony py himmat nahi harni

                              loss and profit har karo bar ka heater hote hain agar aapko allows a raha hai to aapko himmat nahin aani chahie balki apne karm ki upar focus karna hai chahie aur ne karm ko continue rakhna chahie Jo log class ke dar se apne kam ko block kar dete Hain vah kuchh bheege nahin kar sakte agar aap kuchh hasil karna chahte hain to pahle apni loss aur apne mistake ko recover Karen FIR acchi tarike se barkat Karen jarur kamyabi aansu kar lenge Jo log hi mat nahin aate aur achcha kam karte hain vah jarur kamyabi Ho jaate Hain kamyabi karne ke liye mehnat bahut jaruri hai aur himmat nahin aani chahie mat ke sath aage badhana Hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X