Forex main jaldbazi ke nuksan??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex main jaldbazi ke nuksan??

    Salam dear member
    g ap ny bilkul saiii kaha ky hamy jald bazi nh karni chye q ky jald bazi ma kiya hova fasla hamesha galat sabt hota ha forex ma jaldbazi karn gy tu nuksan uthayn gy q ky jald bazi ma jo post ho ge us ma bahut mistake ho ge is liya hamy hae kam etmanan sy kaena chye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex main jaldbazi ke nuksan??

      Yes dost jab ap jaldy me apne kam karo ge to ap kam me acha focus nahi kar sakte jis ki wajah se ap ghalty zaroo karo ge kam me practice ka badap apna accont run kar sakta ho N us sa ap ko market of practice kare or us practice sey apni correction kare ta k real hume demo se b bht madad milti hai.or hum jitni practice karen ge to hamare lie bheter ho ga
      • #18 Collapse

        Re: Forex main jaldbazi ke nuksan??

        Ji Mere Ghar bhai Forex ke andar nuksan Hota Hai aadami ka anusar me kab Jyada hota hai jo jaldbaji mein jo kam kar raha hota hai Kyunki to usne analyses theek Raha se nahin kiya Hota market ko acchi Tarah Se Nahin Dekha Hota aur uske bad vah kam karne ki Niyat ko bhi barabar Nahin Rakh pata
        • #19 Collapse

          Re: Forex main jaldbazi ke nuksan??

          ji han bhai jaan aapane bilkul theek ka hai Forex trading ek risky business hai kyunki market ki movement hamesha flexible hoti hai isliye ismein jaldbaji bilkul nahin karni chahie agar aap apni trade jaldbazi mein open karte hain aur market ke movement ko analyse nahin karte aur market ka trend maloom ke bagair apni trade ko open karte Hain to aap kabhi bhi apni trade se acchi earning nahin kar sakte aur na hi Forex mein expert trader Ban sakte hain isliye agar Forex trading mein kamyabi hasil karni hai to aapko pahle market movement ko analyse karna hoga aur maarpeet ka trend maloom karke apni trade market ke trend ke mutabik open karna hogi tabhi aap apni trade se daily basis per acchi nahin kar sakte hain aur Forex mein kamyab businessman Ban ke apne a financially problem ko khatm kar sakte hain aur apne future ko bright kar sakte hain aur Forex mein expert trader Ban sakte hain isliye hamen soch samajh Kar aur complete planning ke sath apni trade ko open karna chahie Taki Ham apni trade se profit hasil kar saken.
          • #20 Collapse

            Re: Forex main jaldbazi ke nuksan??

            hello friends Forex forum pa jitni jyada aap jaldi karoge hote nahin aap ko nuksan hoga kyunki jaldbaji se aap fayda nahin hasil kar sakte Bal ke nuksan hi hota hai isiliye hamen jaldbazi se Kam nahin Lena chahie bol kar Sabar se kam Lena chahie mehnat aur hardworking per yakin hona chahie to aap use jarur kamyab honge
            • #21 Collapse

              Re: Forex main jaldbazi ke nuksan??

              Forex mein jaldbazi ap ko hamesha nuksan he deti ha is liye ap jaldbazi ko door rkh k Kam krein yeh he ap k liye betr ho ga k jitna ap jaldbazi se door rahin ge ap itna he profit hasil krein ge so himmat kabhi b na harin forex aik buisness ha is mein profit and loss donon sth sth hote hein is cheez se kabhi b gabrana nai chaiye or agr ap ko bonus b km milta ha to gabrain nai blje Kam or Dian dein quality ko betr krwin
              • #22 Collapse

                Re: Forex main jaldbazi ke nuksan??

                ap ki bat thek hay nuksan hota hay jald bazi se hamesha demo account banain jo ke free main mil jata hai phir apne seniors se malomat lain unse tips pochen phir un tips ko apne demo account pe azmain apko bohat faida hoga aur apka experience bhi barhe ga
                • #23 Collapse

                  Re: Forex main jaldbazi ke nuksan??

                  dear friends aapane poochha hai ke Forex mein jaldbazi ka kya nuksan hota hai dear friend Agar Ham koi bhi Park jaldbaji Mein Karenge To Ham kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte Kyunki jaldbaji Mein Insan bahut badi galtiyan kar baitha hai agar vah jaldbaji Nahin Karega Apna work Soch samajhkar Karega to kabhi bhi Varna Kam Nahin hoga isliye Hamen jaldbaji se hai Pak nahin karna chahie
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex main jaldbazi ke nuksan??

                    Gi bilkul apki bat bilkul thek ha Forex ma jaldbazi sa guraz karna chahiya kunka jaldbazi ma ham kai bar galat fasla kar bathta han jaldbazi ma kabhi bhi sahi fasla nahin liya jata balka ham jaldbazi ma asa fasla la bathta han jin sa haman kafi nuksan face karna par jata ha so soch samjh kar hi trading karan market ko ak bar acha sa analysis kar lan dakh lan ka market profit ma ha ya loss ma phir hi trading karan
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex main jaldbazi ke nuksan??

                      Assalam o Alaikum dear forex members forex forum pr km krty hue kbhi jaldbazi se km nhi lena chahiye hmesha soch smjh kr hi km krna chahiye agr trade lgani hy tu market ko undetstand kr k trade lgain aur pory focus se best time ka wait krain phr ja k trade lga dain tu profit hoga.
                      Agr jaldbazi se trade lgai jy aur market ki movement ko na smjhain tu nuksan hoga boht bare loss hoga aur account bhi wash ho jata hy shukriya.
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex main jaldbazi ke nuksan??

                        assalam walekum for acne jaldbaji ka bahut bada nuksan hota hai agar aap jaldbaji mein kam karte Hain Koi knudsen bhi aapko uthana padta hai isliye jaruri hai kya their kar sabar hota Ham bol ke sath achcha kam Karen Jo log hamare karte hain aur apne kam kyon karte hain vah kabhi Na Kam nahin hote kam karne ke liye jaruri hoti haiJo log apne kam kyon papaocus karte hain vah jarur kamyabi hote hain trading makers aur per hamen itihaas ki jarurat hoti Hai hamen usmein jaldbaji nahin karni chahie Jo log jaldbaji se kam karte hain vah apna hi nuksan kar baithe Hain unhen kuchh bhi profit Hasan nahin hota
                        • #27 Collapse

                          Re: Forex main jaldbazi ke nuksan??

                          Forex trading Mein kam karte hue Hamen jaldbaji Se Kam Nahin Karna chahie Jab Ham jaldbazi se kam Karte Hain To Hamara kam kabhi bhi theek Nahin Hota Kal ke Hamare Karm mein bahut se mistake Ho Jaati Hai Ab Jab Hamare Karm mein bahut se mistake Ho Jaati Hai To mistake ki vajah se Hamen Apne Businessman loss uthana pad jata hai isliye Hamen chahie ki Hamen jaldbaji bilkul Nahin Karni chahie Hamen Apne kam ko Sabar ke sath karna chahie tha ki Ham apne business Mein hone wale nuksan se bachak
                          • #28 Collapse

                            Re: Forex main jaldbazi ke nuksan??

                            g bilkul forex ma kabi bi jaldbazi nahi kerni chahye kyunke jaldbazi ma her kaam herab hota ha agr aap bar bar practice krogae tou aap perfect hojaogae jo aap k liye faida hai us k zariye aap axha profit kama sktay hain is lie ap ko practice karni chahiye is maqsad k liye to demo account banaya gaya hy taky ap practice kr sako baghr nuksan k
                            • #29 Collapse

                              Re: Forex main jaldbazi ke nuksan??

                              fittrat aur per insan is zameen par bahut jyada jalva jalva ke vah har kam jaldi jaldi karna chahte ho emotional ke saath karna chahta har mein nahin motions mein rahata hai aur nazuk origin ko chhod deta hai hamen logic origin is is jameen ke laaj ko apna Na hoga is jameen ke jhula hai vah hi muscle iske nath ko chalate Hain ISI tarah matlab trading ke laaj hai supply and demand ki forces hai kab demand paida hoti hai kab supply hoti hai kab humne Arun karna hai aur kab humne market mein rahane aur kab market ko chhodana yah sare rules Hain jinko har basis per hamen apply karna hai jaise jungle mein har roj ek janwar shikar ko dhundhta humne har roj baithkar trade ke liye intezar karna hai Taki vyast trade kar sake
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Forex main jaldbazi ke nuksan??

                                Ji Janab Forex Mein jaldbazi ke nuksan Forex mein kya printed Lagate Hain To Ham Kahate Hain Ki ji Hamen fayda ho raha hai hi jyada ho jyada ho jyada ho to ISI jaldbaji Mein Ham Jo Hai Isko fayde ke Baje Ham nuksan Mein Chale Jaate Hain aur Hamara account was ho jata hai tum jaldbaji karte hain yah Mein prapt profit Jyada Hona chahie profit Jyada Hona chahie Jyada kya hona hai profit khatam ho jata hai aur philos mein kam se ho jata hai uske bad jo hai account Hamara Awaaz Ho Jata Hai To Hamen chahie ki Ham is form Mein yah Dil aashikana Karen aur kam ko Waqt par hai karen to Swayam Mein Jo Hai Dil Laga To Kam Karne Se Jyada Soch vichar se Ham fayde Mein Ja sakte hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X