Forex main jaldbazi ke nuksan??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main jaldbazi ke nuksan??
    Assalamu Alaikum Forex friends Forex Mein jaldbazi ke nuksan 8 hai ke aap proper tarike se analyse Nahin Karte aur trading participate kar lete hain market ki movement Kaun Nahin Dekhte a analysis ko lot size ko take profit Aur ine chijon Ko indicator Nahin Lagate Jiski vajah se aapko bahut nuksan hota hai aapka account bhi wash ho sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex main jaldbazi ke nuksan??

    Forex Trading hamare under command nahi hota k hum is ko jazbati ho k ya ghusa k zarye control kar sake. Baaz dafa hum aik trade lagate hen to trade hamare strategy ki baraks ulta khasare me jana shoro ho jata hai to is sorat me hamen apne emotions control me hone chaheye aur koshash honi chaheye k hum apne ghuse pe control kare. Humen chaheye k hum cold mind k sath trading karte howe over trade na kar bethe. Forex trading hamare jazbat ko nahi dekhta k us k hisab se change ho jayega bulke wo apne hisab se change hota rehta hai. Hamari koshash honi chaheye k hum apne jazbat ko forex k hisab se change karen. Mehnat ho to forex trading me kaam se koi mushkil pesh nahi ati hai aur na hi hamen is buisiness me koi bara rukawat ka samna karna parta hai. Jazbati ho k trading karne se hum khud apne apko nuqsan de jate hen jo k hamare leye bohut masayel peda karte hen. Forex Trading me small mistake b bare nuqsan ka bahis banti hai.
    • #3 Collapse

      Re: Forex main jaldbazi ke nuksan??

      Ji han app nya bahut achy bat kahy hy keh hamen forex men jaldi kay sath kam nahin karna chhaye kun kay agar hum forex men jaldi kay sath kam karty hain tu hum as men kabhy bhe achy erning hasil nahin kar sakty hain tu hamen as men bahut mahnat kay sath forex men kam karna hota hy kun kay agar hum forex men bahut himat ur mahnat kay sath kam nahin karen gy tu hum as men nakam ho jaty hain tu hamen as men dil kay sath acha kam karna hota kun kay forex men kam karna asan nahin hy as men hum jitny mahnat kay sath kam karty hain tu hum as men utna hi acha profit hasil kar sakty hain tu hamen forex men jaldi kay sath kloi bhe kam nahin karna chhaye kun aky forex men kam karna asan nahin hy as men hum jitny mahnat karty hain tu hamen as men utn ahi faida hasil hota hy
      • #4 Collapse

        Re: Forex main jaldbazi ke nuksan??

        Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men jald bazi nuksan ki jarh hey kiun k iss men jin logon ko profit lenay ki bahut jaldi hoti hey woh jaldi men trading kartay hen aur bagher sochay samjhay bari lot laga detey hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey ya jaldi men mistakes hoti hen jin ki waja se bara loss ho jata hey iss liay account bhi wash ho jata hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir jald bazi se kam nah len aur fresh aur cool mind k sath soch samaj kar trading karen
        • #5 Collapse

          Re: Forex main jaldbazi ke nuksan??

          forex trading mein hamesha thandy dimag or sakoon k sath trade lagani chahiye.... agar ap azbati ho kr trade lgayen gy to ap ko loss ka samna karn pary ga... ye eik aisa business hai jis mein sakoon or sabar k sath kaam karna parta hai.........
          • #6 Collapse

            Re: Forex main jaldbazi ke nuksan??

            Walaikum Asalam.
            Forex trading mai lalach or ba' sabri ase cheez hain jo achy sy achy experience or knowledge ko bhi fail lar dyti hain kiyo k ye emotion itny zayda effective hoty hain k sub kush bhol jaty hain blind mind kar dyty hain is liay bt bt zaruri hain lalach par control karna jab taak lalach kary gy trading sy earning hasil ni kar sky gy.
            • #7 Collapse

              Re: Forex main jaldbazi ke nuksan??

              Pakistan forex forum main jaldbazi na kerian ager ap ka pass acha experience or acha knownlodge hay to phr ap ko acha profit hasil ho ga ap ko chaye kh ap apna account ko save rekhain ap ziyada lot size ka use na kerian ap ko chaye kh ap apna account ko save rekhain ap ziyada lot size ka use na kerian ap ko chaye kh ap apna account ko save
              • #8 Collapse

                Re: Forex main jaldbazi ke nuksan??

                Pak forex forum pe jaldbazi ke kafi sare nuksaan hute hen jab ap jaldbazi se kaam lete hen to apko nuksan huta hy es leay apko jaldbazi se kaam bilkul bhi nh lena chae .ap try kren ke ap apna kaam relax way ke sath kren risky trading bilkul bhi na kren jab ap risky trading nh krenge to hi ap apna account wash hune se bacha sakte hen jab ap apnay account ko risky method se run kren ge to ap ko nuksan huga proper money managment ke sath apna work har halat men target ko pora kren takay ap asani ke sath agy barh saken aur acha bonus hasul kr saken .ap ko lazmi ye tamam baten mind men rakhni chahe
                • #9 Collapse

                  Re: Forex main jaldbazi ke nuksan??

                  dear friend kisi bhi kam mn jald bazi sa ziada tr nuksan he hota ha keun k jo log forex trading mn profit k chakr mn trade lganay mn jald bazi sa kam letay hn sur baghair sochay smjhay big lot size k sath trade lganay mn jald bazi krtay hn yo jb unki trades loss mn jati hn to jald he account bhi wash ho jata ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex main jaldbazi ke nuksan??

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Samia_Hussain پيغام ديکھيے
                    Assalamu Alaikum Forex friends Forex Mein jaldbazi ke nuksan 8 hai ke aap proper tarike se analyse Nahin Karte aur trading participate kar lete hain market ki movement Kaun Nahin Dekhte a analysis ko lot size ko take profit Aur ine chijon Ko indicator Nahin Lagate Jiski vajah se aapko bahut nuksan hota hai aapka account bhi wash ho sakta hai
                    Ge ha friend forex market me treading karte waqt kabi be jald bazi ke sat trrading open nahi karni chaya air jab trrad open karte he is trrad per small.lot ke sat treading karni chaya zayada lot ke sat treading nahi karni chaya ager zayada lot ke sat treading kqre ge to loss be zayada kare ge
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex main jaldbazi ke nuksan??

                      Assalamu Alaikum forex members..ummid hai aap sab theek Honge.. Ji friend Forex Mein Ham jaj barhi mein bahut se nuksan kar lete hain Apne ham log aane ke bad ped Lagane Ki Taraf bhagte hain aur ham hi dekhte hain Hamen loss De Los Mein ja rahi hai yah profit Mein Jari Ham market Ko Dekhe Bina trade Laga Lete Hain aur jisse Hamen loss ho jata hai Kafi Jyada aur Kabhi itna bhi loss ho jata ki account wash hone Ki Surat Dipesh a jaati hai sirf aur sirf Hamari Kuchh Chhoti Chhoti Galti hone ki vajah se
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex main jaldbazi ke nuksan??

                        Mere dost jald bazi ke bohat se nuksaan ha aur agar ap jald bazi karo ge to is ki wajah se apko aik bohat big loss bhi ho sakta ha pehlay demo pur practice kar kay hum apni strategy ko check kar saktay hain kay woh kis had tak successful hai.demo account banaya gaya hy taky ap practice kr sako baghr nuksan k
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex main jaldbazi ke nuksan??

                          Assalam o Alaikum Dear Members!......
                          Dear members Pakistan forex form par jald bazi ke Nuksaan bauth sare Hain jin main se kch Yeh Hain.......
                          1:Jald bazi krne se Aapko nuksaan hota Hai.....
                          2: Jaldbazi krne se Aapko loss bhe hoskta hai...
                          3: Jaldbazi se Aap good profit Hasil nahi Kar Skte Hain.....

                          • #14 Collapse

                            Re: Forex main jaldbazi ke nuksan??

                            dear bro forex market business mein ap jald bazi se kam nai kar sakty ha ye technical business hai isko samjne ke liye humko experience ki bhot zarort hai is liye pehle ap market ko visit kare knowledge le proper tariky se practice kare takay apko trading ki achi information hasil ho sakay or ap easy ho krk apna kam krke ke achi earning gain kar sakay or jald bazi mein apko loss nusqan hi hoga is liye jald bazi ko ignore karkty howe sabar or knowledge se trading kare kamyabi zaror mile gai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex main jaldbazi ke nuksan??

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Samia_Hussain پيغام ديکھيے
                              Assalamu Alaikum Forex friends Forex Mein jaldbazi ke nuksan 8 hai ke aap proper tarike se analyse Nahin Karte aur trading participate kar lete hain market ki movement Kaun Nahin Dekhte a analysis ko lot size ko take profit Aur ine chijon Ko indicator Nahin Lagate Jiski vajah se aapko bahut nuksan hota hai aapka account bhi wash ho sakta hai
                              Ji han Agar Ham Pakistan Forex trading Mein jaldbazi Karenge To Hamen nuksan Hoga isliye Hamen chahie ki Ham hosle ke sath kam Karen aur jaldbazi na Karen Kyunki jaldbazi karne se Hamara loss hota hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X