Analysis karny k liay kon say tool istemal karma chaia

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysis karny k liay kon say tool istemal karma chaia
    Asalamu Alaikum.
    Best analysis tool or indicators kon say hain jin ko use kar k achi or behtreen analysis kar skty hain or market ko ek authentic way sy analysis kar sahi Entry find kar skty hain .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Analysis karny k liay kon say tool istemal karma chaia

    dear forex markeet main kaam karnay k liye isay samjhnay k liye agar ham is main aisay tools ka use kartay hain jis say hamain yeh pata chalta hay k markeet maintrend ki chal raha hay aur ahamain is main kis hisaab say kaam karna hay to ham isay samjh bhi achi tarha say saktay hai aur hamaray liye is main say achi earning akrna bhi asaasn ho sakta hay alikin agar ham is main koi bhi mooving average use nai akrtay hain aur agar ham is main koi bhi aisa indicators use nai akrtay hain jis say haamin entery point aur exit k baray main pata chalta hay to un k baghair ham kabhi bhi is makreet ko smajh nai saktay hain ham kabhi bhi isk baray main sahi jaan nai saktay hain jisk liye lazmi hay k ham chart ko smajhnay k liye is main ziada say ziada tools ko apply karain.
    • #3 Collapse

      Re: Analysis karny k liay kon say tool istemal karma chaia

      Market ko analysis karny key ley technical tools be bahot zeyada hey magar koshish karni chaye key economic calendar ka use kar key news se market ka jaiza leya jaye jab key technical tools jo key bahot zeyada use karny chaye wo ye hey,

      1. RSI
      2. Support and resistance
      3. moving average

      en tools ka use kar key asani se ham technical point of view se market ka kamyabi aur perfect jaiza le sakty hey aur news key help se ham market key advance behavior ka be andaza laga sakty hey.
      • #4 Collapse

        Re: Analysis karny k liay kon say tool istemal karma chaia

        Forex market mein humain analysis kernay kay lye kisi tool ki zaroorat nahin hoti hai balkay humain forex market ko samjhna hota hai news ko follow kerna hota hai market kay trend ko follow kerna hota hai iss lye aap ko inn kaamoun mein mehnat kerni chahyea ta kay hum forex kay achay analysis ker lenay chahyeain
        • #5 Collapse

          Re: Analysis karny k liay kon say tool istemal karma chaia

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayeshaaa پيغام ديکھيے
          Asalamu Alaikum.
          Best analysis tool or indicators kon say hain jin ko use kar k achi or behtreen analysis kar skty hain or market ko ek authentic way sy analysis kar sahi Entry find kar skty hain .
          Dear friend forex market me analysis ke bhut zayada ahmeyet hoti he ager hum market ke analysis kare ge to hume market se be esrning hasil ho ge aur market ke trend ko samaj ke market me treading karni chaya bager analysis ke market me treading nahi karni chaya
          • #6 Collapse

            Re: Analysis karny k liay kon say tool istemal karma chaia

            dear member analysis krne ke tool istamal karne ke liye apko support or resistance RSI or moving average ye tools pe focus or istmal karna hoga is se hum market ki movement ko asani se gain kar sakty hai yahi tools humko market mein kafi faida dy sakty hai or is se market ke point of view ko hum asani se jan sakty hai or faida hasil kar sakty ha is liye isko use kare is pe hi learn kare to hum market ko bethtar kr kamyab ho sakty hai.
            • #7 Collapse

              Re: Analysis karny k liay kon say tool istemal karma chaia

              market ko analyse krna bohaaat zeada zrorii hai is ko smjhny k liye kafi zeada tools istimal kiye jaty hain .. isko hum trading sy phly observe krty hain taa k hum loss sy bach skain
              • #8 Collapse

                Re: Analysis karny k liay kon say tool istemal karma chaia

                hello doston Forex forum pay hamen analysis karne ki jo sabse best mobile hai vah and demo account iske alava aap indicators aur signals per search kar sakte hain aur aur candlestick per analysis karke aap acchi study karke market ka trend pata lagaya ja sakta hai jisse aap acchi income hasal kar sakte
                • #9 Collapse

                  Re: Analysis karny k liay kon say tool istemal karma chaia

                  Agar aap market analysis karna chahte hain to aap ko market ko analysis karne ke liye market Mein maujud different types ke tools ko acchi Tarah Se learn karna chahie Aur in tools ka istemal karte hue hi market ke analysis ko strong karna chahie aur Market ke analysis ko strong karne ke liye demo account ko bhi join karna chahie Kyon ke demo account se market ke analyses on karne ka bahut hi best tool sabit Hota Hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Analysis karny k liay kon say tool istemal karma chaia

                    ge han hmanin forex main market ko analysis kar kay he hum ismain kam karin gay tohe hum isman kamyb hon gay forex aik best online business hai hamain forex main mahnat say he hum is main kam karn gy to he hum ismian kmayab hon gay forex aik best online business hai hamain market main analysis kra kay he hum is main kam karin gay toh he acha profit hsil kar lain gay forex main acha kam he kamyabi hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X