fast moovemnt hamesha kisi na kisi news say he start hoty hay..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    fast moovemnt hamesha kisi na kisi news say he start hoty hay..
    dear mairay experience k mutabik hamko is markeet main kaam kartay huway is baray main bhi experince ka hon alazmi hay k hamain pehlay to makreet main entery k liye ahr aik cheez ko follow kartay huway is main kaam ko start karna chaye magar usk sath sath agar ham makret main news ki reading kartay huway is main kaam kartay hain to hamain aur bhi sahi tarha say is market ka andaza ho sakta hay jisk liye lazmi hay k ham is makreet main tab he apni trades ko open akrain jub hamain is main kisi news ka anay ka sahi information sho aur agar ham is makret main aisay kaam akrtay hain to ham is main achi aur fast moovmnt say bahut kuch hasil kar skatay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: fast moovemnt hamesha kisi na kisi news say he start hoty hay..

    Market ki fast movement ka koi na koi reason hota hay baghir kesi waja key market me teezi nahi ati hay market ki movement agar slow hoti hay to es ka yahi matlab lena chaye key koi na koi big news release ho sakti hay aur market me teezi be a sakti hay koshish karen gey jab market ki movement bahot slow ho aur jesy hi makret ki movement change ho aur es me teezi ho to tend ko follow karna chaye.
    • #3 Collapse

      Re: fast moovemnt hamesha kisi na kisi news say he start hoty hay..

      Assalamu alikum dear forex member agr ap dhake to market ki teez movement sirf news per depend karti hai Jab news Aati Hai Hai To tab hi use news ke mutabik market ki movement Tej hoti hai isliye Hamesha news college mein red Kiya Karen news ko red karne se aapka experience badhta hai agar aap UP news for daily read Karenge to aap acche analyses kar lenge aur acche analyses Karke aap Achcha profit bhi le sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: fast moovemnt hamesha kisi na kisi news say he start hoty hay..

        Yeh baat bilkul sahi hai kay jab bhi international level mai koi incident ya waqia hota hai to uss say bohat say business mai utaar charhaoo ata hai. Forex trading market mai bihta big investments ho rhai hoti hain. Jiss ki wajah say baj bhi koi impact hota hai to international news generate hoti hai aur phir uss say market mai investors te to apna sarmaya nikaaltay hain ya phir sarmaya shift kertay hain aur issi wajah say market mai movement banti hai jo bohat ziada hoti hai. Forex trading business mai news ki he wajah say aisi movement hoti hai jiss profits aur losses ka ratio change hota hai. Traders ko news pay her waqt nazar rakhni chaiye takay aisay moqay say faida uthaya jaa sakey
        • #5 Collapse

          Re: fast moovemnt hamesha kisi na kisi news say he start hoty hay..

          Jee bilkul sahi kaha fast movement news ki base par hoti hain jab koe khas new update hoti hain taab he us currency ki balue high ya down jati hain or phr hee market fast movement show karti hain . Is liay zaruri hain technically analysis k sath sath fundamental analysis bhi karni chaia thori bht or market ki taiz movement dehk kar trade har guz open ni kary apni strategy k mutabik trade milmya ka wait kary phr hee entry lay.
          • #6 Collapse

            Re: fast moovemnt hamesha kisi na kisi news say he start hoty hay..

            Fast movement hamesha news ki wajah sae hi nahin hoti hai balkay agar dollar index ki movement tezz ho tou bhi market ki movement tezz hoti hai agar ham makret main news ki reading kartay huway is main kaam kartay hain to hamain aur bhi sahi tarha say is market ka andaza ho sakta hay jisk liye lazmi hay k ham is makreet main tab he apni trades ko open akrain jub hamain is main kisi news kay honay ki sahi information ho aur hum unn kay mutabiq apna kaam kerain
            • #7 Collapse

              Re: fast moovemnt hamesha kisi na kisi news say he start hoty hay..

              dear trader ap ne boht hi khoob thread ki hay read kar kay boht hi acha laga ap ne likha hay kay fast movement hamesha kisi na kisi news se hi
              start hoti hay dear biggners is mein ap sab kay leiy ek boht hi achi point of view hy dear ap ko chaiey kay ap hamesha news ko update mein
              raha karen or tv, news paper or mobile mein google updates se ba khabar raha karen ku ky jab bhi markete movement karti hay to apni news
              zaroor up date karti hay apko hamesha ba khabar rehna chaheiy or ghbrana nahe chaheiy har waqat news kay sath jury rehna chaheiy ku kay
              agr ap news kay sath jury reahen gy to apko market movement ki khabar rahegi or ap se trade kar sakengy or hamesha ap achi trade laga sakengy
              ap ko chahiey kay google news searching se bhi update raha karen ku kay internet per fast news ati hay or news se jury rehny se ap ko loss nahe
              hoga or ziayda se ziayda profit hoga
              • #8 Collapse

                Re: fast moovemnt hamesha kisi na kisi news say he start hoty hay..

                اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                dear mairay experience k mutabik hamko is markeet main kaam kartay huway is baray main bhi experince ka hon alazmi hay k hamain pehlay to makreet main entery k liye ahr aik cheez ko follow kartay huway is main kaam ko start karna chaye magar usk sath sath agar ham makret main news ki reading kartay huway is main kaam kartay hain to hamain aur bhi sahi tarha say is market ka andaza ho sakta hay jisk liye lazmi hay k ham is makreet main tab he apni trades ko open akrain jub hamain is main kisi news ka anay ka sahi information sho aur agar ham is makret main aisay kaam akrtay hain to ham is main achi aur fast moovmnt say bahut kuch hasil kar skatay hain.
                Yes friend jab be market slow ho us waqt treading nahi karni chaya market intizar karte he news ke ager hum news se bakhaber ho ge to hume sahi waqt per acha pair per treading kar sake ge aur profit hasil kar sake ge
                • #9 Collapse

                  Re: fast moovemnt hamesha kisi na kisi news say he start hoty hay..

                  bilkul jb bhi market fst movement py chalti hsi to is ki reason peechy news hoti hai... koi na koi aisi news aa jati hai jis ka impact market par parta hai..... humy news ko bhi sath sath read karna chahiye... ta k humy pta ho k market ny kis time fst movement karni hai or ta k hum us time orders lgany sy bhi avoid kar sakein..........
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: fast moovemnt hamesha kisi na kisi news say he start hoty hay..

                    g han jb kooi news ma market k bary ma kuo new chez atii hai to to movements zeada ho jati hain.. is sy bhi ap trading lgaa k zeada profit hasil kr skty hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X