Apni planning khud karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1951 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
    Forex main aane k baad behter hai k apni work planning or target making khud kerain kyun k aap ki situation, strenghts or abilites aap he sub se zyada acha jante hain so khud ko over burden kerna sahi nahi hai.
    g bhai ap ny bilkul thek kaha forex mian agar ham successful bnanan chahty hain to hamain chaye k apni planing khud bnain ta k ap ko trading krni ay achi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1952 Collapse

      ya bat be bilkul thek ha ka ham jab be forex trading start karay tu hamay khud planning kar ka kam karna chahiye kio ka agar ham kisi ko copy kar ka chalay gy tu hamay kam ki kuch samaj nhi aye gy is liye jaha tak ho sakay zaida se zaida khud plan kar ka kia jaye kio ka phir hi ham kam ko karna sekhy gy
       
      • #1953 Collapse

        G bilkul MN apki bat sa agree krta hn forex trading main hmy apni planning or money management khud krni chaiya taky hmy is business main zyda SA zyda experience ho or hm ak achy trader ban sakny
        • #1954 Collapse

          Is bisness my hamy har kam hi khod krna chiya isnmy ham jo kam krty hy ys sy ham ko exlerience hota hy hamara paractical hota hy agr ham apni planing khod krty hy to us pr chalna ehsan ho jat hy is liya apni trading khod krni chiya
          • #1955 Collapse

            G han agr koi insan apni planning khud kar k koi kam start karta ha to wo zaror kamyab hota ha. apni planning tab he ho sakti jab ap k pass zaida knowledge ho ga is liy Forex me kamyabi or earning k liy knowledge zarori ha
            • #1956 Collapse

              Hamen trading k liye apni planning khud krni chahiye, ham apni planning ko khud behtar smajh sakte hain q k ham apni planning aur apne targets apne experence aur capital ko dekhte huye krte hain isliye hamen apni stragty khud banani chahiye na k hamen dusre trader ki planning pr chalna chahiye.
              Forex men hamari planing jitni achi hogi ham utna hi forex men succes keren ge.
              :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

              CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
              • #1957 Collapse

                khud planning kar kay market me enter hony se hi confidence gain hota hai aksar log signals ka wait kar rhy hoty hain jo kay mera nahi khayal kay apko experience de sakty hain aap khud koshish Karen kay marke ko analyze Karen or apna kaam Karen na kay aap copy Karen kisi ko ya follow Karen.
                • #1958 Collapse

                  G han bilkul apki apni strategy k motabic apko apni planning krni chaey aur us planning ko achi trha soch samaj k karren uska hr ik pehlu dekh k planning karren tan k apky andar professional trader wali habits paida hon aur apki trade apky plan k motabic hit ho q k planning ki barri ehmiat hoti hae trading men.
                  • #1959 Collapse

                    agar hum theak say planning karen gay to he humari trading achi ho sakti hay aur humay chahiey keh esmain theak say focus karen gay aur humay chahiey keh esmain theak say focus karen kyun keh esmain theak say time dai kar trading karnay main he faida hota hay planning karnay main he faida hota hay
                    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                    • #1960 Collapse

                      g han hamain mind ko fresh kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur hamain market mmain analyse kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur knowldge acha ho ga tab hi hum is forex main sucess hon gay ta k profit hasil ho
                      • #1961 Collapse

                        Bhai Jan mere khayal men bande ko strategy Apne capital ko dekh ke banani chaie or jab bhi koi plain banyn or strategy banayn to hamen capital ke mutabik banyn or munasib TP or SL Ka istemall karen
                        • #1962 Collapse

                          Yes brother its right her aik ko apni planning Khud kerni chahiye her shakhs ko khud he money management and risk management krni parti hy and market ky trend signals ka use and news ko use kerty hoey apni planning khud he krni chahiye
                          • #1963 Collapse

                            jab tak office mein entry lagaane ke liye Uske market ka tend to find out karne ke liye isme apni Ek acche se planning and strategy nahi banate hain toh aap kabhi bhi se kamyabi ke sath Aage Ki Tarah nahi ja sakte hain
                               
                            • #1964 Collapse

                              planing kar kay market main kam karna ho gak unk ay hum jab b kam karty hain oto trade karny say humain achi earning hasil ho sakti hay stratgy ko usek arty hain to kam karna kafi active ho sakta hay is main humain lack of knwoeldge say kam karna or lack of leraning say kam karna kafi risk sa ho sakata hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1965 Collapse

                                planning kar kay trading karnay main he faida hota hay kyun keh theak say money management karty huway he trading karnay main he faida hota hay es business main theak say time dainay main he faida hota hay es businness main theak say time dainay main he faida hota hy es main money management karnay main he faida hota hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X