Apni planning khud karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1276 Collapse

    yes brother agar hum is business main apne liye aik achi planning khud se kartey hain to phir hamen is main apna acha experience ho jata hey aur jab acha experience hota he to hum is main kamiyab hotey hain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1277 Collapse

      bilkul i agree with you planning bht zaroori ha Forex trading business se or ye achi planning se e mumkin hai k ham achi trade kar sakain or apna target pura kar sakain so trade with good planning and work hard in order to get success.
      • #1278 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
        Forex main aane k baad behter hai k apni work planning or target making khud kerain kyun k aap ki situation, strenghts or abilites aap he sub se zyada acha jante hain so khud ko over burden kerna sahi nahi hai.
        dear You know your skills, abilities , flaws more than anyone so its better to make your own strategy and plan according to your nature rather than to follow someone else strategy and plan. you can take guidelines from others and from their strategy but do not copy paste them.
           
        • #1279 Collapse

          g mery bhai ap ny bilkul sahi kaha h i agree with u ham jo koi b kam kary ham us m kisi ko b involve nhi karna chahya...kun k ham apny bary m sab kuch janty h k hamari earning position kya h or hamy kis tarha har chez ko menage karna h...ta k ham trading ko ek limit amount m kary kun k loss b ho to hamy koi or problems na ho....
          • #1280 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
            Forex main aane k baad behter hai k apni work planning or target making khud kerain kyun k aap ki situation, strenghts or abilites aap he sub se zyada acha jante hain so khud ko over burden kerna sahi nahi hai.
            Ji thats right ap forex men behtar yeh hai ke apni trading planing khud karen ager aap ne forex k baary men seekh lia hai aur aap khud se satisfaid hain ke aap ab forex trading kaamyaabi se kar sakty hain to ap apni abilities ko use karen aur khud he forex ke baary men planing karen...............?
             
            • #1281 Collapse

              g hain humay atrding main apni planing khud karni chay takay humay atrding main kabi bi loss na ho sakay or huamy apnay skills pay bi yakeen ho jay
              • #1282 Collapse

                forex main apni planning khud karty hou. jo log forex trading khud karty hain to planning bhi khud . ap forex k business ko join kar k ap traqa plannig ka pata chalta hain.trading main her lehma market ky position change hoty hain is laye forex trading main traders ko apni planning karta hai.is tara agar ap trading main investment karny say pehly planning karna hogay.
                • #1283 Collapse

                  G han app ne bilkul sahi kaha ha hmen apni planning khud karni chahey kyun k agr hm apni planning khud karty hain tu is me hmen zyada faida hasil hota ha or hmen profit bhi acha milta ha is liye hmeshah hmen apni planning khud karni chahey ta k experince hasil ho...
                  • #1284 Collapse

                    Apki baat sahi hay humay chahiye keh apny account ko khud manage karen aur apni trading khud theak say karen kisi kay hesab say planing na karen kyun keh dusra hum par tajurbay bhi karta hay so humay aisa nahi karny daina chahiey.
                    • #1285 Collapse

                      g han main apki baat say agree karta ho humain is forex forum main say acha earn karny k liay apni paling khud karni chaiy ta k humain is forum main say loss na ho aur hum acha earn kar saky aur loss say bach saky yeh forum online forum hay aur boht achi forum hay.
                       
                      • #1286 Collapse

                        yes hamain apni planing khud karni chahiye forex trading business main q kay ye bhi aik learning step hay forex trading business so hamain learn karna chahiye or hamain hardwork karna chahiye tab ham achay trader ban sagtay hain or achi earning kar sagtay hain.
                        • #1287 Collapse

                          assalam-o-alaikum jee janab bilkul apni planning humain khud hi karni chahiye but agar koi experienced person help karta hai to aur bhi acha hai is liye ache se kaam karein aur practice karte rahen INSHAALLAH zaror kamiyab honge thank you...
                          • #1288 Collapse

                            g han Forex k bare m ap khud apne maind se kren apne experianc se kren to hi bhtar trade kar sakte hen or sahi earning kar sakte hen dosro k khne p chalne se loss bhi ho sakta he.
                             
                            • #1289 Collapse

                              Assalam O Alaikum, Forex trading main learning bohat zaroori hai ta keh aap iss main apni skills ko improve karen aur apnay trade plans aur apnay trade decisions khud se le saken. Apnay aap per confidence rakhen aur achhi tarha se trade karen.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1290 Collapse

                                jee brother apne theek kaha hamen apny work ki planniing khud karni chahye over planning se bachna chahye or apne work ko samajh kar karna chahye tabhi haum apne forex business ko samajh paen ge

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X