Apni planning khud karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #571 Collapse

    bat to theek hay kay khud ko gi over burden karna theek nahi hay lakin main samjhti hun kay apki bat theek hay kay her kisi ko apni planning khud hi karni chahaiay kun kay her koi apnay ap ko ziada achay janta hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #572 Collapse

      forex main kabhi dusron pe relay na karen q ke jo ap planing kar sakte hain khud ke liye wo koi or nahi kar sakta
      • #573 Collapse

        g bat thk h apni planning khud kary par kbhi kbhi experienced logo sy mashwara krny ya un ki planning ko follow krny sy bht faida hota hy. apko un k tajurby aur mashwary ko sun kr phr planning krni chaye.
         
        • #574 Collapse

          umein chahaye k hum apni planning khud krein naa key kisi or ki planing ko apni planing bnaein kyun k humari soch sab se nhi mil skti kabhi bhi
          • #575 Collapse

            Ji ma apke bat sa agree krta ha without planing ap aik acha trader ni bn sta agr ap acha trader bnana chta ho you have to chose or make your own plane and work on it to get your goal
            • #576 Collapse

              Well, ap ney bilkul thek kaha hey forex trading esa business hey jisko without planning kia he nahe ja skta hay ager koi shkahs isey planning kiye baghair ker rha hey tou risk k chances bohat zyada hongey hamen chahye k hum jab bhe koi trade open kren ya koi bhe step len tou pehlay achi trah sey usey plan ker len or apna mind mak-up ker len takay hamen koi problem he naho.
               
              • #577 Collapse

                aap apnay baaray m jitna behtar samajh saktay hain utna behter koi bhe nai samajh sakta to zahir hai k agar aap apnay kaam ki planning khud karo to woh behtar hoga koi doosra to apko apnay andaaz se bataye ga zaroori thori hai k us tareeqay se ap se kaam nai hoga
                • #578 Collapse

                  Well, ap ney bilkul thek kaha hey forex trading esa business hey jisko without planning kia he nahe ja skta hay ager koi shkahs isey planning kiye baghair ker rha hey tou risk k chances bohat zyada hongey hamen chahye k hum jab bhe koi trade open kren ya koi bhe step len tou pehlay achi trah sey usey plan ker len or apna mind mak-up ker len takay hamen koi problem he naho.
                   
                  • #579 Collapse

                    i think mery khayal hai jaha tak forex join ki hai aj tak kisi expert adviser ki madad nahi le hai aur mjhay is ki zrorat b mehsos nahi hoti hai.agar aap khud apni strategy achi tarha bnatay hain to aap bhot achay trader ban saktay hain....
                    • #580 Collapse

                      kafi had tk ye bat drust ha lakin main ye kahon ga start start main hum forex ka kuch pata nahin hota to hum ager kisi se intructions leta rahin to ye hmre lis best rahy ga na ke hum khu krain phir hum na loss ka pata ho ga na profit ka ager ziada loss ho gaya to hum forex se dil har jayn ga
                      • #581 Collapse

                        g hamain apni planning khud karnee chahea is ka aik ye faida hai ke ham apne capital ko dekh kar trade kartee hain jis ma hamin ye pata hota hai ke hamain kitne investment karnee hai or kitnee balance ma rakhni hai
                        Forex
                        • #582 Collapse

                          dear members forex trading main practice acount bana kar regular practice admi ko confidence deti ha jis ki waja se wo ache tariqe se planning kar sakta ha aur us ko kisi signal ya news ki zarorat nahn rehti achi planning experience k sath aati ha
                          • #583 Collapse

                            bhai jan bilkul sahi bol rahe ma khod ki plan khoud kartaha.ku ki kudki plan kud karnama achalagta or kud ki plan cahe hotaha.par khud ki plan cahe na hota toma khudki plan khud nahi karta...
                            • #584 Collapse

                              100% agreed. mae ne bhi note kia hay k log aksar forum pe ya social media pe ek dusry se puchty rhty hain k kitna profit hona cheay kitna capital hona cheay... aisa bilkul ghalat hay dekehn aap ko apny halat ka pata hay
                              ap ko apny targets ka pata hay...
                              aap ko wo achieve kerny kliay plan kerna hoga apni abilities ko madd e nazr rkhty hoey kaam kerna hoga k kitna earn ker pao gay wesebhi aap kisi ko zada earn kerta dekho gay tu naturally aap k andr bhi ye khwahish hogi k zada earn kero phr acc size chota honay ki wajah se aap lalach keren gay aur phr sirf or sirf LOSS hoga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #585 Collapse

                                jee sahi keh rahay hen ap Forex main anay kay bad her kisi ko apni planning khud hi akrni chahiay ye zaioda behtr hay us kay liay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X