Re: sell at high and buy at low
Yahi strategy honi chahiya ap ko is baat ka pta hona chahiya agar ap ko basic ka hi nhai pta phir app ka abi learning level hi complete nhai hua ap ko phir learning mein focus karna chahiya ap ko pta hona chahiya jab market mein price zadaa ho uo level per ho ap ko sell mein trade lgani chahiya aur agar market down ho us waqat ap ko buy ki trade lgani hoti ha .Ap ko is baat ka pta hona chahiya kab aur kis point per knsi trade lgani chahiya aur is se app ko kia profit ho sakta ha.Profit bhi ho sakta ha lekin app ko pta hona chahiya kitna ho sakta ha aur loss bhi kitna ho sakta ha ap ko ye bhi sahi se pta hona chahiya agar ap ne wrong trade lgai ha us ka kia result ho sakta ha

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим