Forex par lalach Mein Nahin Ana chahie.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex par lalach Mein Nahin Ana chahie.
    Assalamu Alaikum dear Forex members ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge.
    Dear Forex friends Jab Bhi Forex per Hamen profit mil rha hota ho to Hamen zyada lalachi nahin Banna chahie, es sy Hamara nuksan ho sakta hai. Jitna Bhi profit mil rha hota ho us per Sabar karna chahie..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex par lalach Mein Nahin Ana chahie.

    Dear Forex Friend's Forex Par Lalach Krne se Apko Loss Ho sakta Hai Lalach Bori Bala Hai Or Lalach Krne Wala Hmesha Loss me Rahta Hai Lalach Krne se Kuch waqt ky Liye Faida to Hota Lakin Bad Me Bht bra Loss Uthana parta Hai Loss Se Bahtar Hai ap Lalach he na Krien Ap Imaan Dari Ky Sath Kam or Lalach se Door rhein Forex Par Kamyab Hone Ky Liye apko Forex Ky Rules ko Follow Krna Hoga or Sabar se Kam Lena Hoga Forex World Ki Sab se Bri Market Hai Forex Par Lalach Krne wala Insan Hmesha Nuqsan me Rahta Hai Apko Forex Par Apni Pehchan Bnani Chahiye ap Imaan Dari se Kam Krty Hain Jo Log Imaan Dari se Kam Krty Hain wo Kamyab ho Jaty Hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex par lalach Mein Nahin Ana chahie.

      Forex mein humain lalach mein bilkul bhi kaam nahin kerna chahyea kyun kay lalachi log forex mein kabhi bhi kamyab nahin hotay hain aur humain chahyea kay forex mein sabar sae kaam lain jaldi bilkul bhi na kerain ta kay humain forex mein loss na ho balkay humain forex mein achi earning ho
      • #4 Collapse

        Re: Forex par lalach Mein Nahin Ana chahie.

        Bro lalch ma kese aty hy forex pe mene to asa kuch nahi dekha hy k lalch ma koi Aya ho baki har koi apne limits ki posts krha hy taha k profit axha ho jb profit axha hoga to log aur Sahi aur knowledge wale posts karegy ye ak axha tareeqa hy bonus lene ka
        • #5 Collapse

          Re: Forex par lalach Mein Nahin Ana chahie.

          G bikul thek kaha ha forex ma lalach kr k hum sirf nukasan ki tarf jate hain agr hamhy profit ho raha ha to us py hi close kr luna chahy ya na ho zeyada profit ki lalach ma a k hum loss ki tarf na chahy jahy
          • #6 Collapse

            Re: Forex par lalach Mein Nahin Ana chahie.

            Jo log forex trading men ziyada profit ka lalach kartay hen woh kam profit se bhi haath dho bethtay hen iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir lalach se perhez karen aur kam profit pe compromise karen aur thora profit kar k apna profit increase karen aur small lot size ko use karen tu zaroor achi trading kar k acha profit kama saktay hen
            • #7 Collapse

              Re: Forex par lalach Mein Nahin Ana chahie.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Subhanjutt پيغام ديکھيے
              Dear Forex Friend's Forex Par Lalach Krne se Apko Loss Ho sakta Hai Lalach Bori Bala Hai Or Lalach Krne Wala Hmesha Loss me Rahta Hai Lalach Krne se Kuch waqt ky Liye Faida to Hota Lakin Bad Me Bht bra Loss Uthana parta Hai Loss Se Bahtar Hai ap Lalach he na Krien Ap Imaan Dari Ky Sath Kam or Lalach se Door rhein Forex Par Kamyab Hone Ky Liye apko Forex Ky Rules ko Follow Krna Hoga or Sabar se Kam Lena Hoga Forex World Ki Sab se Bri Market Hai Forex Par Lalach Krne wala Insan Hmesha Nuqsan me Rahta Hai Apko Forex Par Apni Pehchan Bnani Chahiye ap Imaan Dari se Kam Krty Hain Jo Log Imaan Dari se Kam Krty Hain wo Kamyab ho Jaty Hain
              ji han doston aap Sahi kah rahe hain Forex trading mein lalach karna hamare liye nuksan de Hain isliye Forex mein lalach Nahin Karna chahie Mal ke sabak aur ek manan ke sath kam karna chahie jisse hamen fayda hasil hoga
              • #8 Collapse

                Re: Forex par lalach Mein Nahin Ana chahie.

                jee dear waalaikum slaam ap ne bohat he achi baat shair ki hai forex main hmeen chahei k hum jab bhi iss mian kaam karen to hmenchahiey k hum izyada se ziyaada iss mian apnai leanrign or apny kwnlde ko iss main ziyada se ziyaada iss mian gain karna chaiey tabhi hum issmian acha profit gain kar paen gy iss mian hmen chahiey k hum is main jab profit gian karen to hmen iss miaan laalach main nai ana chahiey apnay laalach ko apni greedy ko hmen iss main bilkul khatan karna chahiey iss main hmen kahbbi bhi badi badi lot size nai open karni chaiehe tabhi hum issmian mustakil issmian profit main reh paen gy
                • #9 Collapse

                  Re: Forex par lalach Mein Nahin Ana chahie.

                  jee dear waalaikum slaam ap ne bohat he achi baat shair ki hai forex main hmeen chahei k hum jab bhi iss mian kaam karen to hmenchahiey k hum izyada se ziyaada iss mian apnai leanrign or apny kwnlde ko iss main ziyada se ziyaada iss mian gain karna chaiey tabhi hum issmian acha profit gain kar paen gy iss mian hmen chahiey k hum is main jab profit gian karen to hmen iss miaan laalach main nai ana chahiey apnay laalach ko apni greedy ko hmen iss main bilkul khatan karna chahiey iss main hmen kahbbi bhi badi badi lot size nai open karni chaiehe tabhi hum issmian mustakil issmian profit main reh paen gy issmian ap jitni ziyaada ap mehnat lagan or himmat se agr kaam karen gy to ap issmian utny he ziyada iss mian profit giankar paengy
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex par lalach Mein Nahin Ana chahie.

                    walekum assalam ji bhaiya bilkul theek bol rahe hain si hai kyunki agar of forex trading mein Dal aaj ke sath kam karenge to aap kabhi bhi kamyab nahin ho sakte kyunki lalchi insan kabhi bhi forex trading mein kamyab nahin hota isiliye koshish karen ke jab bhi trade lagaen proper market information hasil karne ke bad trading aur agar aapko ek trade profit de rahi hai to usko close kar de aur jab tak aapko ek acchi entry Na Mile jab tak aap acche market analysis ke sath market mein inter nahin karenge ya garam overtrading karenge to abolish bhi ho sakta hai isiliye koshish karenge proper market analysis karne ke bad hi forex trading mein entry Lanka kya aap acche se accha profit Kama sake
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex par lalach Mein Nahin Ana chahie.

                      Assalamu Alaikum bilkul Forex forum mein kisi bhi Kasam Ki lalach Nahin Karni chahie Agar Ham lalach Karenge To Hamen bahut hi bada nuksan hoga isiliye main check Ham Apna Kam Meena Se Karte Rahen aur kamyabi Aasan Karte Rahen
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex par lalach Mein Nahin Ana chahie.

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad_younas پيغام ديکھيے
                        Assalamu Alaikum dear Forex members ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge.
                        Dear Forex friends Jab Bhi Forex per Hamen profit mil rha hota ho to Hamen zyada lalachi nahin Banna chahie, es sy Hamara nuksan ho sakta hai. Jitna Bhi profit mil rha hota ho us per Sabar karna chahie..
                        Yes friend forex market me profit hasil karne ke bad zayada profit ke lalach nahi karni chaya bulke small profit per saber karni chaya ager hume zayada profit ke lalach kare ge to hume apni profot ko be loss kare ge
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex par lalach Mein Nahin Ana chahie.

                          G jab lalach apke kam me a jaye gy to ap apne kam me sahi tarha se mehnat nahi kar sako ge apko hamesha sirf ziyada earning par focus rahe ga aap ko pata hota hai k main ny kab or kya karna hai or aisa tab hi mumkin hai jab aap k pas practice or experience bht zyada ho ye zaruur kahh skty hn agr ek lamba arsa chorny k baad work start kiya jaye to practice ki dubara zarurat ho skti ha.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex par lalach Mein Nahin Ana chahie.

                            g bilkul asa hi hona chahye forex ma lalach se nahi bulke imandari mehnat or lagan se kaam kerna chahye lalach se insan kabi kamyab nahi ho sakta aik dafa hum agar demo account pe practice kar len tou humain bar bar practice ki zarurt nahe ho gi forex main practice se zaida humain knowledge ki zarurt hoti hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex par lalach Mein Nahin Ana chahie.

                              Ji han doston main aapki baat se agri karti Hun ki forex trading mein hamen lalach nahin karni chahie Jo log Lal aaj karte hain vah apna hi nuksan karte hain lala se bachana bahut zaroori hai agar Ham trading mein lalach mein aakar aur trading karte Hain to Ham apna nuksan kar baithe hai isliye main hamara kaun band ho jata hai yah hamara count was ho jata hai isliye sabar ke sath kam Karen sabar Kamar ko saaf rakhen prapt jarur kamyabi Ho jaenge kamyabi ke liye mehnat karte hain aur vah kamyabi ko hasil kar lete hain bus jaruri hai ki aap log lalach na Karen trading mein achcha kam Karen Taki aapko result bhi achcha mile

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X