market ke trend ko smjh kr trade len
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    market ke trend ko smjh kr trade len
    Ji member Jab Bhi trade Kare to market ke trend ko samajhkar trade leni chahie Agar market ke trend ko Samajh Kar Ham market Nahin Lagate To Hamara loss bhi ho sakta
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: market ke trend ko smjh kr trade len

    Forex market ki movement Ek trend mein hoti hai aur Jab Bhi aap ne Koi trade Lagani Ho to aap apni trading strategy ke accordingly analysis Karen market ko watch Karen aur Market ko understand karne ke bad Jab aapko market ka trend Maloom ho jaaye to aap trade open Karen aur kabhi bhi market ke Trend ke against trade open na Karen because trend ke opposite trade open karne se loss ho sakta hai aapane Suna Hoga Ki trend is friend to hamesha aap trend ki favour Mein trade open Karen agar aap long term trading kar rahe hain to small lot ke sath trade open Kar lyn aur stop loss aur take profit laga kar Chor dyen aur Bar Bar market ko Na Dekhen aur aapko trend ko find out karne ke liye bahut mehnat Karni hoti hai Agar aapke pass koi acche indicators Hain To aap unko use kar ke market ki next movement ka idea Laga sakte hain aur uske according trade Karke profit earn kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: market ke trend ko smjh kr trade len

      Ji dear bilkul sahi akah hay k ham ko hmesha market k trend samjh kar trading karni chahiy kion k jab ham trading ko smjh kar karyn gy to ham ko trade main samjhnay main madad milti hay.Market ko samjhnay k liy zarori hay k ham is ko pehly achy se seekhay is k jo bhi trends hain un ko bahut hi deehan se analysis karyn.jab ham sahi se analysis kar layn to phr kuch na kuch experience ho jata hay is se ham ko help milti hay.IS liy invest karty hoey bahut hi deehan karny ki zarorat hoti hay.Jab trade ko is tarah se karty hain to earning bhi achi hoti hay aur profit bhi milta hay.......
      • #4 Collapse

        Re: market ke trend ko smjh kr trade len

        market ke trend ki movement ko dekh kar trade opne kare trade koi game nai ha ye real business hai iska experience hona chaiye uske bad ap trade ke liye tyar ho saklty hai uske liye apko achy pair ka intakhb kare achy signal ka waity kar senior trade se achy ki jankari hasil kare jis se apko profit mil sakta ha ase pair ke liye apko learn karna hga market ka phr ap achy trade krke acha porfit hasil hoga ase hi ap loss recover bhi asani se krty hai.
        • #5 Collapse

          Re: market ke trend ko smjh kr trade len

          Forex men munafa tab he earn kea ja sakta hay jab ham ko trend ki smjh aa jati hay kay market ka trend kea hay agar trend ki smjh he na aye to ham ko trade say profit hesay ho ga esi laye lazmi hay kay jab trading ki jaye to sab say pehla kadam yehe hay kay ham forex ki market ka trend pata karen aor ye pata laganay kelye hamen analysis ki zarorat hoti hay jokay ham kisi seniors say he learn kar sakty hen so hamen aismen good learning karna pary ge. to he ais hadaf ko achieve kar kay ham forex men trend ka pata laga saken gay aor kamyabi hamara mukadar ho ge.
          • #6 Collapse

            Re: market ke trend ko smjh kr trade len

            ji bhaiya bilkul theek bol rahe hain aisa hi hai agar aap forex trading main proper trend ko dekhne ke bad trade nahin lagaenge yah agar aap friend ke against jaenge to aapko forex trading mein kabhi bhi achcha profit nahin milega agar aap chahte Hain ki aap forex trading mein acche se achcha profit kamai to uske liye aapko proper trend ko follow karna chahie aur trend ko dekhne ke bad hi trade karni chahie tab hi aap acche se achcha profit Kama sakte hain kyunki agar aap market trend ke against jaenge to aapka account wash ho jaega yah aap FIR kabhi bhi achcha profit nahin Kama sakte isiliye koshish karen ke market analysis ko dekhne ke bad market trend ko follow Karen Taki aap acche se achcha profit Kama sake
            • #7 Collapse

              Re: market ke trend ko smjh kr trade len

              Asslam o Ahlkam dear member forex forum ap ne say bat shear ki ha market ka trends ko samj kar trad karen g zaruri ha ka jab tak hum market ka trends ko samj kar hi trading karni cahya is trends ko samjne ka liy hume trad business ko zayad sa zayad sheeken or samjen or us ka bad market ko understand kar ka jab ap ko market ki trends ki samj ah jhe us ka bad hi trad lagen or trend ka against trad open na jhen bulke trad ka opoposite karne sa ap ko nuksan ho sakta ha invest karte hoy buth hi kahyal rahkna ki zarurat parti ha is sa ap ko trad me auchy kahsi eraning hoti ha to hume forex forum per market ka trend ko samj kar hi trad karna chay
              • #8 Collapse

                Re: market ke trend ko smjh kr trade len

                Wo log jo market Mein Kafi purane hain aur unhen Market ka Achcha Khasa knowledge or experience Hai vah Log friend ko forward karte hain jaise hi market Mein trend change hota hai Usi sabse was trader ko change kar dete Apne plans Kot Adil kar dete Hain Jo log tradition ko forward karte hain yah traditional tarike se trade Karte Hain Jinke password Jise aur plant ek hi kism ke hote hain to vah jyadatar yah Jyada der tak kam Yad Nahin Hote aur Unki 6s long time ke liye Nahin Hote isliye Hamen train ko follow karte hue new plan aur purv Adhyaksh aur implementation karne chahie
                • #9 Collapse

                  Re: market ke trend ko smjh kr trade len

                  As a trader, you have probably heard the old adage that it is best to "trade with the trend."
                  So how can we determine the direction of the trend? We believe in the KISS rule, which says, "keep it simple, stupid!" Here is a method of determining the trend, and a simple method of anticipating the end of the trend.











                  Before we get started, we want to mention the importance of time frames in determining the trend. Usually, when we are analyzing long term investment, the long-term time frame dominates the shorter time frames. However, for intraday purposes, the shorter time frame could be of greater value. Trades can be divided into three classes of trading styles or segments: the intra-day, the swing, and the position trade.





                  Large commercial, such as those companies setting up production in a foreign country, might be interested in the fate of the currency over a long period of such as months or years. But for speculators, a weekly chart can be accepted as the "long-term.".
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: market ke trend ko smjh kr trade len

                    g bilkul jb tkk hmyn markets ky loss ar profits ka hi andaza nhi hoga tb tkk hm achi posts nhi kr sakty .markets mye ups and downs condition ko samajhna hoga.wo analyses ar assumptions jo hmyn markets bata rhi hoti hy agr hm ussy nawaqif hn to hmyn apny seniors sy guidelines lyni hogi unsy is baryy mye mye pochna hoga.to phr hm agr ziyada bb invest kr bhythyn to hmyn yy andaza ho jat hy kh hm loss ki tarf nhi ja sakty. ku khh baar baar agr loss hoga to markets mye brokers hmyn acha business man nhi samjhyn gy ar end pr hmara account bb hang ho jat hy to markets mye moujood trend ko samajh kr hi hm agyy bhar sakty hn
                    • #11 Collapse

                      Re: market ke trend ko smjh kr trade len

                      Han g dear Forex friends, Jab Bhi Ham ny trading karni ho to sabse pahle Hamein market ki situation ko aur Market ki movement ko dekhna chahie, phir Jab hamain market ki trend samjh any lsg jaye kh market ki next moment ya direction kis taraf hai to hamian us time trade lgana chahie, us sy Hamain loss Nahin hoga aur profit Hasil hoga..
                      • #12 Collapse

                        Re: market ke trend ko smjh kr trade len

                        G dear apki baat bilkul teek hay humay market kay trend ko samjh ker trading kerni chyi kiun kay ager hum trend ko follow nhi karay gay aor trend kay opposite trade open karay gay tu pher humay loss zaror huga is liye trend ko follow kerna chayi laiken is kay liye bhi learning bhot zarori hay kiun kay jab humaray pass ilm hi nhi huga tu hum trend ko samjhy gay kesay aor samjjh nhi sakay gay tu profitable trading mumkin hi nhi hu sakti.
                        • #13 Collapse

                          Re: market ke trend ko smjh kr trade len

                          Ji bilkul expert trader Hamesha market ka analysis Karke a aur Market ki movement ko check karti hui trade open karne ki koshish Karte Hain aur aur marketing news se bhi update Hasil Karke a aur Market trend ko follow karte hue trading karne ki koshish Karte Hain To Hamen trading karne mein aasani hoti hai aur ham Ek comfortable profit earning kar sakte hain isliye Hamesha Forex trading may perform karte waqt Forex trading ke rules ko follow karti hui learning aur training Hasil Karke Apne kaam ko kamyabi banane ki koshish karte raho Karen aur Market ke about news updates Hasil Karke apni knowledge ko improvement Dene Ki Koshish Karte Raha Karen
                          • #14 Collapse

                            Re: market ke trend ko smjh kr trade len

                            hello friends Forex forum pa jitni jyada market k trend ko samajh Kar trading karenge apna hi aap achcha profit Bada achcha income hasil kar sakte hain iske liye aapko market ke trend ko acche tarike se analyse karke uske train ka pata lagana hota hai jitna achcha aap trend ka pata lagaen gate aap achcha profit Kamar kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: market ke trend ko smjh kr trade len

                              Market ka trend bht important hain bht zayda trend ko samhjna bht zaruri hain jab tak trend ki samhj ni aye gi trading say profit hasil ni hoga . Hamesha trend ko samhj kar or hamesha trend k according trade open kary us mai trade k against janay k chances bht kam hoty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X