Posts kiun delete ho jati hain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Posts kiun delete ho jati hain.

    Dear forum per kaam kernay kay kuch rules han aor ager hum unko follow nhi karay gay tu pher hum kabhi bhi forex market ma kamyab nhi hu saktay aor sab say bari jo hum ghalati kertay han wo rules kay mutabiq post craete nhi kertay jis ki waja say hamari aksar posts delete hu jati han aor hamari mehnat zaya hu jati hay is liye best quality ki post create kiya karay ta kay apko acha bonus mil sakay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Posts kiun delete ho jati hain.

      Dear Forex friends Jab Bhi Forex per Ham daily post shere krty hai to us sy Aksar kafii post delete Ho jatay hain, lekin us ki waja yi hai kh Jab Bhi Ham koi post share krty hain to wo Aksar information wali post nahin hoti, ya wo threads sy related post nahin hoti, ya Aksar kuch post same same hoti words main sy to wo copy, paste lagti hai. Es waja sy Hamari kuch post Aksar delete ho Jaate Hain..
      • #18 Collapse

        Re: Posts kiun delete ho jati hain.

        Dear forum py post delete ony ki kaafi reasons ho skti Hain.Post creat krty hwe bht zyada care ki zrurt oti h ta k apki post forum prr mojood rhy or dusru k liye informative bn skky.Post creat krty hwe hyal mn rhy k ap jis topic k mutalliq post bna rhy Hain AP ka content kbbi b iss topic sy left right divert ni ona chahyie.ussi topic k relvent post oni chahyie.Kissi ki post ko copy krna ya internet sy content copy krna b post k delete ony ka sbab bnta h.or repeated post py post na bnayen iss wja sy b AP ki post delete ho skti h.
        • #19 Collapse

          Re: Posts kiun delete ho jati hain.

          Ham Jab Bhi Forex form per similar Threads per posting Karte Hain aur apni posting quality ko improvement Nahin dete aur aur posting karte waqt copy paste se kaam Lete Hain To Hamari Jyada tar posting delete kar di Jaati Hai jisse Hamari posting average mein bhi Kami hoti hai aur Hamen Achcha weekly bonus reward bhi e Hasil karne mein main Mushkil pesh Aati Hai isliye Forex form per perform karte waqt Apne kam ko responsibility ke sath aur quality work Banakar complete karne ki koshish karte Raha Karen aur apni posting ki quality aur quantity main increase karte raha Karen
          • #20 Collapse

            Re: Posts kiun delete ho jati hain.

            Photo jaati hai isiliye Hamen apni posting ko ache se Acha banane ki koshish Karna chahie Taki Ham as Mein acchi kamyabi Hasil kar sakte hain Hamen apni post Ko Jitna Bhi ho sake best se best banane ki koshish Karni chahie Taki Ham is Mein acchi kamyabi again kar sake Hamen is Mein Jitna zyada mehnat Karenge utna hi zyada Hamen Achcha result Hasil Hoga Agar Ham Faizul post share Karenge to wo Hamari delete ho jayegi Hamen aur se kabhi bhi achcha fayda Hans Nahin Ho sakega Hamen Achcha fayda Hasil karne ke liye zyada mehnat aur zyada Jo Dena Hogi apni quality ko zyada best banane ki koshish Karna Hogi tab jakar Ham ismein acchi kamyabi again karne ki koshish kar sakte hain
            • #21 Collapse

              Re: Posts kiun delete ho jati hain.

              jo be post na munasib ho ya illegal ho ya rules ko follow na kare tu wo delet kar de jati hai by admin es ka matlab ye hai k na tu ye post ho ge aur nahe es ka bonus ae ga behter yahe hai k ap read kar k rules ko pher he posting kare ya tu ap pehle traders k reviews se be sekh sakte hai k konsi language use karni hai ya font wagera aur thread k relevent hona chhaye post aur jawab details mai ho ho sake tu prrof be dy sakte hai pic ki be ejazat hai
               
              • #22 Collapse

                Re: Posts kiun delete ho jati hain.

                jo be post na munasib ho ya illegal ho ya rules ko follow na kare tu wo delet kar de jati hai by admin es ka matlab ye hai k na tu ye post ho ge aur nahe es ka bonus ae ga behter yahe hai k ap read kar k rules ko pher he posting kare ya tu ap pehle traders k reviews se be sekh sakte hai k konsi language use karni hai ya font wagera aur thread k relevent hona chhaye post aur jawab details mai ho
                ho sake tu prrof be dy sakte hai pic ki be ejazat hai
                 
                • #23 Collapse

                  Re: Posts kiun delete ho jati hain.

                  Posts delete hone ki sabse Mahendra Baja repeated threads aur same topics Ka bar bar repeat hona hai. Agar aap repeated threads per post karenge yaek doosry se milty julty topics wali threads per post karenge to Puri thread hi delete kar di jayegi aur uske sath sath aapki post bhi delete ho jayegi. isliye aap repeated aur ek jaisi threads per post na Kiya Karen isase aapki post bhi delete nahin hogi aur secondly thread Karne wale ki hosla shikni hogi aur vah next time aisi threads nahin karega..
                  • #24 Collapse

                    Re: Posts kiun delete ho jati hain.

                    Mery bhai post delete ho jany ki asal waja ye hai ki hm log copy paste per a jaty hain aik he thread or post ko utha kar dobara lga dety hain jb review hota hai tu woh delet kar di jati hai agar post ko bachana hai tu ap ko copy paste ko chor kar daily new post or informative post lagani ho ge
                    • #25 Collapse

                      Re: Posts kiun delete ho jati hain.

                      Dear pyary forexer post ke delete honay Kuch points ko sakhti SE follow Karen.
                      1. Copy pasting krna.
                      2. Voice typing Kar ke post krna.
                      3. Aik hi jasay unwan per bar bar post krna.
                      4. Aik hi post ma 2 bar post krna.
                      5. Unwan ke mutabiq jawab na dena
                      In sab wajoohat ki Bina per hamri posts delete hojati hai
                      "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
                      • #26 Collapse

                        Re: Posts kiun delete ho jati hain.

                        agar hamari post mein acchi quality wala Kam nahin hota aur ham out off topic koi baat karte hain to vah post hamari delete Ho jaati Hai hamen shikayat nahin karni chahie balki apni post ke upar focus karna chahie aur hamen trade ke related post karni chahie aur topics related hamen baat karni chahie tha ki hamari post delete hone se bajar mein achcha profit hasil ho jaaye
                        • #27 Collapse

                          Re: Posts kiun delete ho jati hain.

                          Assalamu alaikum my dear friends ummid karta hun kya aap log khairiyat se Honge aur Forex Se Jyada Se Jyada profit ko Hasil kar rahe Honge aur kamyabi ka Apna Muqaddar bana rahe Honge na ji han bhai jaan aapane bahut hi Pyari Baat Kiya main aapki baat Se agryahun Ke post delete Kyon Ho Jaati Hai Jab aap galat post karte hain without mistake post Kiya Karen Jab Bhi aap galat post Karenge koi bhi post Mein mistake Karenge to aapki post ko delete kar diya Jaega aap Agar Forex ke Hawale se Hatkar koi bhi baat Forex Mein karte hain Forex ke mutabik Ki Nahin Hoti vah Baat aur Wapas bhi aapki delete ho jaati hai isliye aap Logon Ko change quality ki post Karen without most Karen without mistake post Karen Taki aapki post let na ho thank you so much my dear Forex member
                          • #28 Collapse

                            Re: Posts kiun delete ho jati hain.

                            Agar Hamari posting delete Ho Jaati Hai To Hamen Pareshan Nahin Hona chahie Hamen Jyada acchi posting Karni chahie copy pest Kisi Ki Bhi Nahin Karni chahie bahut jyada mehnat ke sath apni posting ka target complete karna chahie Agar Hamara takat complete hoga to hi Ham market Se Achcha bonus Hasil kar Payenge Forex trading ke Business mein kamyabi Hasil karne ke liye Hamen Apna Kam Khud per hi Aana chahie Hamen Apna Kam dusron per Nahin Dena chahie Khud kam Karenge Tu Hi Kamyab Honge
                            • #29 Collapse

                              Re: Posts kiun delete ho jati hain.

                              Post delete hone Ki vajah Hai Ke bahut se log Ek Jaise treads create kar dete Hain jis se members Jab post Karte Hain To Do Teen post Mein Ek Jaisi baten a Jaati Hai jis se Pak Forex forum use delete kar deta hai Iske alava Kuchh members post ko copy paste Bhi Karte Hain Jiski vajah se a pak Forex forum use delete kar deta hai Kyunki yah Forex ke rules ke bilkul against Hai Hamen Hamesha Apne ideas ko hi likhna chahie Kisi dusre ke Idea ko Chori nahin karna chahie Jitna ziyada acchi post Karenge utna Zyada chance Honge ki post delete Na Ho Agar Ham dil se aur acchi post Nahin Karenge to post delete ho jayegi.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Posts kiun delete ho jati hain.

                                Assalamu alaikum friend ji aapane bahut hi acchi baat share kiye Hain hamari post is vajah se delete ho jaati Hain ki Ham apni post mein acche information Forex shear Nahin karte aur ham thread ka acchi Tarah jawab Nahin dete hamara jawab topic ke mutabik Nahin hota aur hamari post mein kafi mistake hote hain spelling mistake karte hain jisse hamari post quality wali Nahin Hoti aur hamari post delete ho jaati Hain isliye apni post ko hamesha quality wala banae the mehnat Karen acche information Dev Forex ke related aur regular water lagaen aur acchi informationForex bahut hi achcha online business hai 👍

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X