Candlestick aur signals kia hain??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Candlestick aur signals kia hain??
    Assalam o Alaikum dear forex members,
    Mera ap Sab se auk sawal hai k candlestick aur signals se kia murad hai ap is k baray mein explain Karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Candlestick aur signals kia hain??

    Trading values ko candlesticks boltey hain. Is k elawa mazeed apne in chezon k barey me pochna hai to youtube videos dekha karen. Agar aap forex trading mein success hasil karna chahte hain to aap ko chahie k aap apni tawajo learning pe markoz karen kyunki jitna ziada ap is forum ko sekhne ki koshish karenge utna ziada aapko is forum main faida hoga Nahin karne mein maja aaega aur aap acchi earning ker sakoge. Lehaza learning bahut zaruri hai is forum mein acchi earning karne ke liye.
    • #3 Collapse

      Re: Candlestick aur signals kia hain??

      dosto yeh jo ham chart dekhty hain trading plateform par to isey candlestick chart kehty hain aor in candles kay design ko candlestick pattern kehty hain aor market main entry level take profi aor sl kay nishan ko signal kaehty hain to dosto hamen in dono chezon ko smjhna hoga or trading karni hogi
      • #4 Collapse

        Re: Candlestick aur signals kia hain??

        Candlestick technical chart pattern hota hay jes ko understand kar key traders technical base par market ki movement ko samjny aur es se market key behaviour ka andaza legacy hey, trading signals indicators key base par hasil key jaty hey jes key ley traders ko self base par market ko technical base par analysis karny ki zarorat nahi hoti aur ye singles auto base par indicators key help se hasil key jaty hey.
        • #5 Collapse

          Re: Candlestick aur signals kia hain??

          Candlestick pattern :-
          Dear Forex trading mein candlestick Ek pattern hai jo ki market ke price action ko check karne ke liye use hota hai ismein different candles hoti hain main candles 2 type ki hoti hain Ek buy ki hoti hai jis ko bullish candle kehty hain aur doosi sell ki hoti hai jisko bearish kehty hain agar market ki price zayada ho rahi ho two bullish candle banti hai aur Agar market ki movement down ho rahi ho to bearieh candle banti hai basically candle stick pattern Japan Mein banaa Tha Jo ki sabse pahle rice ki price ke liye Banaya Gaya Tha abhi forex market Mein candlestick pattern hi use ho raha hai Jisko Dekhkar Ham market ki price check Karte Hain
          SIGNALS :-
          Forex market mein signals trade k analysis ko kehty Hain Kuchh seniors traders Aise Hote Hain Jo analysis karne ke bad decide Karte Hain Ki is pair mein market kis Taraf move Karegi to wo signal banate hain ki market kis direction Mein movement karegi aur kuchh sites Aisi Hain Ki Jo online signal provide Karti Hain aur trading karwati Hain Kuchh traders Jo forex market Mein new Hote Hain woh signal ko copy karte hain aur us per trading Karte Hain lekin main aapko Mashwara Doonga ki aap kisi ke signal per trading karne se behtar hai ki aap khud analysis Karen forex market Mein Khud trade open karnyn
          • #6 Collapse

            Re: Candlestick aur signals kia hain??

            Candle sticks wo hy Jo apne chart ma ati hy jin ka pata chalega k uper jayegi ya nechy dusra unko pips be bolty hy + pips means profit - pips mtlb loss ma aur signals matlb k konse ratio pe jayega matlb k 0.6578 hy to wo Kahan Tak jayega 0.6878 ya 0.6478 signals usko kehty hy
            • #7 Collapse

              Re: Candlestick aur signals kia hain??

              Forex trading mein Main Market ki movement ko dekhne ke liye trading chart per apply ki jaane wali different types ki setting hoti hain Jin mein se sabse famous setting ka naam candlestick pattern hai inke stick pattern ki madad se ham log market ki movement ko dekh sakte hain Iske alava aapane signal Ki Baat Ki Hai To Signal se Murad yah hai ki koi bhi dusra member yah Koi expert aapko yah signal deta hai ki aap currency ko purchase karne Ja currency ko sale kar len iska matlab yah vah ke jo aapko trade mein enter or exit hone ka batata hai hai to usi ko Ham signal ka naam Dete Hain.
              • #8 Collapse

                Re: Candlestick aur signals kia hain??

                Market Mein candlestick patterns aur Market ke signals bahut jyada importance rakhte hain aur Market ke signals ko aap market Mein maujud different type ke candlestick patterns ka istemal karte hue hi confirm kar sakte hain aur UN signals ko follow karke FIR aap market Mein Apni trading start kar sakte hain market traders ko candlestick patterns ke differences ko acchi Tarah Se samajhna chahie Taki vah market ki different movement Kisi Ko in different type ke question karte hue acchi Tarah se confirm kar sake
                • #9 Collapse

                  Re: Candlestick aur signals kia hain??

                  Assalamu Alaikum dear Forex member candlestick pattern market ko analyse karne ke liye Ye Ek Kisan ka chart Hai any Office per acche analyse kar sakte hain aur Achcha prapt bhi le sakte hain isliye Hamesha candlestick pattern Mai ko samjhe agar aap candlestick pattern ko samjhe Ayenge to aapko market ki samajh Jayegi aur aap acche profit ke sath aage badhenge
                  • #10 Collapse

                    Re: Candlestick aur signals kia hain??

                    Forex trading ki market Mein candlestick pattern ko bahut jyada importance Di Jaati Hai candlestick pattern ki help se Ham market ki movement ko acchi Tarah Se samajh sakte hain candlestick pattern ko samajhna bahut jyada important hota hai kya Dastak Ki Har EK movement ko Hamen acchi tarike se samajhna chahie market Mein candlestick pattern ko bahut jyada importance Di Jaati Hai Forex trading ke Business mein kamyabi Hasil karne ke liye candlestick pattern ko Hamen Apne trade main Jarur istemal karna chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Candlestick aur signals kia hain??

                      Assalamu Alaikum dear brother aapane bahut Achcha Sawal kiya hai aur Main aapko batana chahta hun kya candlestick hoti hai jo ki Hamari candle ban rahi Hoti Hai Forex mein chat per isiliye aur ham in Ko Dekhkar analyse Karte Hain Ki market up Hogi yah down Hogi isiliye Hamen chahie kya hai na maarpeet ki moment Ho pahle samajh mein aur uske bad ped lagaen aur signal vah Hote Hain Jo Ke Log Hamen Dete Hain analyse Karke Ham use signal per trade Lagate Hain To Hamen profit aata hai yah loss vah to Unki Marji hoti hai ki vajah se Hamen analyse Karke den
                      • #12 Collapse

                        Re: Candlestick aur signals kia hain??

                        Yes there for 8 members aapko chahie kya aap candle aur signal ko follow characteristic se aapko Pata Chalta Hai ki aap ki market kab moment Karegi aur aapki market ka aapko kya fayda hoga aur uske alava aapko chahie ki aap Jab trading start karte hain to aapko market ko follow karna chahie Agar ab signal ko follow karke Apne trade start karte hain to uska fayda Ya Hai Kya Aap Ki trade profit Mein Aaegi isliye aapko chahie ki signals ko follow Karen aur candlestick se aap signals ki moment Ka Pata Chala sakte hain aur aap market ke moment Kabhi samajh sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Candlestick aur signals kia hain??

                          candlestick aur signal se Aisi point Hai Hum Jab Bhi candlestick per Lagati the To Ham candlestick ki vajah se apne market khelo aur aap per point ko samajh Jaate Hain market ke signal ka analysis kar lete hain market ke signal aap market Mein kachra profit Dete Hain Agar signal Achcha Nahin Milega To Ham kam bhi acche se nahin kar Sakenge
                          • #14 Collapse

                            Re: Candlestick aur signals kia hain??

                            ya sbb sa bht he zeada useful hona wala hain to asa main ham jb ya sekh jaty ahi ager ham na es amin sb ko acha sa seekh akr es main ham kaam karty hain to os ka sath he ham na es amin ya bht he acha sa fiada ya bhe hota hi kh hamra lia ya kama bht he zeadahe zaori hota hi to soo es ka sath he ham na es main bht he acha sa fiada he hasal ho sakta hi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Candlestick aur signals kia hain??

                              chart paragraph Najar dalen to ismein bahut sari candle ban rahi hoti hai ki vajah se Ham market ki direction dekhte hain lekin kya aap ko pata hai ki yah candle Mein Signal bhi deti hai aur bahut strong entry bhi mil jati hai main se lekin iske liye aapko candle ki type Ka Pata Hona chahie aur yah Pata Hona chahie ki kaun si candle Kaise work Karti Hai To fir ab market Mein Kabhi Bhi last nahin kar sakte hain ya Meri aapko guarantee hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X