What do you learn from forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    yes my dear friends i accept apprentice abounding things from forex.like forex is a huge bazaar traded all over the world.has huge trading aggregate daily. this markets is actual airy and you cannot await aloft some one strategy. and a lot of important acquirements is to ascendancy acquisitiveness while trading.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      maine learn bhi buhat kiya earn bhi buhat kiya bs apko chayeh ek proper team work...ek proper time..dedication aur complete job timing...bina discipline ke ap yahan kamiyab ni hosakte...
      • #348 Collapse

        well my dear friend, pehli baat to ye kay aap nay aik achi baat pouche hay, wesay to mein bhe newbie hun aur abhe forex ko study kar raha hun abhe trading nahi ke hay jo mein apko profit aur loss say milnay walay kisi lesson kay baray main bataon lekin abb tak ke learning say ye lesson mila hay kay iss main learning ka process kabhe bhe stop nahi hota hay humain apni learning ko humesha continue rakhna chaheay...
        • #349 Collapse

          Agar app new hain forex trading mein too phir app koo pehlee apni knowledge koo enhance karna hoo ga aur uss kee baad aap apni trading demo account per karin aur aap apni greed koo kaam karein jaab bhi trading karien
          • #350 Collapse

            we learn how to control your emotions and how to mange things in the business as forex is very attractive business where an individual can not stop himself for doing the business.,
            • #351 Collapse

              bhai jan forex say ham sirf paisy hi hasil nahi karty hain balky forex hamy ye bi sekhata hy kay dosro ki help keser karty hain and patience ka mozahra kese karty hain and is say hamy up down kay faraq ka bi pta chal jata hy is liye pak forex ko best business kaha jata hy...
              • #352 Collapse

                Pakistan forex forum sy to main ne kafi kuch seekha hy keh forex main kam krty waqt ap fresh mind ho kisi qism ki koi mently absent bilkul na hoon dosri bat jo main ne seekhi woh yeh hy keh experiece baht kam aati hy trading main.
                • #353 Collapse

                  a perfect work i think this is a great lesson forex give us and yehi k app ko har ek cheez ka pata chalta hai k internainal market main app kesy kam ker sakhtay ho us k kia rules hotay jo app ko fida detay hain
                  • #354 Collapse

                    ok dear main chand din phle kaam start kerne k baad i would like to ask other traders that what did you learn from your work, your profits and losses and what les;;;;;;;;;
                    • #355 Collapse

                      MEi nei ab tak yeh he sikha hei k kabhi bhi apni mistakes ko repeat na honay den kyn kay ap is business ko achi trah sey seekh jaen gey lekin sirf is shart per k ap apni mistakes ko repetition sey bachaenjitna zyada hoskta hay.
                      • #356 Collapse

                        hello dear go mjhy forex pe aye howe ziada arsa nhi hua join kiye huy pr main ny forex sy hbt kuch learn kia hai aik tu mujh main confidence aya hai patience sy kam lena aya hai or market ko analyze krna bhi seekha hai main y start main lose uthaya just because of lack knowdge and my mistakes phir b me ne boht kuch seekha is time me ..
                        • #357 Collapse

                          bhai g mene forex se boht he kuch sekha he sab se pehle muje forex me business ke bare me zyada se zyada experiance gain howe aur daily life me be businees ke leye gauidness mele he muje..
                          • #358 Collapse

                            My personal learning is that its a very unpredictable market. Aik minute main kuch se kuch ho jata hai aur hamara profit, loss main ya phir loss, profit main tabdeel ho jata hai. yahan per hum aik din main acha profit bhi kama saktay hain aur bohat sara loss bhi kar saktay hain.
                            • #359 Collapse

                              filhal tak ma na abhi tak trading nhi ki ha lkn ma na abhi tak jitni bhii learning ki ha forex ma us ka zaria sa yahi bat cahlti ha ka agar to aap log forex ma kamyab business man bunna chahta hn to aap ka lia ya bat zroori ha ka aap is ma bht ziada mhnat krna para gi keo ka aap koo jis kaam ma bhui kamyabi hasil karni hti ha us ma aap ko mhnat bhi to karna parti ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                forex business 1 best business ha .kyn k ya business hamian just pasay nhe data ha. hum yhn par working kar patience rakhna sekhtay hn. ya hamain better life guzarnay ka bhe kheta ha kyn k yhn par hum apni greed ko bhul jatay hn . is business ma hum boht kuch learn karty hn . it's the best business ever in my life.
                                :cool::cool::cool:

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X