What do you learn from forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    yes dear forex trading aik asan online business hay aur es business hum learning ki madad se asani se unlimited profit earn kar sakte hain aur forex business me hum learning aur practice ki madad se profitable businessman ban sakte hain.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      forex trading aik bohat acha business hai is mai is mai ham jitni learning kary gy ham is mai utni earning kar sakty hain ya aik bohat acha business hai is mai hamy ziada sy ziada hard working karni chahiya ta k ham is mia earning kar saky is mai ham jitni mehnat kary gy utni hi earning kar sakty hain
      • #153 Collapse

        forex ak bohat best busines ha hum as ma asany sa kam ker sakty ha or forex hum ko bohat kuch sakty ha or ya hum ko saber kerna sakyta ha or hum ko apny ap percontrol kerna sakty ha
        • #154 Collapse

          forex hmain yeh nai seekhata k hum nay kitna paisa kama hai kis trah kamana hai aur kitna kamana hai, wo hmain yeh kehta hai k tm jitna hard work kro gy jitni mehnat kro gy main tmain utna hi profit du ga.
          • #155 Collapse

            forex hame sikhata hai how to trade ye ak aesa bussiness hai k ap world wide market dekhte hain boht mulko ki currency ka pata rakhte hain ap knowlegde ziada hoti hai asa compare to non trader stock ki apko ziada knowlegde hoti hia forex karne k baad..
            • #156 Collapse

              forex me real trading ko join karny se phle ham ko is ki information hasil kar leny chye jis se ham forex me trading ke doran loss sa bach saky or ham log wo information net se boht se web site se hasil kar sakty hen.
              • #157 Collapse

                g han hum pakisatan forex forum se ye sikhte hain k hum yahan se earn kese krta hain or hum yahan pr trading kesi krni han or hum ma yahan se pratice kesi krnai han so ye he han jo hum pakisatn forex forum par learn krta ha ....
                   
                • #158 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: wajidali پيغام ديکھيے
                  forex sirf hame ye nahi sikhata hai k hum nay paisa kesay kamana hai ye hame wo sub b sikhata hai k hum dosron say relation kesay bna saktay hain aur patience kesay kar saktay hain.
                  forex sa bhut kuch learn kya hai. forex bhut acha business hai is me bhut kuch seekna hota hai . forex itne easy nai hai is me trading karna ke liya knowledge or experience hona chahiya.
                  • #159 Collapse

                    janab muje abhi ziyada tim nai huwa hai forex me lekin meni is me kafi kuch sikh liya hai forex me q ke agar ap bhi iski learning kare ge to pir apko is me achi earning hasil hogi or jab hi possible ho sakta hain jab ap forex me ziyada se ziyada or dil laga ke mehnat karte hai to ja ap is me sub kuch sikhne ke bad trading karte hai to pir jab hi ap is me achi earnig gain kar sakte hai
                    • #160 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                      Forex main chand din phle kaam start kerne k baad i would like to ask other traders that what did you learn from your work, your profits and losses and what lesson forex teaches us have you learnt a good lesson or bad.
                      dear forex trading hm ko na srif yei batata hy k hm kis tarha hard work karain bilky yei b samjhata hy k kis karha doisry logo sy hm relation bna skty hain aur success hasal kar skty hain
                      • #161 Collapse

                        Asslam-O-Alaikum to all of you dear friends, i thiink ke hiamin sab logon ko chayeh ke hum sab log he aik akm ekrain ke hum jahan per bhi hain wahe per rahain our khud ka kabhi bhe master ansamjhain.
                         
                        • #162 Collapse

                          forex ne mjhe bht kuch sikhaya ha, forex se mjhe market ko analyse krna aya aur mjhe pta chala k km kese kya jata ha market me so forex is best bussiness for us
                          • #163 Collapse

                            dear forex ko learn karnay wala kaby be nakam ni ho sakta kukay i ma kamyab hy wo person hota ha jo is ko seekhta ha ma is ma stop loss or take profit kay baray ma seekh raha hon.o ye be seekh raha hon ka i ma ilm ky experince ky kitny zarorat ha bai jan ma is ko 9 month say kar raha hon.
                            • #164 Collapse

                              ham forex market men is k rulse and conditions ko read kerty hain jis se hamain market men tradig kerni hoti hai or is ki learning trading k lehaz se analyas kerny k tariqy or achi strategy banay k ley her kisi k views ko read kerty hain is tarah hamain acha expericne milta hai.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                forex nay Sab Sy zyada mujhe Tou discipline sikhayaa hai...main Samajhtaa hon K Forex trading ko Sekhtay huye is Ka asaar hamari life pr bhi partaa hai,sab Say bara faida Mujhe ye huaa K mai nay Money managment sekhi or isay Trading K ilawa real life Main bhi Apply kiyaa orr Mujhee is Say Kafi Faidaa ho raha hai..forex Ek learn to earn buisness hai rozana kuch na kuch new sekhnay ko miltaa hai
                                 
                                Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X