Assalam o Alaikum
Dear members umeed hai k aap sb kheriat sy hongy
Mai aaj aap ko btaon gi k PIP kya hota hai
What is PIP??
Currency mai choty sy change ko PIP kehty hain PIP currency ka aik bhut chota sa uni hota hai es ko dekh k traders trade krty hain aur aur PIP ko dekh k trading ki jati hai
1 PIP = 0.0001
Mostly currencies 4 decimal places tk hoti hain aur 4th decimal mai jo change hota hai us ko PIP kehty hain
For Example:
Agr koi trader kehta hai k ussy dollar mai 2 pip ka profit huwa hai to us ka mtlb hota hai k agr us ki currency 2.3456$ thi to ab gain k bd us k currency 2.3458$ ho gy hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим