Never give up

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Never give up
    Assalamo Alaikum dear members hope aap sab log khairiyat se ho gay aur Forex or forex forum mein apne business ko successful banaa Rahe Honge Forex forum k andar baaz okaat situation Aisi create Ho Jaati Hai Ke Ham theek Faisla nahin kar paate isiliye Ham bahut hi negativity Ka Shikar Ho Jaate Hain lekin Hamen ine Sab K Sath Rahte Hue sabit Kadam Rahana chahie aur kabhi bhi Haar Nahin man ni chahye Kyunki kamyabi unhen logon ka Muqaddar banti hai jo har hal Mein Apni mehnat ko Jari rakhte Hain isiliye Forex form ke andar Halat Chahe Jaise bhi ho kabhi bhi Har Na Mane phr aap Dekhenge Ek Din Aisa aayega Jab aap Har kism ka knowledge gain kar lenge professional Ban Jaenge aur Forex forum Se Accha profit aur earning kar Payenge isiliye never give up
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Never give up

    Forex trading me hamen dil harna nahi chaheye bulke jitna ho sake apne kaam me mehnat aur lagan se perform karen ta keh hamen is risk wale buisiness me success mele. Agar hamen kahi loss ho b jata hai to hamen dil chota nahi karna chaheye aur dil ki lagan se kaam karna chaheye. Mehnat ho to forex trading me kaam se koi mushkil pesh nahi ati hai aur na hi hamen is buisiness me koi bara rukawat ka samna karna parta hai.Analysis hamare trading k leye bohut hi ziada aham hn, q k is se hi hum apne trading kamyab bana sakte hn. Mehnat tab tak jari rakhen jab tak success hasil nahi kar pate ho. Mehnat tab tak jari rakhen jab tak success hasil nahi kar len aur forex ka sahi experience hasil na ho jayen.
    • #3 Collapse

      Re: Never give up

      ji han bhai jaan aaj aapane bahut hi acchi baat batai hai ki hamen Forex trading mein kabhi bhi give up nahin karna chahie Bal ke apni struggle ko jari rakhna chahie aur har waqt apni mehnat ko jari rakhna chahie tabhi Ham Forex mein kamyabi hasil kar sakenge agar aapko ek bar Forex trading mein nuksan ho jata hai aur aap apne struggle ko give up kar dete Hain to aapki Forex per kam karne ka koi fayda nahin hai bol ke agar aapko ek bar Forex se nuksan ho jata hai to aapko apne nuksan se learn karna chahie aur apni mistakes ko select karke dobara unko report peeth nahin karna chahie aur apni mistakes se learn karna chahie tabhi aap Forex trading mein kamyabi hasil karke expert trader Ban sakte hain aur Forex mein kamyab businessman Ban sakte hain lekin iske liye jaruri hai ki aap apne nuksan ko bardasht kar sakte hain kyunki Forex trading 1 risky business hai ismein nuksan bhi hota hai aur profit bhi agar aap profit ko bardasht kar sakte hain aur nuksan ko bardasht nahin kar sakte to aap kabhi bhi Forex mein kamyabi hasil nahin kar sakte.Forex mein hamesha vah log kamyab hote Hain Jo nuksan ko bardasht karne ki ability rakhte Hain.
      • #4 Collapse

        Re: Never give up

        humain forex main trdaing kerty hoay jitna bhi loss ho jay humain forex main himmat nhi harni chahiay is se humain nakami ka samna kerna prta hay ager loss humain apni mistake se ho tu is se humain learn kerna chahiy is se hum aik kamiyab trader ban sakty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Never give up

          Sahi kaha dost give up kamzoor log karte ha aur agar ap strong ha to ap give up nahi karo ge aur himat hamesha rakho he ye aik achy cheez ha experience barrta hai aur experience barrne se hamara trading skill aur knowlege barrta hai . hame jitna ziada hosake trading keliye practice karna chahiye
          • #6 Collapse

            Re: Never give up

            g han ap ko kamzor nahi bulke hud ko strong banana ha kamzor log jald himat haar jate hen or nakam ho jate hen es lia hamy chaheya k ham b apni practice jari rakhy or zayada sy zayada apna time demo account ko dy or experience hasil kary or khud ko expert kary experienced traders ku achi earning karty ha or ku successful ha esi waja sy k unho ny learning kahtam ni ki or practice karty ha sath sath
            • #7 Collapse

              Re: Never give up

              Right har na mane mehnat or kaam jary rakhen ager hum Forex ko start karny say pehly is ki achi trah say practice kar ly to bad mai forex pe work karny mai koi problem nahi hu ga,zayada sy zayada apna time demo account ko dy or experience hasil kary har kisi ko practice karni parti hae or wese bhi practice makes the man perfect.
              • #8 Collapse

                Re: Never give up

                Assalamu alaikum ji han bhai jaan aapki baat kafi had tak theek hai never give up never give up aap Rakhi kar sakte hain aur truck ki nahin bhi kar sakte ek accha business Hain ismein aapane post Rakhi deni hai to bahut acchi Tarah se apne aap ko ismein Rakhi de sakte hain aate Hain mein Nahin ho sakta to aap kabhi bhi kamyab Nahin ho sakte doston ke sath bahut jald kamyab ho jaenge
                • #9 Collapse

                  Re: Never give up

                  Bhoat Say Trader market maain aisy hoty hain kay market main jab tak aap ko Profit hota hain aap market say khus Hoty hain ku kay market aap ko profit day rahe hoti hai lekin jaisy he Loss hota hai Ap market ko Bhoat Jadli chor dyty hain jab kay humy Aisa nahi karna CHaye or Sabar say kam akrty hoay loss Ko be Accept karna Chaye jab aap aisa kar kay kam akrty haiin toh aap kay profit kay Chances Zada Hoty hain or aap ko loss ko Accept karny main be Asani Rheti hai iss liy aap ko Kabi be Jaldi Give Up nahi karna Chaye balky best Time ka Wait karna Chaye tab he aap ko Kamyabi mil sakti hai or aap Successful trader ban sakty hain.
                  Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                  • #10 Collapse

                    Re: Never give up

                    ji han bhai jaan aaj aapane bahut hi acchi baat batai hai ki hamen forex buying and selling mein kabhi bhi surrender nahin karna chahie Bal ke apni warfare ko jari rakhna chahie aur har waqt apni mehnat ko jari rakhna chahie tabhi Ham foreign exchange mein kamyabi hasil kar sakenge agar aapko ek bar foreign exchange buying and selling mein nuksan ho jata hai aur aap apne conflict ko give up kar dete Hain to aapki foreign exchange in step with kam karne ka koi fayda nahin hai bol ke agar aapko ek bar forex se nuksan ho jata hai to aapko apne nuksan se learn karna chahie aur apni errors ko choose karke dobara unko report peeth nahin karna chahie aur apni errors se examine karna chahie tabhi aap foreign exchange trading mein kamyabi hasil karke expert trader Ban sakte hain aur foreign exchange mein kamyab businessman Ban sakte hain lekin iske liye jaruri hai ki aap apne nuksan ko bardasht kar sakte hain kyunki foreign exchange buying and selling 1 unstable commercial enterprise hai ismein nuksan bhi hota hai aur income bhi agar aap earnings ko bardasht kar sakte hain aur nuksan ko bardasht nahin kar sakte to aap kabhi bhi foreign exchange mein kamyabi hasil nahin kar sakte.forex mein hamesha vah log kamyab hote Hain Jo nuksan ko bardasht karne ki potential rakhte Hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Never give up

                      Assalamu alaikum ji aapane bahut achcha sawal Kiya hai Ham achcha reward use per Katha sar kar sakte hain Ham punch jyada se jyada mehnat karte Hain hit Ham jyada se jyada mehnat karte Hain to ja Rahe hamara reward bhi achcha aaega hit Ham mehnat bhi nahin karenge to hamara reward kaise achcha aaega kyunki duniya mein Jo kaam bhi kiya jaaye uske liye mehnat ka hona bahut jyada jaruri hota hai jiska mein mehnat nahin ki jaati vah kam kabhi bhi kamyab nahin hota isliye jaruri hai ki Ham Jo kam bhi Karen usko principle se Karen kyunki mehnat karne wala insan hamesha kamyab hota hai aur primary na karne wala insan hamesha na kam hota hai isliye jaruri hai ki Ham Jo kam bhi Karen usko mehnat se Karen iske alava poke Ham jitni jyada mehnat karenge to itna yah mein fayda hoga is kam hai mera karte hain usmein kamyab ho jaate Hain uske alava jiska mein mehnat nahin karte hain usmein na kam ho jaate Hain isliye jaruri hai ki Ham Jo kam Karen usko mehnat se Karen ki mehnat karne wala insan hamesha kamyab hota hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Never give up

                        Hi everyone 🤠☺️.....
                        Give up kr deny waly kbi agy n barh skty balky wo log agy barhty hn ho log apne jazby buland rakhty hn himat no haarty balky ubhar kr samne aty hn or agli br or zda mehnat krty hn.....
                        Agr ham kamyab hona chahty hn to thori thori loss ya phr kisi waja sy kam krna na choren balky mehnat jari rakhen Allah tala zrur ajr den gy.
                        "ALLAH TALA KBI KISI KI MEHNAT ZAYA NI KRTY."
                        Hamen give up ni krna chahye agr hamen loss ata h or ham usi wqt kam chor dety hn to hmra career kbi b agy n barh pay ga...
                        Agr ham kuch achieve krna chahty hn to hamen apne jazby buland rakhne chahyen.
                        Shukrya ❤️
                        • #13 Collapse

                          Re: Never give up

                          Forex Mein Kabhi Bhi aapki Kismat Badal sakti hai kabhi Himmat na Haren Forex aik aisa business hy jis me agar ap kamyaabi hasil krna chahty hyn tou apko daily forex me kaam krna parrhy ga tab hi ap acha experience hasil kr saken gy nai tou ap achy trader nai ban saken gy apko chaye k ap pakistan forum k sath touch rahy yahan se acha knowledge hasil kr k trading me acha profit kamayen real trading se pehly hamesha demo account ka istemaal kiya kren taa k ap ki practice achi ho jaey or apka experience b barrhta rahy trading me hamesha small lot lagaen slow slow profit bana k move krty jaeyn taa k ap ziada loss se bachy rahyn yehi kamyabi ka acha treeka hy stop loss or take profit ka istemal zroor kiya kren q k kabhi kabhi ham aesi jagah hoty hyn ya itny ziada masroof hoty hyn k hun net nai on kr sakty or market ka jaieza nai ly sakty aisi soort me stoploss or take profit bohat zroori hota hy is se hamara account safe rehta hy agar aap Himmat haarna Shuru kar denge to aap ko losa hona shuru ho jayega
                          • #14 Collapse

                            Re: Never give up

                            Exactly dear forex members hamyn chahye k kesi bhe situation ho hamyn give up kbhi nhi krna chahye or apni nakamion se haar kr kaam krna nhi chorna chahye blky or zyada mehnat krny or focus krna chahye or khud ko sahi krty huy apny targets ko achieve krna chahye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Never give up

                              Dear all forex members umeed hai ap sub khariyat say hon gay je bilkul agar hum kamyab hona chahtay hain to hamain is per mehnat Karna chahiyay aur Hamain ziyada say ziyada experience Karna chahiyay aur hamain ziyada say ziyada focus Karna chahiyay aur Hamain lalach NAhin karne chahiyay aur Hamain earning hasil karne chahiyay aur we should never give up

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X