minimum profit hamain sabar ka lesson daita hay..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    minimum profit hamain sabar ka lesson daita hay..
    dear forex market kis hisaab say huge market hay aur business hay is main gar ham aik dam say ziada kuch hasil karnay ka sochtay hain to hamaray liye is main say acha earn karna bahut ziada mushkil bhi hay aur ham is amrket main kabhi bhi succes hasil nai ho skaty hay jis k liye agar ham minimum pay sabr say kaam kartay hain to ham makreet say ziada hsil bhi kar skatay hain aur hamesha k liye hasil karnay ka learn bhi kar skatay hain aur agar ham is markeet main laalch say kaam kartay hain aur agar ham is main ziada ka hasool rakhtay hwuay jald bazi say kaam kartay hain to hamaray liye is makreet ko smajhna bhi mushkil hay aur hmaray liye is markeet main say acha hasil karna bhi muhkil hay jisk liye zarui hay k ham is markeet main kam say kamk liye koshish kartay rahain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: minimum profit hamain sabar ka lesson daita hay..

    kuchh nagin karne se kuchh gain karna hi best hai tu Is tarah Agar hamen thoda thoda profit bhi gain Ho Raha hai To hamen Lal me to aap per usko order ko close kar dena chahie aur hamen sabar karna chahie phr hamen last prophet bhi Kane Hoga tu Is tarah jaldbazi karke hamen khod ke vah chhote Jo profit hai usko bhi khatm nahin kar dena chahie to Is tarah hamare liye yah chijen acchi proove hogi
    • #3 Collapse

      Re: minimum profit hamain sabar ka lesson daita hay..

      G han dear ap ny sai kha hy hamara profit ham ko sabar deta hy jab ham is me aona profit nikalty hy to ham ko is me sbara st kam karnaa parta ht pher gam ko acha profit hota hy
      • #4 Collapse

        Re: minimum profit hamain sabar ka lesson daita hay..

        Forex trading me agar hum minimum profit aur sabar se kaam lengay to aik din hamen ye bare margin ki profit tak le k jayega. Forex Trading me hamen chaheye k sabar se kaam len. Kabhi bhi jaldi na karen aur na ye dekhen k jo trade me ne lagaye hai wo mere analysis k opposite q ja rahi hai. Forex trading sabar karne walo k leye aik behtareen zarya amdan hai. Q k jitna hum sabar sakon se trading karte hen otna hi is hamare leye acha profit bota hai. Forex trading me trade lagate bhi sabar wa tahamul se kaam lena chaheye na k jaldi karen is se hum aksar ghalat trade laga bethte hen aur pher is ka kafi bara nuqsan utha lete hen. Pehle hamen maerket ko achi tarah se janch kar aur pur sakon ho kar trade karna chaheye. Is se inshallah hamen kamyabi zaroor mele gi. minimum profit hamain sabar ka lesson daita hay.
        • #5 Collapse

          Re: minimum profit hamain sabar ka lesson daita hay..

          forex main trading kerty hoay jitna bhi humain kum profit hio usy khoshi se qabool ker laina chahiay jitna ho saky humain loss se safe rahny ki koshish kerni chahiay is se humain forex main kamiybai mil sakti hay ager hum ziada profit k lalach kerty hain tu is se humara acount bhi wash ho sakta hay humain soch samjh ker trading kerny se hi faida hota hay.
          • #6 Collapse

            Re: minimum profit hamain sabar ka lesson daita hay..

            اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
            dear forex market kis hisaab say huge market hay aur business hay is main gar ham aik dam say ziada kuch hasil karnay ka sochtay hain to hamaray liye is main say acha earn karna bahut ziada mushkil bhi hay aur ham is amrket main kabhi bhi succes hasil nai ho skaty hay jis k liye agar ham minimum pay sabr say kaam kartay hain to ham makreet say ziada hsil bhi kar skatay hain aur hamesha k liye hasil karnay ka learn bhi kar skatay hain aur agar ham is markeet main laalch say kaam kartay hain aur agar ham is main ziada ka hasool rakhtay hwuay jald bazi say kaam kartay hain to hamaray liye is makreet ko smajhna bhi mushkil hay aur hmaray liye is markeet main say acha hasil karna bhi muhkil hay jisk liye zarui hay k ham is markeet main kam say kamk liye koshish kartay rahain.
            Agar Hamen minimum profit Hasil Hota Hai To Hamen jaaiye ki Ham Sabar se kam le Kyunki Agar Ham Sabar Se Kam Nahin Lenge To Hamen losse ka Samna karna padega isliye koshish Kiya Karenge kam profit Mein hi Shukar Ada Kiya Karen
            • #7 Collapse

              Re: minimum profit hamain sabar ka lesson daita hay..

              Yes bhai I agree with you,
              Jaisa ki aapko pata hai ki Hamen Har chij EK Shabd Deti Hai Is Tarah Hamen minimum profit aur jab Hamen loss hota hai To Hamen Ek Subah Hasil Hota Hai Kabhi lalach nahin karna aur Hamesha Thodi profit per hi Jodi Ne hai agar aap Jyada lalach Karenge to aap kabhi bhi kam Yad Nahin Honge aur aapka Sara account was Ho Jaega To Ab Ke Liye Achcha yahi hai ki Hamesha minimum profit per focus Karen
               
              • #8 Collapse

                Re: minimum profit hamain sabar ka lesson daita hay..

                Forex market me agar ham minimum/small profit be baghir loss key earn karty hey to ye be hamari kamyabi hi hoti hay es profit ko earn karny me agar time be lagta hay to 1 tarha se hamy es ka faida ye hota hay key ye hamy sabar aur tahamul key sath trading karny ka lesson deta hay, best entry place karny key ley zaror wait karna chaye aur profit earn karny ka be intezar karna chaye.
                • #9 Collapse

                  Re: minimum profit hamain sabar ka lesson daita hay..

                  G haan agar aap ka acount small hay to aap ko minimum profit par sabr karna chahay aur jab aap ka acount bady amount ta puhnch jay tab ja kar kaam main ziyada profit ko tarjhi dain
                  • #10 Collapse

                    Re: minimum profit hamain sabar ka lesson daita hay..

                    Yes dear ap na bohat he achi bath share ke hai .
                    Dear minimum profit hamy sabar ka darse data hai .
                    Dear forex trading main achi planning ja sath Kam karna hota hai .
                    Dear agr hamy Kam profit ho raha hai pher be achi bath hai dear forex trading main Ham us waqat kamyab ho sakty Hain jab hamara knowledge gain ho ga .
                    Dear ye bohat he acha system hai is main Ham regular kam Kar sakty Hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: minimum profit hamain sabar ka lesson daita hay..

                      Ji han bilkul theek hai ke Kacche dhaaga ke mahine Mein Hota ki aur Jyada Se Jyada profit Ho agar aap iska Mein Apne Hi kam hai to aap ko Manaya Jaate Hain To uske liye Hamen Sabar ke sath Nahin ke sath kam karna chahie Tha Ke Main Jyada Se Jyada profit ho sake Ek Achcha Tejaji Katha Chahta Hai Ki Vo trade Mai ngamjaroi aur successful trader ke Agar more successful trader Banna Chahte Hain To uske liye unhen Nahin Demat account per practis karne chahie Taki wali account per Apne ka ko Bharat ke Raksha ke aur Hamesha Ek Chauk aur Man ke sath Hona chahie Soch samajhkar ameritrade Lagani chahie Agar awesome ji ka trailer Jaenge tab Yad ko Jyada jyada fayda ho sakta hai isliye Hamen chahie ke Hamen Apne Hi Kam Ko Bhi To Main ke liye Hamen successful hokar kam karna chahie bahut Shukriya
                      • #12 Collapse

                        Re: minimum profit hamain sabar ka lesson daita hay..

                        Asslam o alikum umeed ha k ap thk hon gy or apna kaam achy sy kr rhy hon gy forex ma hmay jaldbazi sy kaam nhi lena chahiay q k agr ham jaldbazi sy kaam ly gy to hmay noksan ho skta ha forex ma bonus hmy hmari mehnt py milta ha jitni zyada ham mehnt kry gy otna cha ham bonus hasil kr skty han kam bonus milny ki sorat ma hmay sbr sy kaam lena chhaiy or zyada mehnt krni chahiay ta k acha profit hasil ho sky.
                        • #13 Collapse

                          Re: minimum profit hamain sabar ka lesson daita hay..

                          Assalamu Alaikum their friends ji han bilkul Hamen minimum profit Sabari data Kyon Ka Jab Hamen loss hota hai To Hamen Sabar se kam Lena chahie aur Pahle Se Jyada mehnat Karke Apna loss recover karna chahiye jisse main bahut hi Achcha Prophet Hasil Hoga aur ham ham Kamyab Honge
                          • #14 Collapse

                            Re: minimum profit hamain sabar ka lesson daita hay..

                            Mashallah Apne bahut acchi baat kahi hai hai ki Har chij Hamen Ek Sabak deti hai aur jab Milana prapt ko Dra karte hain to vah bhi Hamen Ek Sabak deta hai uska naam hai Sabar Sabar se kam Le aur Thoda Thoda profit kamaen jawab Thoda Thoda kam Aate Hain To aapko experience hota hai ki Ham Jyada bhi Kama sakte hain to Jab aapke pass Bada Kaun Jayega To aap beshak Badi lot size Rakhna aur bahut Achcha profit Kamana per pahle Thoda Thoda Kama ke FIR Bada kam Aana yah sabse bada kaam hota hai aur ISI vajah se bahut se log Forex trading Mein Kamyab Hote ja rahe hain
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: minimum profit hamain sabar ka lesson daita hay..

                              dear forex market kis hisaab say huge market hay aur business hay is main gar ham aik dam say ziada kuch hasil karnay ka sochtay hain to hamaray liye is main say acha earn karna bahut ziada mushkil bhi hay aur ham is amrket main kabhi bhi succes hasil nai ho skaty hay jis k liye agar ham minimum pay sabr say kaam kartay hain to ham makreet say ziada hsil bhi kar skatay hain aur hamesha k liye hasil karnay ka learn bhi kar skatay hain aur agar ham is markeet main laalch say kaam kartay hain aur agar ham is main ziada ka hasool rakhtay hwuay jald bazi say kaam kartay hain to hamaray liye is makreet ko smajhna bhi mushkil hay aur hmaray liye is markeet main say acha hasil karna bhi muhkil hay jisk liye zarui hay k ham is markeet main kam say kamk liye koshish kartay rahain.


                              اب آن لائن

                              Working...
                              X