Dear Forex member Ham sab jante Hain Keh jab Ham market ki movement ko technically analyse kar rahe hote Hain to Ham different indicators ka use karte hain. Indicators RSI indicators ya SAR indicators bhi ho sakte hain. Aaj main aapko SAR indicators ke bare mein complete maloomat dunga.
SAR general meaning:
Dear Forex member yahan S ka matlab stop A ka matlab and aur R ka matlab reverse hota hai.
Iska matlab yah hai Ki is indicators ko Ham stop aur reverse indicators ke naam se bhi jaanty Hain. Jaisa ke is indicators ke naam se zehar hai ke yah stop aur reverse indicators hai. Iska matlab yah hua ke yah hai indicator hamen kisi bhi candle ke khatm hone ke bare mein batata hai. Java Ham base indicators ko apne trading platform per apply karte hain to job indicators najar aata hai to iska matlab yah hota hai ke ab Jo candle maujud hai uska ka khatm hone ka waqt hai aur ab market apna trend tabdeel karegi aur agar market up ja rahi hai to market ab down jayegi aur agar down ja rahi hai to up jayegi. Is tarah Ham is indicators ko apni trade per apply karke market ke trend ke bare mein jaan sakte hain aur apni trade market ke trend ke mutabik open karke daily basis per apni trade se acchi earning karke financially stable ho sakte hain.
isiliye agar Forex trading mein kamyabi hasil karni hai to aapko is indicators ke bare mein lajmi Janna chahie aur meri is post ko aap read karke is indicators ke bare mein bahut si maloomat hasil kar sakte hain aur apni trading skills ko improve kar sakte hain aur apni trade se a acchi earning kar sakte hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим