Sabar insan ko lalach se door rakhta hai..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Sabar insan ko lalach se door rakhta hai..

    Byshak apny bilkl Theek kaha hai Forex market ko Trade karty waqt jab tak aap Sabvar say kam nahi lain gay aap ko kabi be profit gain nahi ho sakta hai ku kay Profit ho ya loss ho aap ko market mina Sabar or Patience he Kamyab karwa Sakti hai ku kay Aisa karny say aap ka profit kay Chances Zada Hoty hain or loss kay Chances kam hoty hain iss liy aap ko market main Sabar say lazmi kam akrna Chaye tabi ap ko Kamyabi hasil ho sakti hai lekin jab aap aisa nahi akrty hain or fast profit gain karny kay Chake main lagy rhty hain toh kamyabi kay Chances kam ho ajty hain or loss kay Chances Zada Ho jaty hain is sliy ap ko Kabi be aisa nahi akrna Chaye or Safe trading karny per Zada Focus karna Chaye.
    Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Sabar insan ko lalach se door rakhta hai..

      g sabar hmyn bht si problems sy door ker dyti hy sabar krny sy hm jld apni manzil ko paa lyty hn .sabar krny sy hmyn apni galti ka bb ahsas hota hy ar wo kaam phr hm kbhi nhi dhoraty sabar insan ko wo aalah maqam dy sakti hy jo kh wo soch bb nhi sakta ..forex mye sb kaam sabar sy ho sakty hn ..agr hmyn loss aa bb jata hy to mayoos na hon balkh Allah ki zaat pr bhrosa kryn ar ziyada sy ziyada sabar kryn ..sabar sy hm jo bb invest krty hn trade lagaty waqat wo ..hm,yn profit ki soorat mye mill sakti hy. lykin agr hm sabar nhi krty to ..hmara koi bb kaam sheeda nhi ho sakta.ar loss pr loss hmyn face krna parta hy
      • #18 Collapse

        Re: Sabar insan ko lalach se door rakhta hai..

        Exactly sabar insan ko kamyabi dilata hai aur lalach sy door rakhata hai, sabar aur lalach ka ek jaga ikhty rehna mumkin hi nah,forex main kaam karny ke liye agar apny apney andar sabar paida krna seekhliya tou is main koi shak nahi aagy kamyabi aapki muqadar hogi.lalach forex trade main ek zehar e qatil ka kaam karta hai.agr insan lalch main akr forex trade krny ki koshsh krngy tou jldi thauk kar chor dengy aur kuch hasil mehsol na hoga.
        • #19 Collapse

          Re: Sabar insan ko lalach se door rakhta hai..

          trading Mein sara kam Sabar ka hai agar aap sab Barse trading Karte Hain To aap ek acche trader Ban Jaenge aur aap is market se a Kafi had Tak fayda hasal kar Sakenge aur agar aap Mein Sabar Nahin Hai to aap yah market aapke liye Nahin Hai
          • #20 Collapse

            Re: Sabar insan ko lalach se door rakhta hai..

            One of the biggest misconceptions that you can have about forex trading is that you can quickly start making a living from it in a relatively short period of time. If you have any hopes of eventually making currency trading your career, you need to disabuse yourself of this belief since it may eventually cause you to become discouraged and give up.
            The truth is, as with any career, you have to start small and then gradually build yourself up. The belief that you can make a big score in currency trading that will enable you to start making a living from it is comparable to the belief that you can simply go to the casino with a strategy and walk away with a big jackpot after having broken the house.
            • #21 Collapse

              Re: Sabar insan ko lalach se door rakhta hai..

              Dear forex trading bhot hi complecated aor risky business hay aor jab hum earning kernay kay liye jald bazi ka muzahira kertay han tu ye business aor bhi risky ban jata hay aor pher humay loss say do chaar huna parta hay tu iska aik hi hal hay kay hum sabar aor tahamal say trading karay aor jald bazi bilkul bhi na karay kiun kay serf sabar hi humay laluch say door rakh sakta hay.
              • #22 Collapse

                Re: Sabar insan ko lalach se door rakhta hai..

                Assalam o Alaikum dear forex members forex forum pr km krty hue zyada se zyada market ko smjhain phr ja k trade lgain tu faida mily ga trade lgaty hue kbhi jaldbazi se km na lain misunderstand kr k koi aisi trade na lgain jis se loss hony k sath account wash ho jy jisy recover krna mushkil hota hy shukriya.
                • #23 Collapse

                  Re: Sabar insan ko lalach se door rakhta hai..

                  Sabar insaan ko lalach say door rhkta hai aap ki baat bilkul theek hai forex main aap sabar say kaam kray gay tu aap ka andar say lalach khtam ho gi tu aap acha Kaam Kar ka kamyabi hasal Kar saktay hai agar aap sabar say kaam nahi kray gay tu aap ko nakaami hoti hai iss Lia aap ko sabar ka sath kaam karna chaiy
                  • #24 Collapse

                    Re: Sabar insan ko lalach se door rakhta hai..

                    Lalach nay hamesha say hi insan ko nuksan may rakha hy aur is say hamesha say hi loss leta aya hy.Forex may lalach say bahot ziada loss uthaye hy users nay jis tarah bari trades laga kay bara loss lay kar. Trades ko chahiye kay sabar say kam lay aur choti trade lay.
                    • #25 Collapse

                      Re: Sabar insan ko lalach se door rakhta hai..

                      dostao ap nay duradt kaha hay kah ap agar loss main sabir kartay ho to allaha tala ap ko is ka ager data hay main ap ko batana chahta hoon kah ap agra lalach say bachnaa chatay ho to sabir say kaam lo ap ko is ka phal malay ga woh is laya kah ap agr lalach say bachna chahtay ho to jo ap ko apne trade sy thora mil jay to is pay sabr kro
                      • #26 Collapse

                        Re: Sabar insan ko lalach se door rakhta hai..

                        G his apne Sahi kaha ha k sabr insan KO laclach se for rakhnta ha q k JB ham sabr krte Han to hame oske badly mian bhot hi Zaida fiada hot ha t ham es main JB tak es main sahi Kam krte Han to ham es main sabr se Kam Len hge to ham es main bhot hi profit earning Mr Kate han qk JB ham es main sahi kankr k es main apni earning KO barhate Han Han to ham es main bhot hi pesa kama k ham es main bhot hi Zaida bnifit hasil jr Kate han.
                        • #27 Collapse

                          Re: Sabar insan ko lalach se door rakhta hai..

                          hamen sabar ke sath kam karna chahie kyunki sabar insan ko lala se dur rakhta hai jo log ke sath Kam nahin karte unhen bahut jyada laws are sakta hai Allah se bachne ke liye jaruri hai kya mein ilaaj nahin karni chahie aur apne kam mein full attention ke sath hardworking karni chahie agar Ham lalach mein aakar kam karenge to hamen bahut jyada lost a sakta hai lo se bachana jaruri hai aur hamen nahin karni chahie apne karm ke upar full focus Dena chahie
                          • #28 Collapse

                            Re: Sabar insan ko lalach se door rakhta hai..

                            Sabar ko ek duniya sabak hasil hai ki ham sabar maqsad ke shahar aur kitna hai yah Ham apne business ko apni mehnat aur lagane se aur sabar ke sath kis makam tak le jaate Hain hamen hua makan aur tarika ka hasil karne ke liye jaruri hai ki hamen jyada se jyada har chij nahin sab aur shakkar se kam karna chahie agar mein nahin hoga aur usse ya kisi bhi jagapathi pan se apne kam hua karenge to hamen uske khatir khana kaise hasil nahin Ho sakenge aur ham apna nuksan apne hathon se cal baithenge isliye yah lajim hai ki ham aur jyada tarike se a istemal Karen aur koshish karen ke Ham Jo kam yah Jo baat bhi Karen vah bahut Ho sunane ka dusron mein hosla ho aur ham yah koshish karen ke sabar aur khoon se apne kam ko anjam denge to hamen uske behtarin Lage haseen honge aur ham usse apne liye aasani paida kar sakenge agar hamare andar sabar nahin hoga to Ham ek acche insan bhi kabhi nahin Ban sakte kyunki forex trading main sabar ko bahut jyada hasil hai trade ke karo bar ko karte waqt Jim baton ka hona bahut jaruri hai usmein sabse makam sabar aur shukar ko hasil hai Ham jis sabar aur imandari se trade ke kam ne trade karenge to hamen uske behtarin se behtarin najayaj hasil hone ki bahut jyada ummid hasil hogi jisse Ham hua makan hasil kar lenge aur vah maksad hasil kar lenge jiske humne khwab dekha hai hamen yah hota hai ki Ham sabar shukar se Kam nahin lete aur jazbati pan se apne kam ko anjam Dene ki koshish karte hain kyunki jazbaat se koi kam achcha hai ki taraf nahin ja sakta jazbaat insan ko hamesha andhere mein lekar chala jata hai aur vah kisi bhi kam ko apne tarike se anjam nahin de pata to sabar shukr ko bahut jyada n hasil hai ke Ham jis tarikh jitne imaandaar karana tarike se jazbati pan se apne kam karenge hamen uske behtarin aur ahlan hasil honge isliye insan ko chahie ke vah sabar aur chatpati se kam na Karen sirf aur sirf sabar ko maloom Hi khatir rakh kar kam karenge to aap uske behtarin Na chahe aaj hasil honge aur aap hamesha track ki Kar sakenge
                            • #29 Collapse

                              Re: Sabar insan ko lalach se door rakhta hai..

                              Jay bilkul Humko Saba all Relaxo ka Apna Kam karna chahie Agar Ham Sab ke sath Apna Kam Karenge To isase Ham Kamyab hote hain to isiliye mehnat ke sath Apna Kam Karen Aur Dil lagakar kamyabi Hasil karne ki koshish karen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Sabar insan ko lalach se door rakhta hai..

                                Assalamu Alaikum!
                                Dear forex members. Ji han bilkul apny bilkul theek kaha ky sabar se insan lalach se dor rahta hain. Jitna zaida knowledge aur experience hoga utna zaida profit hasil kr sakty hain. Wase bi insan lalach se dor rehna chahye taky hamy zaida se zaida profit hasil ho saky. Forex main hum jitni zaida mehnat kry gy hum otna zaida munafa hasil ho ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X