Point Out

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Point Out
    Ham sab ko kabhi kabhi trading main loss zarur hota hay. chahay kam ho ya zayada hamain chahiye k us ko point out kar lain kay iss time kis waja say loss hua hay ta k next bacha jaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g han yeh to mumkin hi nhai k humein kabhin loss na ho yeh to hamesha daily basis par b roz chalta rehta hai kam ziada, to hum ise ignore karne k bijae is par focus karnachahye k yeh aakhir hua q phir us wajah ko point out kar us se bach k neat trades karni chahye hain.
    • #3 Collapse

      g ye baat to hai ke ham ko is business mien loss to zaroor hi hota hai aur wo log is mein kamiyab hote hian jo apne losses ko manage karna jaante hain aur is business mein money management plan ke sath chalte hain.
      • #4 Collapse

        yes dear ap ki baat sahi hamein jb b loss ho point out krna chaiye or loss ki waja ko samjna chaiye q k ap ki mistakes b ap k best teaher sabbit ho sakti hain is liye mistakes se sekhna b buht ahm hai
        • #5 Collapse

          G janab point out hony ky liyay ap ko dhykna chahyay ky ap ok kya haisl hos kta hy ro forex mai ap koe xpuirn3c ebahtreen hasil krna chhayay taky ap ko bahtren kuch hasil ho sky,
          • #6 Collapse

            Yes you are sat the right that we are face the loss and profit. If we are work the market regular and we are earn the money regular.
            • #7 Collapse

              gee bhai hmein apne trading mein jo mistakes krte hien aur jin wajohat ke waja se hmein loss hota he un ko point out krna he aur apne trading mein sahih mhnt krne he aur apne trading mein mistakes na krne hein phr success hote he
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Hamain loss ko ignore nahi krna chaheye aur jin mistakes ki waja sey loss hota hy, un ko zaroor control krna chaheye. Agar hum loss ko ignore krain gey ya loss sey ghabra jayen gey to phir is ko kaisey control krain gey. Is leye loss sey ghabraney ki bajaye is ko accept krain, isi ki waja sey aap success tak puhanch saktey hain.

                اب آن لائن

                Working...
                X