Have patience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1441 Collapse

    hamain loss say bachny k liye learning karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur loss ho jay tou hamain is main sabr say hi kam lena ho ga tab hi hum achi trade lga sakty hain so hamain makret main trend ko use kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay ta k achi trade lga sakty hain it is bst job
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1442 Collapse

      koi bi kam hai is main sabr say kam lena ho ga tab hi hum sucess ho sakty hain aur is forex main hum sab kam kar skaty hain so hamain is k bary main practice karni ho gi tab hi hum real main achi trade lga sakty hain aur markt main knowldge hasil kar sakty hain it is best job for all
      • #1443 Collapse

        is main hard work kar k hi trade karni ho gi aur hamain is main kam karny k liye learning karni ho gi tab hi hum run karein gay aur is main sabr say kam lena ho ga tab hi hum achi trade karein gay tab hi hum run karein gay aur ahmain is forex main knowldge hasil karein gay
        • #1444 Collapse

          is forex main hard work kar k hi hum achi trade kar k hi hum sucess ho sakty hain aur sabr say trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur is forex main jitna sabr karein gay tab hi hum is forex main profit hasil karein gay tab hi hum run karein gay aur is forex main profit hasil karein gay
          • #1445 Collapse

            jis trader man patience nae hota oc k liye earning buhut mukhkil hoti ha forex k business man. ic liye her trader ku cahye k wu patience say kaam lay or thori sa profit bhi accept kery or loss ku avoid kery.
            • #1446 Collapse

              is main sabr say hi hum achi trade kar skaty hain aur hamain is k rules ko follow kar k hi hum achi trade lga skaty hain aur is forex main rules ko follow karein gay tab hamain faida ho saky ga aur hamain is k bary main sabr say kam lena ho ga ta k earning ho saky gi
              • #1447 Collapse

                Forex trading me success hasil kerne k liey achi knowledge k sath patience ka hona bhi bohat zarori hai. Baz auqat trade ziada lambi ho jati hai aur market slow hone ki waja se ziada time bhi lag sakta hai lehaza patience hona bohat zarori hai. Ziada jald bazi nuqsan de hoti hai lehaza is se bachna chahiey.
                • #1448 Collapse

                  hamain sabr say kam karna ho ga tab hi hum real main sucess ho sakty hain aur hamain market main rules ko follow karna ho ga tab hi hum real main achi trade lga sakty hain aur hamain market main knowldge k begair hum kuch hasil nai kar skaty hain it is best job for all
                  • #1449 Collapse

                    sabr say kam lena ho ga tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain rules ko follow kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain is main enter hony say pahly is k bary main learning karni ho gi ta k hamain kamyabi hasil ho saky gi it is best job for all the people
                    • #1450 Collapse

                      Ji bilkul bht achi baat kahi hy ye business hi patience k sath kerne wala hy jin logon main sabar ni wo kabhi bhi is business main kamyab ni ho saktay is lie trading kertay huay apne andar sabar or bardasht rakhain aik din app zaroor kamyab hon gay
                      • #1451 Collapse

                        forex mai patience ke bohat ahmeyat hain hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or amrekt ky up down ko dahkty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or ache earning hasial kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy yai aik international business hain
                        • #1452 Collapse

                          Asslam o alaikum dear forex aik boht hi Acha online business h bhai g main ap ki bt se bilkul sehmat hn k hmen forex me boht zyada patience ki zrort hoti h q k sbr krna boht achi bt h hm jitna sbr kre ge utna hi zyada profit ho ga hmen
                          • #1453 Collapse

                            Yes every trader should have patience to follow his own rules according to his trading strategy. Jesay koe trader wait kiye bina kay us ki strategy kay mutabiq exit honay ka time hay ya nahi exit ho jata hay 100 ka profit lay ker. aur kuch der bad dekhta hay kay wohi trade ager close na kerta to wo 300 ka profit deti. is trah ki patience boht zarori hay.
                            • #1454 Collapse

                              Re: Have patience

                              forex mai patience kke bohat ahmeyat hain hamy jab loss hota hain to hay saber karna chahey or patience ky sat kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy forex mai hum investment kar ky be acah profit hasial kar sakty hain lakin is mai kam karny ky liye hamara knowledge or experience be acha hona chahey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1455 Collapse

                                Re: Have patience

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                                Forex trade join kerne k bad apne aap main patience or calmness le k ana chahiye zaruri nahi k aap raton raat ameer ban jayen so kuch time de ker apne kaam per concentrate kerte rahin kuch arse bad aap ko success mil hi jaye gi.
                                Forex me kamyab hony k liye kafi chezon ki need hai jin me se ak hai sabr ka hona hum me se aksar log besabry hoty han wo dekthy nai market kahan ja rhi hai bass wo chahty hain k wo trade lagayen har sorat so esa karny se sirf loss hota hai or kuch nai trade krny se phly achi tarhan study karen market chart ko us k bad kren trade.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X