Have patience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #976 Collapse

    Patient is an important factor that determine the success of any forex trader because there are many false move or signals in the forex market and so it takes patient to wait for the right time to trade and the right time to exit the market at any given point in time
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #977 Collapse

      Gi bilkul aap nay thik kaha hay jab forex ko join kar liya hay to ab zaroorat hay sabar ki, aap is main raton rat ameer nai ban saktay aur na hi aisi koshish karna chahye, lekin kam kartay rahin aur pratice jari rakhain aap ko aik achi kamyabi zaroor milay gi,
      • #978 Collapse

        g haan g forex aik business hai iss business myn hum jitna sabar karein gy hamrey liyee utna he acha hai iss trh hum jaldi kaam sekh saktey hein oor loss honeey per bhe khud ko easily cover kar saktey hein ...
         
        • #979 Collapse

          Agar ik trader kay pass patience ho ga to phir he wo iss field main survive kar sakta hai or earning lay sakta hai.patience kay begair hum trading main apni jaga nahin bana sakty hain or achi earning nahin kar sakty.
          • #980 Collapse

            G han app ne sahi kaha ha hmen is business me sbr se kam karna chahe kyun k ye aik asa business ha jis me hmen achi earning hmeshah tb hi hoti ha jb hm is business me mehnat se kam karty hain or sbr se kam karty hain is business me
            • #981 Collapse

              app ne theek kaha is min jitni mehnat kare gaa itni kamyab melee ga is lie hm koo es min khib mehnat karni chye ta km kamyab hoo jaye yaa achaa kam haa i likee it sooo mcbh mere bhai
              • #982 Collapse

                Mainy aaj r abhi join kiya h koi mujhe btye ga k
                kase kam krty hein kya kam hoota h trading krty kase hein ?? Plz help me
                • #983 Collapse

                  g bilkul forex trading main patience ki bht importent hai .. kion ky patience hi wo chez hai jis ki waja sy hum apny uper kabu rakh sakty hain..kion ky forex trading main start start main bht si easr stages ati hain jin main hamara apny par control rakhna bht mushkil ho jata hai so agar hamain aik acha trader banan hai to hamain apny par kabu rakh kar har mushkil ka samna karna ho ga.......
                  • #984 Collapse

                    g bilkul thek kaha ap ne forex trading ma kamyab hone k lie sabar hona bht zrori hy q k ye bhi ek business hy koi lotry nahi hy jis se hum rato raat ameer ho jae ge
                     
                    • #985 Collapse

                      Agar ap ko pakistan forex forum trading my zada patience nahi hy to ap acha skill low taky ap achi trading kar skto ya bhot acha hy ap ky leya
                      • #986 Collapse

                        G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me hmen sbr se kam karna chahye kyun k agr hm is business me sbr se kam karty hain tu hm is business se kafi achi earning kar skaty hain isi liye hmen chahye k hm is business me sbr se kam karen
                        • #987 Collapse

                          Foreign exchange is really a enterprise connected with cool individual who remain calm and do not panic. if you are so you'll be able to sign up for this specific industry and may turn into a beneficial speculator as well however if you are panic then you are not beneficial speculator and generate some really good dollars as well. with regard to accomplishment inside forex trading their requires occasion together with endurance.
                          • #988 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                            Forex trade join kerne k bad apne aap main patience or calmness le k ana chahiye zaruri nahi k aap raton raat ameer ban jayen so kuch time de ker apne kaam per concentrate kerte rahin kuch arse bad aap ko success mil hi jaye gi.
                            g han hamay hamr waqt patience se kaaam lena chiea lakin loss k waqt ap ko phurti deekhani chiea agar ap forex ko proper tor per seekhna chahty hain to ksi teacher ke madad zaroor lain
                            • #989 Collapse

                              patience se muraad sabr o tahammul hain. agar aap main se kisi bandy ka trade minus main chala jata hay to usay chahye kay jald bazi main opposite trades na lagaye bal kay retracement kay lye wait kary.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #990 Collapse

                                Yeah you absolutely right about this thread we should be in patience agr hum asa soochien k hum ek he din main ameer bn jayn asa impossible hai mehnt krty raho ek na ek din ap zarur ameer bnaogy,., mehnt main azmt hai,, as we know..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X