Have patience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #661 Collapse

    forex me earning karne ke lie hamko boht ziyada time lag jata he tab ja kar ham achi earning karne lagte hen is lie hamko forex ko join karte hi apne emotions par qabo rakhna ho ga or trade karte hue pateience se kam lena ho ga kiu ke isme hamko long time ke bad saamj aati he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #662 Collapse

      g han bilkul bahi ap ne thek kha kaha humen is forum ko join kar k is me laalach se kaam nhi lena chahiye or na hi jaldbazi se kaam lena chahiye balke humen sasbro tahamul k sath kaam karna chahiye kun k agar hum mehnat se or hoosle se kaam karen ge to success ful hon ge is liye humen trading karte waqt saabar se kaam lena chahiye
      • #663 Collapse

        Dear, forex k buisness mein hamare liye patience k sath kam karna bohat zyada zarori ha aur ham jab patience k sath kam karen gay to phir humen ek achi kamyabi hasel ho skae gi
        • #664 Collapse

          ye trading kerne k lie hmary pas patience hona bht zruri he , hmein itni jeldi emeer hone k bary mein nai sochna chahie blky hard work kerna chahie or agar hmein loss ho b jay to b sber se kam lena chahie or apne work pe concentrate kerna chahie.
          • #665 Collapse

            Patience is a key to gain success in Forex trading sector by making patience trader act genuine arrangement and wonderful strategy and earn beatific acquire by doing eminent trading it is a money making and moneymaking and legal online trading business for everyone.
            • #666 Collapse

              g haan mere bhai jaan humein forex tarding busienss mein ziyada ter humein apnii tarde ko patience k saath hi kernii chahiye tah k hum achi tarde ko ker sakein.
              • #667 Collapse

                yes sir trade krte waqt ap ko bhot mistakes ho jati hain jis se ap ko aur bhi practise ki zarorat ha aur ap practise kr ke bhot achi earning kr skte ho is lye forex me ap earning krne ke lye demo se achi se practise krni ho gi aur bhot kuch profit bhi lena ho ga
                • #668 Collapse

                  Patience, practice, controlloing on Emotions, Skills, Educations, Knowldge or is ke elawa aap ki wisdom.... ye sab wo cheezne hen jo ke ksi bi tarder k lye zaroori hen.. koi bi trader agar wo froe xme kamyabi hasil karna chaye to usay chaye ke wo apani skills ko barahye or apnay analysis par zor day.
                  • #669 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: riazahmad
                    ha dear belkul sahi kaha he ap nay, ek bar mujey big loss howa ta, wo b patience ki waja sey, lekn os ka ek faida ye howa he mujey k ayenda ap nay ap ko jaldbazi se rooko nga dosro ko be warn kro naga k jo be kaam krongay, sabr ka muzahr zaror krna.
                    forex tardign main agar ap kamyb hona chete ho to ap ko iss mainsabar se kam ekrna ho ga tehn hi ap iss business main achi earning ekr sakoo g eorr kamyb bi ho jao g eiss lye rpoepr elarning hi ap ko iss business main kamybi de sakti hi
                    • #670 Collapse

                      to trade in forex suuccessfuly we would have to be patient in forex trading. when we are trading in market then we should wait a goood time of market. and we should study the alll piars that which's movement is suitable for us and start trading if good
                      • #671 Collapse

                        Forex business bhut acha han hamen forex men aik experience or knowledge hota hn keu ky forex men knowledge ho to or experience bhe ho to ham apni life bna skty han g han business men to experience hona zaroori han or hamen knowledge ka hona bhe zaroori han
                        • #672 Collapse

                          sab se pehle apke pass jo trading se related knowledge hota hai usy use karte huye demo account men trading karen or experience gain karen phir real account men trading karen or apni efficiencies se kam karen or phir patience se kam len apko profit zror mily ga qk ye apki mehnat ka reward hai.
                          • #673 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: panda
                            mery khiyal may forex trading may jitna ham sabar sy kam karty hay utna hi zada faida ham ko hota hay or jo log is may jald bazi kartay hay vo log kabi faida may nhi jatey hay or forex trading mey lalchi logoun k liya koe ji gah
                            bhai muj ko patience kay bare bhi koi idea nahi ho is leye kay muj ko forex join karey hovey 10 to 15 days hovey hai aur me abhi demo account use kar raha hu as a learning kay leye
                            • #674 Collapse

                              agar aapko forex me success pana hai to aapko bahuthu patience rakhana padta hai kyuki agar aap koi jaldbazi karte hai to aapko bahut loss ka bhi samana karna padata hai to aap kaabhi koi jaldbazi to kabhi na kare aur aapko sabhi baato ka bahut hu khayal rakhanapataa hai jisse aap bahut hu success pa sakta hai fore xme
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #675 Collapse

                                ager ap ye ocho gy k forex say app raton rat ameer ho jao gy to ye jhoth hy app raton rat gareeb b ho sakte ho so forex ko apni knolg say estemal keo to loss nai ho

                                اب آن لائن

                                avatar Azaad
                                avatar Azaaad
                                avatar Soooo
                                Working...
                                X