Have patience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #631 Collapse

    forex may is tarah ki bokhalahat ko door rakna chahiye kun ka forex aik aisa site busniss hain jis may lose aur profit dono hota hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #632 Collapse

      hum jb trade kr rahy hoty hain tb hum ko emotions ghair lety hain or greed b ajati hai is time hum ko patience k sath kaam krna chahiya kiu k agr is time hum patience na kry to hum sara profit loss main gawa sakty hain
       
      • #633 Collapse

        yes i m agreed with you if you have enough knowledge about the forex trading market and have enough experience about the forex trading market then you can make a lot of money from the forex trading market and can change your life style.. and live long
        • #634 Collapse

          if you want to be successful in foex trader then there few thing which you should apply sticky worked with patience and practice on demo aocunt

          and work hard and with full confidences
          • #635 Collapse

            bhi forex aik ass business hay jis sabar our tahamal mazji say kam lena partha hay agar app as may jald bazi ya phir gusay say kam lah gay tu app ko loss ho jay ga as lia forex trading may sabar say kam lay tak app ko profit zayda say zayda how
            • #636 Collapse

              salam to my all dear friends if you are so again you can acompany this acreage and can become a aceptable banker as able-bodied but if you are agitation again you cannot be aceptable
              • #637 Collapse

                je forex mein kaam kartay waqt aik baat yaad rakhay es mein sabar se kaam karay ap k liye better ho ga trade karna es mein agar without partice kaam karay gae ap ku loose ho ga thankful for question
                 
                • #638 Collapse

                  g ha dear main ap ke baat se agre karta hoin hamain koi bhe kaam main jald bazi nai karni chaye balky sai time ka wait karna chaye and market ko sakh kar is main trading karni chaye,,,,patience rakhni chaye and greed and apny emotions par bhe control rakhna chaye.....
                  • #639 Collapse

                    Mairay khial main to forex main koi bhi person aj tak raton rat ameer nahi bna hay blkay greeb zroor bnta daikhay hain wo bhi apnay bay sabray peun ki wja say.forex ko sabar kay sath apni routine main laitay jain to yah ap ko ameer bhi bna day gee laikn ahista ahista.
                    • #640 Collapse

                      ager ap ko acha trader ban hai tu us k liya ap ko saber aur patience sa kaam lana ho ga aur ager acha trader bana hai tu proper plannig krni hogi aur achi income gin krnai hogi
                      • #641 Collapse

                        sir ye to har kam ka shuru ka rule hota k loss ka bi dar hota ha par jitna ap ka kam mein mehnat aur experience barta ha utna ap ko faida milta ha koi bi kam karo to pehlay apnay zehan mein loss ka rakho us k bad profit ka socho
                        • #642 Collapse

                          patience ke sath he kamyabi milti hai forex me aap ko jitna sabar se ho sake chalna chahiye tabhi aap ko is business me kamyabi hasil ho paye gi otherwise bohat mushkil hai
                          • #643 Collapse

                            yes i am agree this kio k jese zindgi mai otaar charho ataa hai har ache kaam ke liye isi tarha bizness mai b ups n down ate hai magar hmai har ache wakt ka intzaar karna ho ga taa k hum kmyaab ban skain
                            • #644 Collapse

                              slow and steady,wins the rase.koi bhi kaam aisa ni jis k baary mie aap ye keh skain k bina struggle or proper tym diye aap us business sy achi earning ker sakain.patience or cool mind log hi acha business ker saty hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #645 Collapse

                                yar hame hamesha sabar se hi kam karna chahie kun ke patience i waja se hamara mind fresh rehta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X