Have patience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    Dear traders maray khayal main is forum say traders ko bonus milta ha.is say trading apney tradig jarey rahtay hain. or agar on ko loss ho jaya to wo trading chor datay hain. or agar on ko profit hasil ho to wo apnay account ko barhatay rahtay hain .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      Hedging se murad woh second trade hoti hai jo hum apni pehlay lagi howi trade k opposite laga daity hai jis se humari equity lock ho jati hai or na us mai koi changes ati hai na he loss zaida hoga na he profit.For example ager trader ney sell ki lot lagai hai 0.01 ki tu trade minus mai chaliu gai tu trader chahta hai mazeed minus mai na jaey tu woh second trade buy ki 0.01 ki laga day ga es se 1st trade ka minus hedging ho janay k bad ruk jaye ga es ko hedging kehty hain.
      • #243 Collapse

        While considering an excessive amount earnings in this dealing we never noticed that greed previously begins to have directly into our bodies.so forex is best with patient and i like this
         
        • #244 Collapse

          Forex trade join kerne k bad apne aap main patience or calmness le k ana chahiye zaruri nahi k aap raton raat ameer ban jayen so kuch time de ker apne kaam per concentrate kerte rahin kuch arse bad aap ko success mil hi jaye gi.
          • #245 Collapse

            ji han sahi kaha aap nay me is haq me ni hu ka student is kam ko apni education ka dirmiyan kry qk is say ap apni study ko sahi tym ni dy sakay gy aur phr apko is cheez say zara bhi fida ni mila ga;)
             
            • #246 Collapse

              business hy or is main bht ziada pair hain hamen jo acha lagta hy or jis ka analysis hm aasani sy kr skty hen us py trading krni chaie, aap ye na deken k ziada log kis pair py trading krty hen, aap jis pair main demo use kr rhy hen or experience hasil kr rhy hen wo aap k lie best hy, I think Gold or Usd k pair bht ziada use hoty hen
              • #247 Collapse

                ain. Ye trading hum apna capital invest kar kay us ki support se kisi bhi currency ko buy ya sell kar kay order lagaty hain or us order ka result profit ya loss me close kar dety hain. Close order has called currency traded.
                • #248 Collapse

                  obot say kaam kar rha hun.robot ko bhi agar hum theek setting say use karty hain to ye useful hai or hum is kay use say bhi earn kar sakty hain.main mostly robot use karta hun or manually bhi kaam
                  • #249 Collapse

                    g han dosto han humein shortc se bachna chahea chahaye koi bhi shaks is dunya mein raato raato ameer nhi ban skta wo tabhi ameer banta hai jab os ne sakht mehnt ki hoti hai.
                    • #250 Collapse

                      practice forex main bohat hi important cheez hai. hum forex main demo account main jitni practice karein gay utna hi humein forex ki different situations ke baray main pata chalay ga. practice se hamari trading skills bohat develop hoti hain. bohat se log demo account ko waste of time samajhtay hain lakin asal main yeh hamaray liye bohat important hai.
                      • #251 Collapse

                        Yes bro forex ma paitence ki bohat value ha 1 bar apko tp or sl laga kar araam se wait karna chaye beshak market tp k pass ho or hit na kar rahi ho phir bhe ap close na kare or wait kare
                        • #252 Collapse

                          sabar har kaam mein bohat zaroori hai humhy sabar sey kaam leyna chahiyeh aur professional life mein to bohat zaroori hai sabar karnaa jaldbazi k faisley bohat nuqsan dete hain
                             
                          • #253 Collapse

                            forex k buisness main hamary liye ye aek bohat he zarori bat hai k ham sabar aur tahamal k sath kam karan to is tara sy ham kamyab ho saken gay is buisness main aur aek achi earning kar sakan gay is liye sabar k sath kam karna bohat zaruri hai
                            • #254 Collapse

                              you should have pateints agar apko forex online buisness me kabhi bhi koi loss hota ha toh apko sabar se kam lena chyea sochna chyea k apne is loss ko hum kese overcome kar sakte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                g bilkul forex trading mnn patience ka eham roll ha agr new comers ki trh hr waqt market mn in rehen or raaton raat ameer banney k khwaan dekhty rhen to koi faida nhi jb tk market ki sahih stragety aap ko samjh nhi ati is k ly hr surat patience ki zarorat ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X