technical analysis ko avoid na kia karen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    technical analysis ko avoid na kia karen
    Agar technical indicators se ya technical strategies key base par trading signals hamy milty hey to en ko kabi be hamy avoid karny ki koshish nahi karni chaye esi tarha agar economic news se be koi idea ya per signal hamy milta hay to es ko nazar andaz karny ki be hamy koshish nahi karni chaye agar ham es ko avoid kia karen gey to ham apna hi nuqsan kar rahy hoty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: technical analysis ko avoid na kia karen

    Teachnical analysis ko avoid nahi Kiya kray aap ki baat bilkul theek hai forex main aap ko àchi trading karni hai tu aap teachnical analysis Kar ka trading kray gay tu aap achi trading Kar Kay acha profit hasal Kar saktay. hai agar aap teachnical analysis nahi kray gay tu aap ko nakaami ho sakti hai iss Lia aap ko teachnical analysis ko avoid nahi karna chaiy
    • #3 Collapse

      Re: technical analysis ko avoid na kia karen

      Yes you are right Hamen Kabhi bhi technical analysis ko avoid nahin karna chahie technical indicator se Hamen market Mein Signal Milte rehte hain aur yah signal Hamare liye bahut jyada important hote hain isliye Hamen kabhi bhi technical analysis ko avoid nahin karna chahie Jo trider trading technical analysis ko avoid Karte Hain Kabhi Bhi market Mein acchi success Hasil Nahin Hoti Agar Ham technical analysis Karke market Mein trading Karenge To Hamen apni trading Mein Achcha result Hasil ho sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: technical analysis ko avoid na kia karen

        Market ki direction ko jan kar agar trade karni hay to hamen chaye kay har kisam kay analysis ko mind men rakh kar trade karen jab he ham market ki direction ko jan saken gay aor kamyab trade usi time hoti hay jab ham aismen market ki direction ko jan lety hen aor hamen kuch he time men acha khasa munafa aa jata hay to aislye sabar say trade karnay say he ham kamyab hon gay na kay jaldi men trade karnay say kamyabi ho ge so hamen apna kam khob mehnat say karna ho ga.
        • #5 Collapse

          Re: technical analysis ko avoid na kia karen

          forex mein analysis karna bahut jyada jaruri hota ISI tarah sabse important baat hui hai ki Ham agar trading co work start karte Hain to iske liye jaruri hai ki hamen sabse pahle market analysis kar lena chahie market movement ko check karna chahie aur ISI tarah jab magar ki movement bahut pass hoti hai to use waqt jaruri hota hai ki hamen trading bilkul soch samajhkar lagani chahie consideration ke sath vah karna chahie aur ISI tarah agar Ham soch samajh ke sath market moment ke according koi bhi train lagate Hain to hamen use trade mein achcha benefit hasil hota hai
          • #6 Collapse

            Re: technical analysis ko avoid na kia karen

            Forex trading kam karte hue Hamen Kabhi Hue technical analysis ko ignore nahin karna chahie Jab Ham technical analysis ko ignore kar dete Hain To Anushka kabhi bhi achcha profit Hasil nahin kar sakte technical analysis bahut hi jyada important hota hai isliye Ham market ki movement ko acchi tarike se Samay sakte hain technical analysis Ek bahut hi Achcha Framework hota hai yah Hamari bahut hi jyada help karta hai isliye market ko easily samajh sakte hain aur Market Mein trade Laga sakte hain market ki movment ke bare mein Hamen acchi information milati hai
            • #7 Collapse

              Re: technical analysis ko avoid na kia karen

              Dear friend ap ki bat bilkul theek hey forex trading men kamyabi hasil karnay k liay market ka analysis karna zaroori hota hey iss men technical analysis bhi karen aur fundamental analysis bhi karen aur regular hardworking jari rakhen aur market trend ko follow karen aur phir apnay balance k hisab se lot size select karen tu zaroor achi trading kar k acha profit kama saktay hen
              • #8 Collapse

                Re: technical analysis ko avoid na kia karen

                Hello friends Forex forum pay hamen technical analysis jarur karna chahie kya jitna Ham technical points ko gan karenge utna Hi naam acchi trading karke kamyab honge isiliye jaruri hai ki Ham apna Kam hamesha hardworking aur mehnat se Karen aur technical points ko samjhen tan ke aap Forex ke bare mein achcha knowledge Gyan Karen
                • #9 Collapse

                  Re: technical analysis ko avoid na kia karen

                  Assalamu Alaikum dear Forex member ji han Hamen Forex trading man technical analysis ko avoid nahin karna chahie Jo trader technical analysis se kam Karta Hai vah Hamesha Achcha profit Hasil karta hai isliye aap Hamesha market analysis se kam Kya Karen agar aap technical analysis ke sath kam Karenge Tu Hi Ja yah aap acche trader Ban Payenge aur accha profit Hasil kar Payenge Hamesha trading analysis Hoti Hai Tabhi aapko market Ka Pata Chalta Hai
                  • #10 Collapse

                    Re: technical analysis ko avoid na kia karen

                    Forex trading ke andar of ki kamyabi ke liye bahut jyada jaruri hai ki aap kya technical analysis aur fundamental analysis skills bahut acchi Ho tab hi aap ek acchi trade kar sakte hain aur jab bhi aap trade karne lage to market ko acche se analyse karne ke bad hi trade Karen kabhi bhi Suni Suni Baton per Dhyan na Den aur Unki basis per trading na Karen Kyunki market kheton Mein tabhi hi a sakti hai isliye market K10 ko samajhne ke liye aur uski prediction ke liye aapka technical analysis ke bahut improve honi chahie aur unko acche se istemal karke hi aap ek acchi trading kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: technical analysis ko avoid na kia karen

                      ji han jab Ham base analysis ko understand kar lete hain to cal tumhare liye technical analysis bahut jyada important hota hai agar Ham techniques ko understand karenge To Ham upar ki taraf ja sakte hain Agar Ham technical analysis pada Baja nahin denge to ham log kuchh bhi nahin kar sakte Is tarah hamen chahie ki ham log acche tarike se kam karte hue Khud ko upar Le jaen aur apni importance increase Karen Forex ke knowledge mein
                      • #12 Collapse

                        Re: technical analysis ko avoid na kia karen

                        1 bT HAMEESHA YAD RAKHAN MARKET KO NALYSIS KARNY KA 1 HE TAREEKA RAKHEN APNY EXPRINCE KO MIX NAI KARNA CHAHYE HA KUN KA AP IS SA BAHUT ZEYADA CONFOUSE HO JATY HAN JIS WAJA SA AP KO LOSS HOTA OR AP KI PREHSANI BARH JATI HA ISLYE HAMESSHA TECNICAL ANALYSIS KO FOLLOW KAREN IS KO IGNORE NA KAREN YE AP KA LYE THEAK NHE HO GA
                        • #13 Collapse

                          Re: technical analysis ko avoid na kia karen

                          G han technical analysis ko Hamen kabhi bhi avoid nahin karna chahie Hamen technical analysis ko Hamesha proper time Dena chahie Kyunki technical analysis hi Hamen Achcha knowledge or experience Dekh Kar Achcha aur expert tractor banate hain isiliye jitna bhi ho sake Hamen learning aur analysis per focus Karte Rahana chahie Taki Ham ismein acchi kamyabi again karne mein Kamyab ho sake Jitna zyada Ham Apne kam ko to improve Karenge Achcha aur perfect analyses Karenge to Itna jaldi Ham expert Rider Ban Sakenge aur ham ismein acchi earning karne mein Kamyab Ho Sakenge Kyon Ke trading karne ke liye sabse pahle market ka jaza Lena bahut hi jaruri hai tab jakar aap ismein Kuchh Na Kuchh Hasil karne mein kamyabi Hasil karte hain Agar ismein are market ko acche se nahin samjhe Denge to aap kabhi Kamyab Nahin Ho Sakenge aapko kabhi bhi achcha profit again Nahin Ho sakega isiliye jitna bhi ho Apne technical analysis aur learning per focus Karen aur daily basis per ine per kam Karte Rahe
                          • #14 Collapse

                            Re: technical analysis ko avoid na kia karen

                            yes dear right kaha forex trading main jis b person ne forex trading ko samja agar forex trading main hard work kiya tu kamyabi b mile gi analysis ko strong kare demo account main agar analysis strong hain tu best earnings mil jati hain agar learning he strong nhe hoti hain tu kabi b benefit nhe hain agar forex trading demo account main practice kare jab tak pratice hain tu kamyabi hain pratice k bad he kamyabi mil jati hain trading main agar analysis strong nhe tu asa koi b person nhe k bina analysis kiya kamyabi hasil kare pratice karna parta hain hard work karne k bad he kamyabi m jati hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: technical analysis ko avoid na kia karen

                              agar anlaysi ko strong kia jata hain tu achi earning ho jati hian agar analysis he week hain tu big loss he hoga earning kabi b nhe ho skti hain forex trading main kaaam krne say phly learning ka strong hona must hota hain jitbe b learnign karne wale hote hain agar strong analysis kare gy tu life main and feature main kafi benefit hasil kar skte hain or kamyabi easy hasil kare gy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X