Market me analysis ke ahmeyet

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market me analysis ke ahmeyet
    Ager hum market me kisi pair per analysis kare ge to hume is pair per earning mile ge bager analysis ke kisi be pair per treading nahi karni chaya phele analysis pir earning
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market me analysis ke ahmeyet

    dear friend forex trading mn achhi trading krnay k liay market k snalydis ki bahot importance ha keun k agr ap trade lganay sa pehlay market ka achhi trh analysis kren aur market ki movement k mutabik achhi trh soch smjh kr trade lgayn ta k achhi trading kr k achha profit hasil kr sken
    • #3 Collapse

      Re: Market me analysis ke ahmeyet

      Ji bilkul forex ke business mein analyses ka bahut hi important role hota hai ager bagair analysis ke Koi trader trade laga to uski trade hamesha loss mein Hi run karegi aur kabhi bhi use profit nahin hoga kyunki forex technical business hai jismein technical chijon ka bahut hi jyada important role hota hai agar forex ke business ko samajhna hai to iski direction ke mutabik hi trade lagani hogi aur strong analysis karne ke bad hi aur direction ko samajhne ke bad hi koi trade open karni hogi agar lalach mein yah blindly trading karenge to hamesha nuksan mein Hi rahenge kyunki forex ko sirf ek side se nahin dekhna chahie jitna profit is business main utna hi loss bhi hai agar sahi se trading nahin karenge to siwa nuksan ke aur kuchh bhi hasil nahin hoga
      • #4 Collapse

        Re: Market me analysis ke ahmeyet

        Market Mein analysis ki bahut jyada importance Hoti Hai Kyunki without analysis ki aap Forex trading ki market mein kabhi bhi apna work statt nahin kar sakte aur is Forex trading ke analysis ki 3 type soti Hain fundamental analysis and technical analysis sentiment analysis yah 3 type ki analysis market analysis ko strong karne mein bahut jyada help karte hain aur jab aap in analysis ka istemal karte hain tabhi ap market Mein maujud different type ki opportunities ko acchi Tarah se confirm kar paate hain aur Unka istemal Karke market Mein unke jariya se acche benefits Hasil kar lete hain
        • #5 Collapse

          Re: Market me analysis ke ahmeyet

          Market Mein trade Lagate Hue Hamen market ka acche tarike se analysis karna chahie aur Market Mein Soch samajhkar trade inter karne chahie Jab Ham market ka Chitr kese analyses Karenge To Ham market Mein Achcha profit Hasya kar sakte hain Hamen Hamesha market ke moment ko dekhna chahie ki market Kis Tarah Munh kar rahi hai agar market acche tarike se Munh kar rahi ho aur ham trade lagakar Achcha profit Halka sakte hain To Hamen Apne trade market Mein inter Karde Ne chahie Hamen Apne trade per focus Rakhna chahie aur Market ke Rul ko bhi acche tarike se follow karna chahie
          • #6 Collapse

            Re: Market me analysis ke ahmeyet

            member market Mein analysis ko bahut jyada importance Di Jaati Hai Jitna Zyada Hamara analysis strong Hoga utna hi acche tarike se Ham market Mein trading kar sakte hain Hamen Apne analysis course strong banane ki koshish Karni chahie strong analysis se Hamen Khud Ko hi fayda hoga Apne kam mein market Mein entry karne se pahle Hamen market ka analaysis Jarur karna chahie analysis ke bagair Agar Ham market Mein trading Karenge To Hamen apni trading mein kabhi bhi fayda nahin Hoga Hamen apni trading Mein Hamesha loss hi hoga isliye Hamen Hamesha analysis ke sath hi market Mein trading Karni chahie
            • #7 Collapse

              Re: Market me analysis ke ahmeyet

              Forex Trading karnay kelye analysis ki practice karna bahot he zeada ehmiat ki hamil hay agar ham analysis na karen to ham ek kamyab traders nai ban sakty hen kyn kay analysis ki he waja say to pata hota hay kay aj market ka kia trend ho ga aismen do kisam kay trend hotay hen ek sell ka trend aor dosra buy ka trend to hamen do men say kisi ek trend pay trade karna hoti hay agar ham aismen kamyab ho jain to Froex tradig say best munfa kamaya ja sakta hay so hame apna kam khob mehnat kay sath karn ho ga.
              • #8 Collapse

                Re: Market me analysis ke ahmeyet

                Assalamu Alaikum Forex trading market ke andar agar aap ek Kamyab tractor Banna Chahte Hain To uske liye aapko market analysis karna Aana chahie yah bahut jyada jaruri hai market analysis ke liye different tools aur indicators Hain jinhen Ham istemal karte hain Har tool aur indicator ki apni limitations hai aur apne fayde Hain lekin Jab Bhi aapko trading karni ho to kam se kam Ek Jo do tools istemal Karen aur acche analysis ke sath jaw ap trading Karenge to aapko profit Bhi Milega Aur nuksan Ke chances bahut kam ho Jaenge lekin agar aap market ko analyse kiye bagair trading Karenge to Fir nuksan Ki Tarah Se bahut jyada Hote Hain
                • #9 Collapse

                  Re: Market me analysis ke ahmeyet

                  hello friends Forex phonepe me analysis ki bahut hi ahmiyat hai isase aap market ke dant ko acche tarike se pata chal jata hai aap acche trading karke achcha profit gain kar lete hain isiliye hamen Forex forum per acchi analysis karna chahie tha par Ham acchi trading karne mein kamyab Ho jaen
                  • #10 Collapse

                    Re: Market me analysis ke ahmeyet

                    G bilkul forex ke business mein analyses ka bahut hi important role hota hai ager bagair analysis ke Koi trader trade laga to uski trade hamesha loss mein Hi run karegi aur kabhi bhi use profit nahin hoga kyunki forex technical business hai jismein technical chijon ka bahut hi jyada important role hota hai agar forex ke business ko samajhna hai to iski direction ke mutabik hi trade lagani hogi aur strong analysis karne ke bad hi aur direction ko samajhne ke bad hi koi trade open karni hogi agar lalach mein yah blindly trading karenge to hamesha nuksan mein Hi rahenge kyunki forex ko sirf ek side se nahin dekhna chahie jitna profit is business main utna hi loss bhi hai agar sahi se trading nahin karenge to siwa nuksan ke aur kuchh bhi hasil nahin hoga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Market me analysis ke ahmeyet

                      Assalamu Alaikum Forex members umeed ha aap sab theek ho.G bilkul thek kaha ha hamhy market ko analyse kr k hi trade lagani chahy us Surat py hum loss sy bach skte hain bena information k trade ni lagani chahy loss ki Surat zeyada ho jati ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Market me analysis ke ahmeyet

                        Market analysis bahut jyada important hota hai Kamyab trading ke liye Agar Hamen Kamyab trading karni hai To Hamen market analysis bhi acche tarike se karna hoga Hamen market Mein Hamesha acche tarike se kam karna chahie aur apne kam ki quality ko best banana chahie Hamen is business Mein Apne kam ko acche tarike se karna chahie aur apne Karm ki quality ko best banane ki koshish Karni chahie Hamen is business ke rules ko acche tarike se follow karna chahie aur Hamen is business Mein Main Jyada Se Jyada Karni chahie Ham jitni Jyada mehnat Karenge Ham apni acchi kamyabi Hasil Karenge Hamen is business Mein hardworking Jyada Se Jyada Karni chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Market me analysis ke ahmeyet

                          Dear aapane bohut acha question Kia ha k market me analyse ki ehmiat kia ha market me analyse ki bohut ziada ehmiat ha hum analyse kr k achi tread laga sakte han lekin ager hum analyse nahin krte to hamara nuksan hota ha
                          • #14 Collapse

                            Re: Market me analysis ke ahmeyet

                            Dear friends market mein analyse hamare liye bahut hi imported hai jab aap market mein acchi Tarah se penalize Karke entry lenge to he aap kamyabi Hasil kar sakte hain hamen always hi Dil Ka karar mahine se kam karna chahie aur market ko understand Karke entry leni chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Market me analysis ke ahmeyet

                              Bilkul their members market Mein analyses ki importance bahut jyada hi acche analysis Sahi aap Patel trader bante hain aur Achcha profit bhi Hasil Karte Hain Kitna Jyada aur strong analyses Hoga aapke pass market ke bare mein Ho To Nahin Achcha aap confirm profit Hasil kar sakte isiliye trading karne se pahle Hamesha market analysis Kiya Kijiye market ka strong analyses hi aapko Achcha trader banata hai aur aap se jyada fayda bhi deta hai isiliye dear members focus Karte Rahen aur Sabar se Yahan per work Karte Rahen market match analysis ke liye aapko samajh se work karna padega thank you

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X