Re: analysis ki eqsam
Assalam O Alaikum dear friends aap ne ek buhat hi acha sawal Poocha ha trading business main kamyab wohi hota hai jis ko trading market ki smjh aa jaye our trading market ko samjhne k liye hame market ko analyse karne ki zaroorat ho g dear friends market ko analyse karne k maqsad ye hota hai k hame market ki next movement ka market main enter hone se pehle pata chal jay is tarah hame market se profit lene main asaaani ho g agar hame market ki next movement ka andaza nahi hai to ham kabi b is business main kamyab nahi ho sakte hai khaas tor par new trader ko is point par zayda goor karne ki zaroorat hai k bagair experience k market main enter na ho pehle market ko analyse karna seekhen us k baad hi koi bara risk len
dear friends analyse karne k mandraja zail methods hote hai
Technical Analysis of Market :
Fundamental Analysis Of market :
Sentimental Analysis of Market :
dear friends ham koi b method use karen hamara maqsad ek hota hai k ham market ki next movement ka andaza laga saken ta k achi trading kar k profit hasil karen
Technical Analysis ::
dear friends technical analysis sab se famous analysis maethod hai is main ham market ko analyse karne k liye techincal tools and indicators ka use karet hai our technically market ko dekhte hai previous record ko b check karte hai is tarah ham technically market ki next move ka nadaza laga lete ha
Fundamental Analysis ::
dear friends funda mental analysis ek buhat hi acha analysis ka method hai our ye bare bare traders use karte hai is main ham un factors ya awamal ka jaiza lete hai jo k international currency market par asar andaz ho sakte hai maslan kisi bari news ya koi b international event wgera is tahra ham un awamal ki madad se market ki next move ka andaza laget hai is main trading news b shamil hai
Sentimental Analysis ::
Sentimental Analysis ::
dear friends sentimental analysis market ko analyse karne ka sab se asaan simple method hota hai is main trader khud analyse nai karta hai balke wo expert trader ki analyssi ko dekhta hai mukhtalif trader ki analysis ka mushahida kar k apne sentimets ko use karte huy wo ek natija ukhaz kar leta ha k market ki next move kia ho sakti hai is tarah b ham market ko analyse kar lete hai our achi trading kar sakte hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим