Trading kis time karni chaiya

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading kis time karni chaiya
    Dear friend tradingg main ap k liay konsa waqt acha hai jb ap tradinv karain aur ap ko profit hasil jo kia time depend karta hai market ki movement par
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading kis time karni chaiya

    agar hamen market mein kam karna hai to Ham sham ke waqt kam karte rahen sham ko ek aisa kaam hota hai kaise main account bhi wash jaldi hota hai aur hamen account Ko agar management karna hoga to vah bhi Ho sakta hai to Ham apna Kam acche se jaldi se kar sakte hain ki hamen account ko saaf rakhna hai to sham ke waqt rakhen aur yahi apne account ko acche se rakhna chahte Hain to hamare liye bahut kam best hote rahte Hain Jo Ham karte Hain aur hamara kam achcha hone ke liye bhi ek kamina hota hai ki ham har waqt apne kam kar sakte hain jitna jyada aasan kaam karenge to Ham utna jyada apne aap ko kamyab banayenge aur jo member is mein kamyab honge to unki limit kam ka mat karna chahie agar vah jyada hi limit Puri karte Hain to vah kamyabi Le sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Trading kis time karni chaiya

      Market Mein trading bahut hi Soch samajhkar karne chahie aur Jab Bhi trading ki Jaati Hai To is trading ka ek time hota hai aur vah time reading ke liye bahut hi best sabit Hota Hai Jab market ki movement bahut hi best Hua Use Waqt aap ke liye Barkat ki movement aur vah time bahut hi best sabit ho sakta hai isliye aapko market ke trend aur uski movement ko acchi Tarah Se check karte hue usmein apni trade open Karni chahie aur apne trade Mein stop loss at a profit Ka istemal Karna chahie
      • #4 Collapse

        Re: Trading kis time karni chaiya

        Trading kay leye waqt ki koi pabandi nahin hoti kiok forex market 24 hours open rehti hai aur is mein kise waqt bhi trading kar saktay han aur hum ko trading us waqt karni cahaiye jab market ki movement up ya down ho hum ko forex market ko samjh kar analysis kar kay trading karni cahaiye phr hi profit hota hai
        • #5 Collapse

          Re: Trading kis time karni chaiya

          treading kisis time b kar sakty hy agar hmara nolig expirence ha hm best ANALAES kar sakty hy to hm ko tread kisi time b karni chahaiy agar hm tread news ko FOLLOW KAR K KARY GY TO HMARE TREAD ZADA TAR Profit myb jati ha hm ko soch samj k kam karna cahhaiy agar hmara analases khrab hta ha to hmare tread zada sucess ni hti ha hm ko dil laga k yaha time invest karna cahahiy
          • #6 Collapse

            Re: Trading kis time karni chaiya

            dear forex markeet main kaam karnay ka koi bhi time khaas nai hota hay is main agar kuch khaas hota hay to wo hamara knowledge he hota hay jisk zariye say ham makreet ko ko samjhtay hain jisk zariye say hamko is main kaam akrnay ka saleeka hota hay agar haamray pass is main kaam karnay ka sahi experience hay to ham is markeet main kaam karnay ka koi aisa time tab he milta hay jub hako earning akrnay ki allow hamara knowlege hamko provide karta hay agar ham is makret main without experince k kaam kartay hain to hamko is main na koi time table ka milna mumkin hay aur na he hamko is amkreet main kaam karnay say kuch erning ka milna mumkin hay is liye aisa kuch share karnay say ziada better yahi hay k ham is markeet min experience ko ziada say ziada hsil karian.
            • #7 Collapse

              Re: Trading kis time karni chaiya

              Assalamu Alaikum dear Forex member humain Forex main kam kr na k lay mehnat Karni chahie forex main proper time Nahin hota hai isme Koi timetable ki jarurat Nahin Hotiforex market 24 hours open rehti hai aur is mein kise waqt bhi trading kar saktay han aur hum ko trading us waqt karni cahaiye jab market ki movement up ya down ho hum ko forex market ko samjh kar analysis kar kay trading karni cahaiye phr hi profit hota haiJab market ki movement bahut hi best Hua Use Waqt aap ke liye Barkat ki movement aur vah time bahut hi best sabit ho sakta hai isliye aapko market ke trend aur uski movement ko acchi Tarah Se check karte hue usmein apni trade open Karni chahie aur apne trade Mein stop loss at a profit Ka istemal Karna chahie
              • #8 Collapse

                Re: Trading kis time karni chaiya

                Hello friends Forex trading Monday se Friday Tak chalti hai ya working Time mein trading kar sakte hain aur koshish karen hamesha first thinking aur fresh mind ke sath trading Karen kyunki positive thinking aur fresh mind se aap trading karke acchi kamyabi hasil kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trading kis time karni chaiya

                  Ham Bande Se Lekar Friday Tak kabhi bhi trade kar sakte hain isliye main chahie ki Ham use trade Karen jab mere pass Achcha signal ho aur jab hamare pass perfect profit wala signal Ho Kyonki Jab Ham Swara Swara expert knowledge ke sath kam Karenge to hamare pass signal banane ka knowledge Hoga aur ham Khud Se signal Banayenge aur signal ko Ham Jab demo account per reply Karenge Tumne profit Hoga ya nuksan hoga to Fir Hamen Pata chalega ke hamara signal profit wala hai ya nuksan Wala Hai To fir Ham use signal Ko Jab Apne real account per reply Karenge To vah Hamen profit dega aur acche tarike se Hamen kamyabi milegi
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading kis time karni chaiya

                    Forex market weekend ke alava 24 hours open rahti hai aur aap kisi bhi time trade kar sakte hain but according to major stock exchanges aapko trading karni chahie. Badi stock exchanges open hoti hai to waqt trade strength strong hoti hai aur trading kafi jyada ho rahi hoti hai isliye agar aap use time per trade karenge to aap Ko fayda hoga. trade ke liye best time evening time hai aap Sham 4:00 baje se lekar 9:00 baje tak achcha trading kar sakte hain is time duration mein Market mein moment bahut zyada hoti hai..
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading kis time karni chaiya

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Syedzurriatulhassan پيغام ديکھيے
                      Dear friend tradingg main ap k liay konsa waqt acha hai jb ap tradinv karain aur ap ko profit hasil jo kia time depend karta hai market ki movement par
                      dear friend Forex trading jab bhi karen to hamare liye behtar hai lekin jyada baithe rahiye Hoga Ki ham subah ke time trade lagaen ja ni das baje se trade lagana shuru Karen kyunki yah market ki movement ka achcha time hota hai yah se hamen achcha profit hasil ho sakta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading kis time karni chaiya

                        Trading us time krni chaiye jb ap ka mind bilkul fresh ho ap ko koi stress na ho kion k ap jitna fresh mind k sth forex pr Kam krein ge to ap utna he acha profit gain krein ge so apna kam Dian se krein dil lga kr krein and hardwork se krien kion ap ko wo he kuch milta ha jis ki apne khoshish ki hoti ha so maximum Kam krein forex pr.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading kis time karni chaiya

                          agar forex trading main analysis karna hoga analysis hain tu kamyabi b mil jati hain analysis ko strong kare agar analysis strong hoti hain tu trade opan ki jah skti hain analysis he ek best entry deti hain agar good entry hain tu good earning hain forex trading main agar strongly work kia jata hain forex trading main good entry k liye forex trading ko samjna hoga good entry k liye forex main good analysis kare qk jab tak good entry nhe tu kamyabi b nhe mil skti hain is liye good learning kare and good earning
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading kis time karni chaiya

                            : Trading kis time karni chaiya Trading kis time karni chaiya

                            Assalam o Alaikum dear forax friends jesa k ap janty hyn forax trading k lye time limit nahi hy lakin trade ka best time wo hy jb market up down k harket main achi ja rahi ho zruri hy ap zyada sy zyada is ko shekh jain trade krna zruri smjen aur sai time trade krny ka sham k qareeb hy us wqt tqrbn trend follow krny main bhi asani hoti hy market ki smj zruri hy na k time itna zruri hy...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading kis time karni chaiya

                              Jesa keh mashaoor baat ha keh trend is your friend yani keh jab market movement zeada tez hu har pair or commodity par uss waqat trading karna behtar hota ha jab market trend men hu or GMT ke mutabiq 09 : 30 AM ke baad market men bahut teezi hoti ha uss waqat Pakistan men 02:00 PM hota ha yani Pakistan men 02:00 pm ke baad trading karni chahiay or iss ke ilawa bhi market men aesa 24 hours men kaey baar hota ha keh Market movement aam waqat se zeada hoti ha yeh waqat Trading keliay behtreen hota ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X