Self-confidence..........
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Self-confidence..........
    Selfconfience/Khud aitmadi ap ki jeet ki kunji hoti hy.self confidence ko ham kamyabi ka pehla kadam bhi keh sakty hain.agar ap khud par aitmad karty hain to yakenan ap apni adhi kamyabi hasil kar chuky hoty hain.self confidence log hamisha apni zindagi mn kamyab rehty hain. Quin k wo dosron par kam chorny k bajay khud kam karty hain.esi trah hamin .forex work mn bhi khud aitmadi chahiy jab tak ham self confidenced ne hon ham kabhi bhi kamyab nahe hosakty
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Self-confidence..........

    Forex Trading me confidance se kaam karna chaheye aur apne ap pe kaam karne ka mukamal bharosa hona chaheye. Confidence k leye zarori hai k humare pas Forex Trading ka mukamal knowledge ho aur jab bhi hum karen to hamen analysis par mukamal uboreyat hasil ho, confidence hamare kaam ja asal hisa hai aur is hum forex trading me kaam karne se hamen profit bhi hasil hoga aur experience bhi mazeed hasil hoga. Forex trading me knowledge ki waja se ye bohut tough karobar ban jata hai aur us k sath sath self confidence bhi kaam karta hai. Hamen chaheye k hum aisa kaam karen k dosre us k tareef karen. Mehnat ho to forex trading me kaam se koi mushkil pesh nahi ati hai aur na hi hamen is buisiness me koi bara rukawat ka samna karna parta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Self-confidence..........

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakher uz zaman پيغام ديکھيے
      Selfconfience/Khud aitmadi ap ki jeet ki kunji hoti hy.self confidence ko ham kamyabi ka pehla kadam bhi keh sakty hain.agar ap khud par aitmad karty hain to yakenan ap apni adhi kamyabi hasil kar chuky hoty hain.self confidence log hamisha apni zindagi mn kamyab rehty hain. Quin k wo dosron par kam chorny k bajay khud kam karty hain.esi trah hamin .forex work mn bhi khud aitmadi chahiy jab tak ham self confidenced ne hon ham kabhi bhi kamyab nahe hosakty
      G bilkul thek kaha apne k self confident ho kr kaam krna apk liye bahut faida mand hy agr ap mehnat se kaam krty hn knowledge hasil krty hn to ap acha bonus hasil kr skty hn
      • #4 Collapse

        Re: Self-confidence..........

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Mahrkhalil7 پيغام ديکھيے
        G bilkul thek kaha apne k self confident ho kr kaam krna apk liye bahut faida mand hy agr ap mehnat se kaam krty hn knowledge hasil krty hn to ap acha bonus hasil kr skty hn

        Self Confidence ap main tab aye ga jab ap ko apni trading pay or apny decision pay control hoga. woh tab he hoga jab ap ka experience acha ho ga or ap sahi se apni trading ko manage karna seekh jain gay. jab tak ap ko trading mai experience gain nahi ho jata hai ap ko loss ka samna aksar karna parh sakta hai.esleye apny ap ko manage karain kay ap sahi se trade ko handle kar lain.
        • #5 Collapse

          Re: Self-confidence..........

          Ap ka self confidence bot he important ha forex mein jitna ap apne uper trust krein ge khud pr yaqeen krein ge ap utna he acha Kam kr payn ge frndz aik forex he nai blke jo b Kam ho jo b field ho ap ka confidence bot he important ha is liye trusted ho kr Kam krein dil lga kr Kam krein ap bot ziyada profit gain kr skte hein
          • #6 Collapse

            Re: Self-confidence..........

            Self confidence se Ham Pakistan forex business mein main bahut acchi kamyabi cancel kar sakte hain Kyunki self-confidence ke sath trading karne se bahut Achcha profit Hassan kar Kiya Ja sakta hai isliye Jis members ke pass Achcha confidence Hai vah Chahe posting work Kariya trading work Karen usmein success Jarur Hasan karta hai isliye self-confidence Ka Hona bahut jaruri hai acchi success ke liye
            • #7 Collapse

              Re: Self-confidence..........

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakher uz zaman پيغام ديکھيے
              Selfconfience/Khud aitmadi ap ki jeet ki kunji hoti hy.self confidence ko ham kamyabi ka pehla kadam bhi keh sakty hain.agar ap khud par aitmad karty hain to yakenan ap apni adhi kamyabi hasil kar chuky hoty hain.self confidence log hamisha apni zindagi mn kamyab rehty hain. Quin k wo dosron par kam chorny k bajay khud kam karty hain.esi trah hamin .forex work mn bhi khud aitmadi chahiy jab tak ham self confidenced ne hon ham kabhi bhi kamyab nahe hosakty
              ji haan dosto agar ham Forex mein kamyab Hona chahte Hain to hamen experience ke liye khoob mehnat karni padati hai experienced ab hamen hasil hota hai jab hamara pura mine Apne work per hota hai isliye hamen Apne mind ko Apne karm ki motawje rakhen Jaise ham kamyab ho sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Self-confidence..........

                Gee haan forex mein kaam karna ka Lia self confidence ho ga tu aap acha Kaam kray gay tu aap ko kamyabi ho gi agar aap mehnat nahi kray gay aap mein self confidence nhai ho ga tu aap acha Kaam nahi kray gay tu aap ko nakaami hoti hai iss Lia aap ko kamyabi hasal karni hai tu aap ko self confidence ka sath kaam krna chaiy
                • #9 Collapse

                  Re: Self-confidence..........

                  Assalam.o.alaikum
                  G han pakistan forex Trading me confidance se kaam karna chaheye aur apne ap pe kaam karne ka mukamal bharosa hona chaheye. Confidence k leye zarori hai k humare pas Forex Trading ka mukamal knowledge ho aur jab bhi hum karen to hamen analysis par mukamal uboreyat hasil ho, confidence hamare kaam ja asal hisa hai aur is hum forex trading me kaam karne se hamen profit bhi hasil hoga aur experience bhi mazeed hasil hoga. Forex trading me knowledge ki waja se ye bohut tough karobar ban jata hai aur us k sath sath self confidence bhi kaam karta hai. Hamen chaheye k hum aisa kaam karen k dosre us k tareef karen. Mehnat ho to forex trading me kaam se koi mushkil pesh nahi ati hai aur na hi hamen is buisiness me koi bara rukawat ka samna karna parta hai...
                  $#@#i Khan
                  • #10 Collapse

                    Re: Self-confidence..........

                    Forex trading kam karte hue Hamen Hamesha self-confidence ke sath kam karna chahie Hamen Kabhi Bhi Apne kam Mein confused Nahin Hona chahie Jab Ham Apne kam main confuse ho Jaate Hain To Ham Apne kam ko acche tarike se nahin kar sakte aur na hi Apne Ka Mein acchi kamyabi Hasil kar sakte hain Ham Bhi Apne kam ko Hamesha Activa kar karna chahie Aur self-confidence Ke Sath karna chahie Jab Ham confidence ke sath Karte Hain To Ham apne business Mein acchi kamyabi Hasil kar sakte hain Hamen apne business mein jyada Se Jyada hardworking Karni chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Self-confidence..........

                      Forex trading Mein kam karte hue Hamen Hamesha Apne kam ko confidence ke sath karna chahie Jab Ham is business Mein Apne kaam ko confidence ke sath Karenge To Ham is Vishesh Mein acchi kamyabi Hasil Karenge Kyunki self-confidence bahut jyada important hota hai ki kamyabi ke liye Hamen is Vishesh Mein Hamesha kam ko Behtar tarike se karna chahie aur is business Mein Dil Laga ke kam karna chahie is Vishesh ke rules or regulations ko acche tarike se follow karte hue Hamen is Vishesh Mein hardworking Karni chahie aur apne Karm ki quality ko best banane ki koshish Karni chahie
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Self-confidence..........

                        ap ke khud aitmadi ap ko fiada date hay kah ap kay ander agar aitnad ho ga to kam ko asan ho kar saktay hain ap ko chahya kah ap ko kam karn ap hay to ap ko double mind ho kay ap ko kam nahain karna ho ga ap ko chaya kah ap kam ko achay treeqay say karin ap kay pass aitmad hona chahaya kah ap ko kam bhe kar tahay hain ap ko allah tala ke zat is main madad day ge apko ap kay kam main fiadaho ga kah agar ap apnay ap pay allaha py bhrosa rah lay ap kam kartay hian to ap ko fiada ho ga

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X