Trading ke dauran stop loss use karna chahie Ki Nahin
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ke dauran stop loss use karna chahie Ki Nahin
    Ji han aapane bilkul theek kaha hai ki agar Hamen Jyada loss ho ja raha hai to aap uske liye stop-loss asthma kar sakte hain agar aap stop-loss Laga Denge to Aapka Nahin Hoga aur aapka account bachon se baat sakta hai isliye Hamen chahie ke Hamen Agar trade Laga rahe hain trading ke dauran Hamen stop loss Usman karna bahut jaruri hai agar aap to upload ko istemal karte hue Apne trading Karenge yah to aap ko Kabhi loss Nahin Hoga aur kam se kam aapka count was hone se baat jaega isliye Hamen chahie ki Hamen stop-loss Ka istemal Karna chahie tha ki Hamen loss kam se kam ho bahut Shukriya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading ke dauran stop loss use karna chahie Ki Nahin

    Apni trade ko secure banane ke liye stop-loss aur take profit jarur apni har EK trade ke upar implement karna chahie kyunki is trick se hamari har EK trade secure rahti hai aur ham acche tarike se work bhi kar padhte Hain kyunki forex bahut hi accha business hai jismein unlimited profit haihamen forex ke business ko serious Lena hoga aur har tarah se mehnat karni hogi kyunki without mehnat ke kabhi bhi Ham forex ke business mein success nahin Ho payenge Ham success tabhi honge jab acche tarike se bhar karenge aur har ek chij ko acche tarike se monitor bhi karenge kyunki forex business bahut hi difficult hai aur agar is business mein jyada ki lalach mein aakar ke aur blindly trading karenge to shivay nuksan ke aur kuchh bhi hasil nahin hoga hamen har tarah se apne trade ko secure rakhna hoga aur risk factor ko samajh karke hi trading kar rahi hogi jab tak Ham risk ko acchi tarah mange nahin kar lete tab tak Ham achcha profit forex ke business se gain nahin kar payenge
    • #3 Collapse

      Re: Trading ke dauran stop loss use karna chahie Ki Nahin

      dear friend agr ap forex trading mn safe aur achhi trading krna chahtay hn to apko chayay k trade mn stop loss ko lazmi use kren keun k stop loss account ballance ko safe rakhnay k liay bahot achha tool ha keun k agr ap stop loss ko use naen kren gay to trade ziada loss mn janay da apka account bhi jald he wash ho jay ga
      • #4 Collapse

        Re: Trading ke dauran stop loss use karna chahie Ki Nahin

        Forex forum k ander jitnay bhi tools or function diye gay hain wo saaab hmari rahnumai or help k liye diye gay hain islia jaaab bhi forex forum k ander trading start karay to saaab sy pahly forex k about her qisaam ka knowledge or experience gain kr lena bht zaroori hai q joo tools or function jesay stop loss or take profit hai ye saab hmaray liye during tarding bht beneficial prove hoty hain islia jaaab bhi forex forum mein tarding kray to in saab cheezo ka use apko ana chaye q k ye apko bht loss sy bhi save rakhti hai or insy apko bht ziada profit bhi milta hai islia forex forum k ander jaab bhi trading karain to her qisam ka knowledge or experience apkay pass hona laazmi hai
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Samar802 پيغام ديکھيے
          Re: Trading ke dauran stop loss use karna chahie Ki Nahin

          dear friend agr ap forex trading mn safe aur achhi trading krna chahtay hn to apko chayay k trade mn stop loss ko lazmi use kren keun k stop loss account ballance ko safe rakhnay k liay bahot achha tool ha keun k agr ap stop loss ko use naen kren gay to trade ziada loss mn janay da apka account bhi jald he wash ho jay ga
          Janab yeh tools ka sahi use ap ko apni trading main acha profit dy sakti hai. Es kay sath ap take profit or stop loss dunu ka use karian. Ap jab apni trading ka aghaz karain tu ap ko sub tools b ana cheye. Jis sy ap jab sahi values use karain gy tu ap us sy acha faida hasil ho sakta hai. Es kay leye ap ko kuch khas indicators jis ka ap ko sahi use karna ata ho. tab he ap apni trade sy profit kama sakty hain or sath mian ap bad mai indicators ko behtar use kar kay or acha faida hasil kar sakty hain.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Stop loss ke kuch fayde hain:

            Forex trading ke dauran stop loss ka istemal ek surakshit aur surakshit tarika ho sakta hai. Stop loss ek aisi nirdharit kimat hoti hai jo aap apne trade me set karte hain taki aapke nuksan ko had se kam kiya ja sake. Yadi aap forex trading me naye hain ya risk se bachna chahte hain, to stop loss ka istemal karna aapke liye faydemand ho sakta hai, kyun ki ye aapko aapke nuksan ko niyantrit karne me madad karti hai.
            Nuksan ko Kam krne mai madad:

            Agar market aapke anumanan ke khilaf chala jata hai, to stop loss aapke nuksan ko rok sakta hai.


            Emotion control:

            Stop loss aapko vyavhaarik trading karne me madad karti hai aur aapke vyaktigat bhavnao ko niyantrit rakhti hai Lekin, yah dhyan mein rakhna mahatvapurn hai ki stop loss ki kimat ko sahi dhang se chunna avashyak hai. Bahut choti stop loss aapko galat samay par trading se bahar nikal sakti hai jabki bahut badi stop loss aapke nuksan ko badha sakti hai. Stop loss ka sthapit karna samvedansheel nirnay hai, aur yah aapke trading yojna, risk pratikriya aur vyaktigat udhharanon par depend karta hai,

            Risk management:

            Stop loss aapko paise ko surakshit rakhne me madad karti hai aur aapka poora khata bachane me madad karti hai Aapko apne trading ki vyavastha ke adhar par stop loss ka faisla lena chahiye. Agar aap ek anubhavak trader hain ya trading strategy ko achchi tarah samajhte hain, to aap stop loss ka istemal kar sakte hain, lekin yadi aap naye hain, to kisi anubhavak trader ki salah le lena bhi mahatvapurn ho sakta hai.


            اب آن لائن

            Working...
            X