Sl ar tp ki trading mn wuzaht..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sl ar tp ki trading mn wuzaht..
    Salam to all dear forex members dear friends mn umeed krta hon k ap sub log khariat sy hon gy dear members Pakistan forex trading mn hum achi earning krna chty hn to is k liy achi learning sub sy phly ht important h
    Friends mn ap ko forex trading mn Tp ar Sl, k bary mn btaon ga dear members tp stands for take profits ar sl stands for stop loss friends hum tp ka use apny profit ki limt set krny k liy kerty hn ar stop loss strategies ko zyad loss sy bachny k liy use kia jata h
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sl ar tp ki trading mn wuzaht..

    Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men stop loss aur take profit ki bahut ziyada importance hey kiun k yeh hamaray account ko safe rakhtay hen aur stop loss ki waja se loss ki limit ko aik jaga fix kar letey hen iss liay account wash nhi hota aur jo log her waqt apni trade pe nazar nhi rakh saktay woh take profit ko zaroor manage karen tu trade khud ba khud profit men close ho jati hey
    • #3 Collapse

      Re: Sl ar tp ki trading mn wuzaht..

      Dear trading mein stop-loss aur take profit ko jarur implement karna chahie apni har EK trade ke upar kyunki yah chij aap ke account ko secure banati hai aur agar koi bhi trade aapke against chali jaati hai to intools ki vajah se aapka account wash hone se bacha jata hai aur aapko loss kam hota haiprofessional or expert raider hamesha is tools ka istemal karte hain aur apni trade ko secure banate hainhamen bhi apni trade ko secure banana chahie aur kabhi bhi jyada ki risk yah lalach mein aakar ke Koi blindly trade nahin lagani chahie jitna jyada focus ke sath Ham work karenge aur har EK chij ke upar Ham acche tarike se focus denge tab jakar ke har ek chij ko sahi direction se handle kar payenge hamen mehnat karni hogi aur market ki direction ke mutabik hi trading karni hogi
      • #4 Collapse

        Re: Sl ar tp ki trading mn wuzaht..

        Forex mein trade ko safe bananay kay lye humain safety tools ko lazmi istemaal kerna chahyea kyun kay inn kay istemaal sae humara account balance bhi safe hota hai aur jub hum forex mein trade kerain tou stop loss aur take profit ko lazmi istemaal kerain iss sae humain trade ko bhi bar bar nahin dekhna perta hai aur profit bhi acha ho jata hai
        • #5 Collapse

          Re: Sl ar tp ki trading mn wuzaht..

          Sl or tp ha kaya yani stop loss or take profit ki wazahat pochi gai ha agar ap na kamyab hona or bar bar loss nhe karna to ap ko in ko use karna ho ga tabhe ap achi trading akr sagty han sl yani stop loss h ka ap apni trade ko loss ki 1 limit de dety han ka ham itna loss bardast karen or tp yani take profit ka ap kitna profit lena chahty han us ka le bhe ap log trade ko limit de dety han
          • #6 Collapse

            Re: Sl ar tp ki trading mn wuzaht..

            sl yani stop loss or tp yani take profit is ki wazahat talab ki gai ha to main ap ko batao jab ham log trade lety han to hamen ye value set karni parti han asal main loss or profit ki value hoti ha ka ham.kitna loss bardasht kar sagty han or kitna hamen profit chahaye ha is ko lazmi use kiya karen is sa ap ki trade safe ho jati ha
            • #7 Collapse

              Re: Sl ar tp ki trading mn wuzaht..

              Tp us surat ma lagaye jati hy jb apko profit milta hy mtlb k ap tp laga k tension free ho skhty ho q k jb trade apki de hue Tp point pe jayegi to auto Trade close hojayegi usse apko faida hoga tension Kam hoga Aur SL ka use tb hota hy jb AP loss ki trf jao usse apka loss kitina ho wo ap ak figure dety ho trade ko
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Sl ar tp ki trading mn wuzaht..

                Dear mate trading main Hyumy Stoplosss or take profti ke Bhoat Zad Zrort hoti hai jab be Hum market main Stoploss or take profit ka Use karty hain toh hum Apna Account Kay Hawaly say koi problem nahi hoti hai iss liy humy Chaye kay Hum be Aisa he Kiya krein or Jab Hum Trading karein toh hum In Two Level ka use lazmi karein bas dafa aisa ho jata hai kay Hum Trading main Internet ke Kharabi ke waja Say ya Masrofiat ke Waja say Time nahi dy paty hain jiss say Humara Account profit main a kar be Loss main Chala Jata iss liy aap ko ye levels lazmi apni trading main use akrna Chaye tab he aap ko Loss or profit achy say Hasil ho sakta hai.
                Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:

                اب آن لائن

                Working...
                X