Treading karty waqat agar lose ziyada hojay to again khosish karni chaiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Treading karty waqat agar lose ziyada hojay to again khosish karni chaiye
    Assalamu alaikum my dear main aapse yah Kahana chahta hun Agar Humko training karte waqt bahut jyada last Ho Jaaye To Hamen chahie ki Ham dubara koshish karen Agar Ham again koshish karte rahenge To Kabhi Na Kabhi Humko Achcha Prasad ho sakta hai Hamen ismein Achcha kam karna chahie tha ki Ham Aage koshish Karke Achcha prapt Halka second
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Treading karty waqat agar lose ziyada hojay to again khosish karni chaiye

    Assalamu Alaikum trading karte waqt Agar Lash Ho Jaaye to Dobara koshish Karni chahie apni koshish ko Jari rakhen ISI mein hi kamyabi hai koshish karne ke acche se Achcha kam Karen acchi se acchi mehnat Karunga si main aapko ko Las Se khatm last Ko khatm Kiya Ja sakta hai Achcha kam Kare Naina se Karen use Lash ko aap Jahan Mera kam se kam na Chhod De apni mehnat ko apni koshish ko Jari rakhen kisi se aap acchi kamyabi Hasil kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Treading karty waqat agar lose ziyada hojay to again khosish karni chaiye

      Forex Trading bohut ziada riski aur khataray se bari pari karobar hai is me bohut hi ehtiat k sath kaam akrna parta hai aur hamen har qadam pe experience ki zarorat parti hai.is waja se agar treading karty waqat agar lose ziyada hojay to again khosish karni chaiye. Profit aur Loss har karobar ka lazmi hisa hai. Kuch karobar me nafa aur nuqsan kam hota hai aur kuch me zyada. Jin karobar me nafa aur nuqsan kam hota hai to us me risk bhi kam hi hota hai lekin jis karobar me nafa aur nuqsan zyada hota hai to us me risk ya khatra zyada hota hai. Forex trading me nafa aur nuqsan zyada hota hai to is waja se is ka risk bhi baqi karobar ki nesbat zyada hota hai. Lekin har karobar me nuqsan ko kam karne aur nafa ko barane k leye khas usool hoten hen jo forex trading me bhi hai. Agar hum un usolon pe chalengy to hamara bhi nuqsan kam aur faida zyada hoga. Hamen kabhi bhi forex k usool nahi thorne chaheye.
      • #4 Collapse

        Re: Treading karty waqat agar lose ziyada hojay to again khosish karni chaiye

        Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men loss aur profit business ka hissa hey iss liay profit men ziyada khush aur loss men preshan nhi hona chahiay balkay loss ho ya profit dono time hamari feelings aik jesi honi chahiay aur her kism ki situation men apnay emotions pe control rakhen aur sabr se kam len aur phir mehnat aur lagan se kam tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: Treading karty waqat agar lose ziyada hojay to again khosish karni chaiye

          Salam dear member
          ap ny saii kaha ky hamy trading karty wakt agr lose ho jaye tu hamy dubara koshesh karni chaye hemat nh harni chaye nakami ky bad kamiyabi ha is liya hamy achi achi post kar ky apny lose ko profit ma badalna chaye mehnat kar ky hamy profit kamana chaye
          • #6 Collapse

            Re: Treading karty waqat agar lose ziyada hojay to again khosish karni chaiye

            Gee haan forex mein agar humain loss hota hai tou humain loss sae ghabrana nahin chahyea balkay humain forex mein loss.ko recover kerna chahyea aur poori mehnat sae aur dil sae forex mein kaam kerna chahyea aur agar account wash ho jaye tou forum oer zayada kaam kerain ta kay aap ko acha bonus hasil ho jaye
            • #7 Collapse

              Re: Treading karty waqat agar lose ziyada hojay to again khosish karni chaiye

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Hamza770 پيغام ديکھيے
              Assalamu alaikum my dear main aapse yah Kahana chahta hun Agar Humko training karte waqt bahut jyada last Ho Jaaye To Hamen chahie ki Ham dubara koshish karen Agar Ham again koshish karte rahenge To Kabhi Na Kabhi Humko Achcha Prasad ho sakta hai Hamen ismein Achcha kam karna chahie tha ki Ham Aage koshish Karke Achcha prapt Halka second
              Dese friend mehnet aur koshish tread opennkarni se phele karni chaya aur loss se bachna chaya ager hum phele step per market ke analysis kare ge to kabi be loss nahi kare ge market me jald bazi se bachna chaya aur mehnet karni chaya
              • #8 Collapse

                Re: Treading karty waqat agar lose ziyada hojay to again khosish karni chaiye

                dear member mere khyal ma to humko pehle trading loss ka experience bhi hasil karna ha takay apko total experience gain ho trade ka or ap bina tension ke ap asani se loss recover kr sakay tab hi hum expert trade ban sakty ha jo recover krne ka huner jan gaya wo samj le trade ma kamyab ho gaya or acha profit hasil kr gaya.
                • #9 Collapse

                  Re: Treading karty waqat agar lose ziyada hojay to again khosish karni chaiye

                  trading me har bar apko new experience mily ga aur ap is experience se acha profit hasil kar sakty hain . apko kosish karni chahye keh bar bar sturggle jari rakhen , jitn aziada ap kosish karen gy to apke aagy barhny ke chance bi barhty jaen gy . apko chahye keh mayoos ni hona chahye , apny loss ko profit me tabdeel karny ki kosish akren aur isko recover karny ki kosish akren ,
                  • #10 Collapse

                    Re: Treading karty waqat agar lose ziyada hojay to again khosish karni chaiye

                    agar trading main l0oss ho jaay to humain again koshish kurni chahiye or himmat say apna kam jari rukhna chahiye agar hum apni koshish jari rukhay gay or har nhi manay gay to humain asani say success bhi hasil ho jay giii to humain es trah say achay say apna kam jari rukhna chahiye aagar hum es main acha kam kuray gay ot trading main hum focu say apna kam kuray gay to humain es trah say asani dsay kamyabi gain ho jay giii to es trah say humain apna bet dayna jari rukhna chahiye or kamyabi gain kurni chahiye
                    • #11 Collapse

                      Re: Treading karty waqat agar lose ziyada hojay to again khosish karni chaiye

                      dear forex market mein jab Ham kam kar rahi hote Hain to humko Kai trades per nuksan bhi bardasht karna padta hai agar Ham forex market mein ke sath kam karta tha vah kis market mein kamyabi tab milte Hain jab Ham market mein achcha decision dete Hain forex market mein jab Ham acche planning karke kam karda gaon kis market mein padta padta hai jab hamesha market mein achcha decision lete Hain forex market mein main soch samajh Kar kam karte Hain Ham khush market mein kamyabi mil jaati hai aur is market mein agar Ham acchi planning karke kam kar Sanam kis market mein fayda tab aata jab Ham is market mein acche decision lete Hain Jo trade forex market mausami kar kam karte hain vah is market mein successful Ho jaate Hain agar Ham forex market mein discipline ke sath kam kar rahe hain Ham koshish market mein result bhi achcha Milana start ho jata hai.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: jii_khan پيغام ديکھيے
                        Re: Treading karty waqat agar lose ziyada hojay to again khosish karni chaiye

                        dear member mere khyal ma to humko pehle trading loss ka experience bhi hasil karna ha takay apko total experience gain ho trade ka or ap bina tension ke ap asani se loss recover kr sakay tab hi hum expert trade ban sakty ha jo recover krne ka huner jan gaya wo samj le trade ma kamyab ho gaya or acha profit hasil kr gaya.
                        Dear ap apni trading main jab account wash karwa laity hain ya phir ap ko aik he time zaida loss ho jata hai us ki waja yeh hoti hai kay ap nay trade main stop loss ka use nahi kiya hai. Ager ap nay stop loss ka use kiya hai tu ap nay us ki values ko just guess kar kay lagaya hai. Jab kay ap ko yeh values Technical analysis kar kay mil sakti hai jis sy ap es ka sahi faida otha sakty hain.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X