Role of thinking in forex ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Role of thinking in forex ??
    M umeed karta hm app sab log khairiyat s hngy or app logn ki sahii gUzar rhii hogii hmain chahye keh ham log forex m bht ziada importance dein or khud ko uper ly Jana h to hmain khud ko Acha trader bnana h to hmain thinking ko change karna hoga or khud ko uper ly Jana hoga yeh best hoga hmary liay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Role of thinking in forex ??

    forex mein achcha trader banne ke liye hamen mehnat karne ki jarurat hai aur forex ki market ko samajhne ki jarurat hai aur jab tak Ham forex ki market kosamjhenge nahin aur iski direction ki Bata bhi Kam nahin karenge to kabhi bhi is market mein Ham achcha profit earn nahin kar payengehamen apna complete focus market ke upar Dena chahie aur learning ke upar Dena chahie kyunki learning sabse important factor hai aur bagair learning ke earning possible nahin aur jab tak market ko aur jyada deeply se nahin samjheyenge to kabhi bhi forex ke business man success nahin Ho payenge forex ke business mein achcha trader banne ke liye apne knowledge or experience ko increase karna bahut hi jaruri hai aur jitna jyada knowledge or experience hoga utna hi acche tarike se Ham kam kar payenge aur har tarah ki situation ko aasani se face kar payenge bus apne knowledge kaun Chris karna chahie aur market ki direction ke mutabik kam karna chahie
    • #3 Collapse

      Re: Role of thinking in forex ??

      Jo log forex trading k baray men achi aur positive thinking rakhtay hen woh zaroor kamyabi hasil kar letey hen lekin jo log forex trading ko serious nhi letey woh jaldi nakam ho jatay hen iss pahlay apna mindset theek karen aur phir positive mind k sath soch samaj kar trading karen aur dil laga kar dilchaspi se kam karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Role of thinking in forex ??

        Forex mein agar humari thinking positive hoon gi tou humain forex mein khoob kamyabian milain gi hamen mehnat karne ki jarurat hai aur forex ki market ko samajhne ki jarurat hai aur jab tak hum forex ki market kosamjhenge nahin aur iski direction ki bata bhi kaam nahin karenge to kabhi bhi is market mein hum achcha profit earn nahin kar payain gaye iss lye aap ko forex mein aoni soch ko acha rakhna chahyea
        • #5 Collapse

          Re: Role of thinking in forex ??

          Assalam o alaikum dear members hamein Pakistan Forex forum mein business krny k liye apni thinking ko use krna chahiye aur forex k rules ko follow krna chahiye agr ham forex k rules ko follow nahii kreingy tu hamein trading mein ziyada earning nahii hogii .
          • #6 Collapse

            Re: Role of thinking in forex ??

            Salam dear member
            G ap ny bilkul thek kaha forex ka hamaray life ma bahut zyda role ha forex ki waja st hamari bahut help ho rahi ha hamay chayw ky hamay zyda sy zyda mehnat kar ky forex sy faida uthana chaye achi achi post karni chaye apny ap ko bulandiya par ly kar jana chaye hum apni madad ap kar sakty hn forex ki help sy
            • #7 Collapse

              Re: Role of thinking in forex ??

              Dear Forex Friend's Forex Online Business Hai or World ki sab se Bari Market Hai Forex par Hmien Soch smajh Kar Kam krna Chahiye Forex par Kamyab Hone Ky Liye Hmare pass Experience Hona Chahiye or Sath Ky Sath knowledge Beh Hasil Krna Chahiye PHR ja Ky Kamyab Hoon Gy Forex Ky Apne Rules Hain Ham agar Forex Ky Rules ko Follow Krien Gy To Ham Kamyab Hoon Gy Har Business Ky Rules Hoty Hain jo Log Rules ko Follow Krty Hain wo Kamyab ho Jaty Hain Role ko Follow Krne Wala Insan Hmesha Kmayab Hota Hai Forex Par Hamein Sabar se Kam lena Chahiye Jaldi Bazi se Kam Krien Gy Hmien Loss Uthana Pry ga Hmien Soch smajh Kar Kam Krna Chahiye Forex par
              • #8 Collapse

                Re: Role of thinking in forex ??

                forex mein jo ham log thinking karte hain iska role of forex of thinking pata nahin kya hota hai yah to mujhe nahin Pata lekin ham log itna kam kar sakte hain ki Ham Jo tosca hamen Diya jata hai hamen chahie ki Ham apne tasko pura Karen Jo Ham task pura nahin karenge To hamen koi bhi fayda nahin hoga hamesha meri ek baat Yad rakhega Jo mehnat karta hai insan kamyabi uska mukaddar Ban jaati hai mehnat Kiya Karen aur inshallah kamyab Ho jaenge
                • #9 Collapse

                  Re: Role of thinking in forex ??

                  Insan ki success hamesha uski thinking par depend karti hai. insan ko hmesha vahi kuch milta hai jiski vah soch rakhta hai aur uske liye ye Jadd-o-jehad karta hai.. agar Forex trading mein aap positive mind ke sath struggle karenge aur hardworking ke sath aap aagy barhne ki laggan rakhen gy to aap definitely kamyab ho jaen gy. Apki soch he apko rasta deti hy. Negative mind bnda kbhi bhi kamyab nhe ho skta, uski kamyabi mein sbse barhi rukawat uski soch he bn jati hy. Apni soch ko apna hthyar bnaen aur apni struggling ko soch k mutabiq rakhen
                  • #10 Collapse

                    Re: Role of thinking in forex ??

                    Agar positive think se kam karte hue Forex Mein kam kiya jaaye to think Hamari acchi hai good hai ts hai to hamare liye kamyabi Lena bahut Aasan hoga Pak Forex trading Mn Achi Invention Kar k Hi Trading karri Tab Hi Success (kamyabi) le Kar Hi Good Success gain asaani Say Hi Results gain Good kare Gi Pak Forex trading Mn Lalalch na karrin Acha Sa faida gain Achi Investment say hi appreciate ho ga Khoob ahtyaat Say hi Good trade in your Achi si Success gain asaaniI am say hi Ho Gi
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Role of thinking in forex ??

                      forest market mein jab Ham soch swami kirtan karte Hain to is market mein kafi achcha profit bana sakte hain forex market material lagane ke liye humko apne naal chij strong karne hote Hain Jo trade forex market mein sorry samay kar kam karte hain vah is market mein success Ho jaate Hain forex market mein humko kabhi aap hone ke liye planning karni hoti hai agar Ham forex market mein achcha kam karte Hain Ham khush market mein kamyabi mil jaati hai forex market mein kamyab hone ke liye humko planning karni hoti hai jo trading forex market mein acchi planning karke kam kar jab wapas market mein successful Ho jaate Hain forex market mein humko kamyab hone ke liye hard work karna hota hai forex market mein planning karke kam karne ke bad ab yah bhi mil jaati hai agar Ham forex market mein hard work karte Hain to is market mein kamyabi mil jaati hai.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X