Lot size kitna hona chahyie?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot size kitna hona chahyie?
    Assalamu Alaikum Forex trends trendz lot size aapko Hamesha apni capital ke hisab se hi dekhna padta hai agar aapka capital jyada ho to aap Jyada lot size bhi istemal kar sakte hain lekin aapka capital 8250 se kam ho to aapko 0.01 hi lot size use karna chahie aur gold ki trading bahut hi risky hoti hai isliye aapko lot size Hamesha kam istemal Rakhna chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lot size kitna hona chahyie?

    Forex Trading me lot size ka aik bara aham role hota hai ya ye samjh lo k lot size Forex Trading me trade ki akaye hai. Jab hum lot size k positive aur negative value se waqif ho jayen to us k baad hi hamen trading shron karni chaheye. Small lot size hamare account k leye ideal hota hai aur is se hum apne account ko safe rakhte hn lekin agar lot size hum ziada karte hn to is se hamara account risky ho jta hai aur mumkin hia k hamara account wash ho jaye. Aam tawar pe lit size ka aghaz 0.01 se hi hota hai aur is ko hum mazeed increase bhi kar sakte hn. Lot size ko bohut hi zyada careful use karna chaheye q k hamari trading ka sara inhisar is pe hi hota hai. Lot size se hamen bara faida hota hai bara lot size se hum ziada bhi hasil hota lekin mere khayal me lot siz kam hi use hona chaheye. Forex ik acha business hy ham is me acha kam kar ka achi earning kar sakty hai.
    • #3 Collapse

      Re: Lot size kitna hona chahyie?

      Good morning m k positive aur negative value se waqif ho jayen to us k baad hi hamen trading shron karni chaheye. Small lot size hamare account k leye ideal hota hai aur is se hum apne account ko safe rakhte hn lekin agar lot size hum ziada karte hn to is se hamara account risky ho jta hai aur mumkin hia k hamara account wash ho jaye. Aam tawar pe lit size ka aghaz 0.01 se hi hota hai aur is ko hum mazeed incre
      • #4 Collapse

        Re: Lot size kitna hona chahyie?

        dear friend forex mn safe aur achhi trading krnay k liay zroori ha k trade mn lot size hmesha apnay account ballance k hisab sa rakhen aur apnay account nallance k hisab sa ziada lot size na rakhen keun k jo log ziada lot size rakhtay hn to jb unki trade loss mn jati ha to jald he account bhi wash ho jata ha
        • #5 Collapse

          Re: Lot size kitna hona chahyie?

          dear lot size aapke balance depend karta hai ki aapke pass kitna balance hai dear agar to aapke pass sufficient balance hai to fir aap large lot size use kar sakte hain dear agar aapke pass mein nahin main balance hai to fir aap small large size use kar sakte hain dear forex forum member forex trading mein large size bahut important hai aur usko samajh na bahut jaruri hai kyunki hamara Jo profit aur last hai vah is lot size ki vajah se hote hain Diya agar to Ham achcha lot size light karenge to hamen acche benefit milega near forest phone mein aur forest reading mein regularly achcha kam karke hamesha benefit hasil kar sakte hain bahut acche system hai aur usmein ham regularly achcha kam karna chahie
          • #6 Collapse

            Re: Lot size kitna hona chahyie?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Lubna1998 پيغام ديکھيے
            Forex Trading me lot size ka aik bara aham role hota hai ya ye samjh lo k lot size Forex Trading me trade ki akaye hai. Jab hum lot size k positive aur negative value se waqif ho jayen to us k baad hi hamen trading shron karni chaheye. Small lot size hamare account k leye ideal hota hai aur is se hum apne account ko safe rakhte hn lekin agar lot size hum ziada karte hn to is se hamara account risky ho jta hai aur mumkin hia k hamara account wash ho jaye. Aam tawar pe lit size ka aghaz 0.01 se hi hota hai aur is ko hum mazeed increase bhi kar sakte hn. Lot size ko bohut hi zyada careful use karna chaheye q k hamari trading ka sara inhisar is pe hi hota hai. Lot size se hamen bara faida hota hai bara lot size se hum ziada bhi hasil hota lekin mere khayal me lot siz kam hi use hona chaheye. Forex ik acha business hy ham is me acha kam kar ka achi earning kar sakty hai.
            G han dear ap ko chaiye ky apny account ka mutabik is me apni lote k0 use kary agar ap apny account ka mutabik lote lgay gy to acha h9ga
            • #7 Collapse

              Re: Lot size kitna hona chahyie?

              gdl agar aapka account balance kam hai to aap koshish karenge apna lot size small small rakhen kyunki agar aapka account balance kam hoga aur aap puspal aaj ke sath trade karenge to aap kabhi bhi achcha profit nahin Kama sakte isiliye koshish karen kya kar aapka account kam se kam hai to use per small lot size ke sath trade Karen Taki aapse safely trading kar sake
              • #8 Collapse

                Re: Lot size kitna hona chahyie?

                Dear friend forex trading men kamyabi ka mukaml daro madar lot size ki achi selection pe hota hey iss liay agar bonus acha ho tu phir apnay balance aur experience k hisab se achi lot laga kar acha profit kama saktay hen lekin kam bonus pe hamesha 0.01 ki lot laga kar trading karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey aur acha profit bhi hasil kar saktay hen
                • #9 Collapse

                  Re: Lot size kitna hona chahyie?

                  mere pyare bhai hamen lot size Koi Fark nahin hota hai jab Ham kam achcha karta hai To humko saswad milta hai Jo hamara kam achcha nahin hota hai To humko kabhi bhi hazaribagh nahin Mil sakta hai humko chahie ki ham log achcha kam Kare jab Ham achcha kam karta hai to aana bahut acharya bad mein Ham to itna kam karna hota hai ki ham log jab acharya bar leta hai To hamen Pata hota hai ki ham log kya kar raha hai jab Ham Kya kar raha hota hai sham ko yahi hota hai ki jab Ham achcha Kam nahin karta To hamen koi bhi profit achcha nahin milta to humko ismein kam karna hota hai jab Ham kam karta hai To humko achcha milta hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Lot size kitna hona chahyie?

                    Dost lot size trading per bahut hi depend karti hai ki lot size Ham Soch samajhkar rakhni chahie Jab Ham lot size Apne account mein balance Ko Dekhkar lot size istemal Karte Hain tab prax trading Mein Achcha profit Aasan kar sakte hain aur Agar trading co analyse karne ke liye Achcha experience khona chahie experience hoga tab Ham Laut side decide kar sakte hain kya Ne Kitni lot size istemal karni hai isliye main Karni bahut Jaruri Hoti Hai tab Ham lot size istemal Karke trading Karenge to bahut Achcha profit Aasan kar sakte hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X