Apni Sihat ka bhi khayal rakhen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apni Sihat ka bhi khayal rakhen
    Assalm o alaikm kaisey hain sab......
    dear forex traders aj jo main ap sy bat karney ja raha hon woh boht hi kab e ly tawajjo hay umeed hay keh ap meri bat ko ghaur sy sunegy aor amal bhi karengy to
    dear hum jb forex trading main shamil hoty hain to hum forex ko ik business kay taor par ni lety bulkeh isey hadd sy ziada hi serious ley lety hain aor har wqt sirf mobile pc ya laptop ki screen main hi ghussey rehty hain to dear yahi forex ka sab sy barra side effect hay jis sy hamen bachna hay
    kun keh aisa karnay sy hamari sehat main masla hojata hay hamari need pori ni hoti hamari ankeh surkh ho jati hain aor dard rehta hay hamara mind fresh ni rehta hum gum sum rehty hain to hm nay aisa ni karna agar hum nay ik acha trader bn,na hay to har kam karen aor forex ko bhi iskey wqt par karen takeh hamen iska sahi trah sy benifit mil skey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apni Sihat ka bhi khayal rakhen

    Ji han dear aapane Achcha Mashwara Diya Hai Hamen Forex trading mein Main lagatar Kam Nahin Karna chahie aur ek proper time table Bana kar time table ko follow karna chahiye aur apni sehat ka bhi khayal rakhna chahieye Kuchh traders Aise Hote Hain Jo poori Raat kam Karte Rahty Hain To Unki sehat kharab ho Jaati Hai isliye aap raat ko time se so Jaya Karen Apne Neend ko bhi pura Karen apni sehat ka bhi Khyal rakhen aur kam bhi Karen Har kam ka ek time hota hai aap proper time table ko follow karen to aap ki life ka har Achcha target achieved ho sakta hai aur aap forex trading mein aur Pak Forex forum per Itna target rakhen Jitna aap aasani se achieve kar sake aur aapko Jyada tuff time na lena pary
    • #3 Collapse

      Re: Apni Sihat ka bhi khayal rakhen

      g bilukl sehat bht ka khayal rakhna achi baat hy is mye ziyada tr eyes problems aa jata hy jo kh hm sari sari taar byth kr kaam krty rhty hn ar km sona is ki sb sy bari waja hy ar lalach mye profit ky chakar mye aa krhm apni eyedides bb kho bythty hn to sihat aik bht bari nhymat hy is ka khayal rakhyn agr yy thk hogi to kaam mye interesting bb hogi arkaam krny ka maza bb ay ga agr hmari sihat thk nai hogi to weakness ki waja sy hm ziyada posts ar trade bb nhi kr sakyn gy .to hmyn aik proper time table bana kr yy kaam krna hoga tb hmari sihat bb thk rhy gi
      • #4 Collapse

        Re: Apni Sihat ka bhi khayal rakhen

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Atique786 پيغام ديکھيے
        Assalm o alaikm kaisey hain sab......
        dear forex traders aj jo main ap sy bat karney ja raha hon woh boht hi kab e ly tawajjo hay umeed hay keh ap meri bat ko ghaur sy sunegy aor amal bhi karengy to
        dear hum jb forex trading main shamil hoty hain to hum forex ko ik business kay taor par ni lety bulkeh isey hadd sy ziada hi serious ley lety hain aor har wqt sirf mobile pc ya laptop ki screen main hi ghussey rehty hain to dear yahi forex ka sab sy barra side effect hay jis sy hamen bachna hay
        kun keh aisa karnay sy hamari sehat main masla hojata hay hamari need pori ni hoti hamari ankeh surkh ho jati hain aor dard rehta hay hamara mind fresh ni rehta hum gum sum rehty hain to hm nay aisa ni karna agar hum nay ik acha trader bn,na hay to har kam karen aor forex ko bhi iskey wqt par karen takeh hamen iska sahi trah sy benifit mil skey
        Desr friend ager fresh mind ke sat kam kare ge to knowledge aur experience be hasil kar sake ge aur aoni sehet ka be khhal rak sake ge is kya her waqt na to ttrading karni chaya aur na forum ler posting karni chaya aur fresh ho ke kam karni chaya
        • #5 Collapse

          Re: Apni Sihat ka bhi khayal rakhen

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Atique786 پيغام ديکھيے
          Assalm o alaikm kaisey hain sab......
          dear forex traders aj jo main ap sy bat karney ja raha hon woh boht hi kab e ly tawajjo hay umeed hay keh ap meri bat ko ghaur sy sunegy aor amal bhi karengy to
          dear hum jb forex trading main shamil hoty hain to hum forex ko ik business kay taor par ni lety bulkeh isey hadd sy ziada hi serious ley lety hain aor har wqt sirf mobile pc ya laptop ki screen main hi ghussey rehty hain to dear yahi forex ka sab sy barra side effect hay jis sy hamen bachna hay
          kun keh aisa karnay sy hamari sehat main masla hojata hay hamari need pori ni hoti hamari ankeh surkh ho jati hain aor dard rehta hay hamara mind fresh ni rehta hum gum sum rehty hain to hm nay aisa ni karna agar hum nay ik acha trader bn,na hay to har kam karen aor forex ko bhi iskey wqt par karen takeh hamen iska sahi trah sy benifit mil skey
          Agar ham is me acha kam kar sakty hy ham ko is me kam bhi karty rhena chaiye or ach8 mhenat sy kam karty rhena chaiue or ham ko aoni shiywt ka bhi khiyal rgaknachaiue to ham ko is me wcua faida hoga or hwm wca kam kar skaty hy
          • #6 Collapse

            Re: Apni Sihat ka bhi khayal rakhen

            Bilkul forex me kam krny k liy sehat ka hona bht zaroori ha,jb tk sehat achi rhy ge hm kam dilchaspi k sth kr sakty hain agar hmare sehat hi ijazat na dy toh hmain kse kam me bhe dil ni lgy ga,hm forex me mehnat krty hain toh wo hmain mehnat ka phal deta ha aur forex me hm kam krny k kaabil jb hi hngy jb hm achi diet lain gy hmain apni diet ko maintain rakhny k liy ek mukmal schedule banana chaye js par anal kr k apni sehat ka khatyal rakhy sakty hain,sehat mand afraat hi ek achy business ko establish kr sakty hain aur as man ki bulandiyon par poncha sakty hain.
            • #7 Collapse

              Re: Apni Sihat ka bhi khayal rakhen

              Kam karte hue apni sehat ka bhi Khyal Rakha Karen Jab aapki sehat acchi Nahin Hogi to Phr aap kam Kaise Acha kar Sakenge Kyunki aap ki health acchi hai To phr aap comment bhi fresh hoga jawab na mind fresh hoga to Aapka mind work karne per Hoga Jab aapka payment aur health acchi Nahin Hogi to Phr aap kabhi bhi work nahin karna Chahenge so we care your health
              • #8 Collapse

                Re: Apni Sihat ka bhi khayal rakhen

                Din rat tradind or 24 hours trading sara isi main guss jana bhe theak nhe hota kun ka jab ap lagatar trading kar rahy hoty han to ap ko is waja sa loss hota ha jis sa ap ka emotion hearts hoty han ap prehani ka alam main hoty han jis waja sa ap bp ka shekar ho jaty han tenshan ki waja sa or bhe sehat kharab ho jati ha 1 to apna target rakhen ka ap na kitna earning karna ha us ka bad ye ka trding ka bhe tim rakhen ka ap na 8 ya pher 10 nghanty market ko deny han bas
                • #9 Collapse

                  Re: Apni Sihat ka bhi khayal rakhen

                  Assalamualikum dear Friends umeed hai ap sb khairyat se hon gy aj kl hum koshish krty hain k sb se agy nikl jay kam mye ye bat boht achi k ap apny kam se apna nam roshan krtu but kbi kbi hum competition mye itna kho jaty hain k apni sehat tk ki parwa ni krty jo bilkul b achi bat ni ha hum kam hmysha apny liay is liay krty ta k hum sakoon mye rahy but kya faida agr ap kam se apni sehat ko bigar lyn to hum sb k liay boht zarori hai humysha utna kam kryn jentni humy humari sehat ijazt deti hai humysha 1 khawat suni ha many ' Jaan hai to Jahan ha ' jo bilkul thk ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Apni Sihat ka bhi khayal rakhen

                    Aapki health aapke liye sabse Ham Hoti Hai Baki kam to bad mein bhi Hote rahte hain ab Kyunki Yahan baat ho rahi hai training ki To vah ismein Hamen jo hai na apni health Ka Bhi Kya Rakhna padta hai Kyunki Jab Ham trading kar rahe ho taiyar last ki vajah se Ham Kafi Pareshan Ho Jaate Hain Jiski vajah se ham battery Taur per apset Ho Jaate Hain aur blood pressure Ho Yara Jaisi bimariyon ka bhi Shikar Ho Jaate Hain to depression se bhi Humne Dur Rahana hai isliye kam hi Karen lekin masalon ke sath aur sabse pahle apni sehat Ka Khyal rakhen
                    • #11 Collapse

                      Re: Apni Sihat ka bhi khayal rakhen

                      g bilukl sehat bht ka khayal rakhna achi baat hy is mye ziyada tr eyes problems aa jata hy jo kh hm sari sari taar byth kr kaam krty rhty hn ar km sona is ki sb sy bari waja hy ar lalach mye profit ky chakar mye aa krhm apni eyedides bb kho bythty hn to sihat aik bht bari nhymat hy is ka khayal rakhyn agr yy thk hogi to kaam mye interesting bb hogi arkaam krny ka maza bb ay ga agr hmari sihat thk nai hogi to weak spot ki waja sy hm ziyada posts ar change bb nhi kr sakyn gy .to hmyn aik proper time desk bana kr yy kaam krna hoga tb hmari sihat bb thk rhy gi
                      • #12 Collapse

                        Re: Apni Sihat ka bhi khayal rakhen

                        Assalamu Alaikum dear members kaise hain ummid karti hun aap sab theek honge ji aapane bilkul theek kaha hai Forex mein apni ticket ka istemal achcha Karen agar aap pariksha mein apne kam Ka khyal karenge aur apni health Ka Kya karenge aur apne gaon Ka importance a aur behtar tarike se kam kahenge tabhi aap aage badh sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Apni Sihat ka bhi khayal rakhen

                          Assalamu alaikum dear members ji han hamin kam ky sath sath apni sehat ka bhi khyal zaroor rakhna chahy ,hmary bhut se dost forex main jab kam karty hain to apny kam main twajo zeyada dety hain aur apni health ko disturb kar lete hain hamen aisa bilkul nahin karna chahie hamen Forex ke liye time table banakar kam karna chahie.forex ho ya koi aur business agar ham healthy hongy to hi work acha aur quality wala karin gy .
                          • #14 Collapse

                            Re: Apni Sihat ka bhi khayal rakhen

                            Aslamoalikum
                            Umeed krta hn ap sb khariyat sy hon gy 😘
                            G bhai jan ap bilkul sahi kah rhy ho k insan ko apne kam k sath sath apni sihat ka khayal rakhna chya agr ap kam ma itna masroof ho jaty ha ka apni sihat k khayal nhe rakhty
                            Hum sb manty ha ka kam zarori ha lykin sihat ka khayal rakhna kam sy bh zarori ha as lia har kam apna time py acha lgta ha breakfast krna dinner krna rest krna
                            Thanks 😊
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Apni Sihat ka bhi khayal rakhen

                              Assalam walekum doston mein karta hun sab theek aur khairiyat se Honge ji bilkul doston tandrusti Azhar nemat hai agar Ham farooq's per kam Karte Hain To Hamen Apne sakta Khyal Rakhna chahie Kai log Is Tarah Karte Hain Ki Is per pura din Baithe Rahte Na Pita unakena Unka Hota Hai Sabse pahle Apne se Akhiyan Lada ke Jaan Hai To Jahan Hai agar aap hi to Farooq se agar aap Nahin Hai To fir farooq's bhi nahin hai Kyunki yah ka online business yah Kahin Nahin Chahte yah Kabhi khatm Nahin hone wale Apne se Khyal rakhiye aur Pakistan horsepower per kam Karen Shukriya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X