Forex mien lalch karne ka kia nuqsan hota hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mien lalch karne ka kia nuqsan hota hai?
    Forex mien hi nhi balke hum chahie jo bhi business ker lein agar hum us mien lalch kare ge tu hume loss ke siwa kuch hasil na ho ga jitni zyada hum is mien mehnat karte rahe ge us ke mutabiq hi hum is mien earning gain ker sake ge. Hume chahie ke life mien kabi bhi lalch ya jald bazi na kare kui ke lalch aur jald bazi ka kam tu shetan ka hota hai aur shetan ke her kam mien hume loss ke siwa kuch hasil nhi hota jitni zyada hum mehnat kare ge utna hi hume sabar bhi kerna pare ga kui ke sabar se hi hume kamayabi hasil ho gi. Aur agar hum aisa nhi kare ge tu hum forex mien apne loss ke zimadar khud hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mien lalch karne ka kia nuqsan hota hai?

    G han apki bat bilkal thek hy forex main lalch krny se humen nuqsan uthana prta hy ager hum koi bhi kam lalach ki niyat se krty hen to humen loss e hota hy es liye humen chaea k hum lalach na kren or apne kam ko achi trha mehnt se dill lga kar kren tb hi hum successful ho skty hen or acha profit hasil kr skty hen
    • #3 Collapse

      Re: Forex mien lalch karne ka kia nuqsan hota hai?

      Forex Mein lalach karne ka bahut bada nuksan hota hai jo log Lal Aaj Karte Hain vah Kabhi Kamyab Nahin Hote Hamen acchi kamyabi again karne ke liye mehnat karna Hogi Sabar karna hoga Lala ko ignore karna hoga tab jakar Ham ismein Achcha result again kar sakte hain Agar Ham ismein lalach Nahin Karenge To Kabhi Kamyab Nahin Ho Sakenge Hamen Kabhi acchi kamyabi Hasil Nahin ho sakti Hamen acchi kamyabi Hasil karne ke liye Jyada Se Jyada mehnat per focus karna hoga lalach ko ignore karna hoga lalach se Hamen Dur Rahana Hoga Lal Aaj Ek Buri Bala Hai Jaise ham Hamesha nuksan hi Hasil Hota Hai Kabhi Achcha profit harsal Nahin ho sakta
      • #4 Collapse

        Re: Forex mien lalch karne ka kia nuqsan hota hai?

        Assalamu Alaikum

        Dear Forex members Forex aik risky or tough business hai, espy agr hum aik baar trading kry r us trading mai hamay faida hojaye, r phir lalach Mein Aakar bghair market ki analysis ki hum trading krain to hum apny phla wlaa profit bhi zaya kr skty hai, to hamian chahie K hum lalach Mein Aakar Apna nuksan na karain..
        • #5 Collapse

          Re: Forex mien lalch karne ka kia nuqsan hota hai?

          Forex Mein Lalach karne ka bahut zayada nuksan Hota Hai hai jo traders Forex trading mein loss karte hain woh maximum lalchi trader Hote Hain Koi Bhi business Ho koi bhi job Ho Jo Insan lalach Karta Hai woh Kabhi successful Nahin ho sakta Forex trading 1 online market hai ismein agar lalach Karenge Aur lalach Mein Aakar overtrading Karenge yah Badi Lot Laga Lenge to uska loss ye hoga k account wash ho sakta hai isliye aap lalach na Karen aur is market Mein mehnat Karen practice Karen aur knowledge Hasil karne ke bad aap trading karen to aap sucessfull Honge aur aapko profit hoga aur lalach se aur emotional trading Se Dur Rahen to aap Kamyab Ho Jaenge
          • #6 Collapse

            Re: Forex mien lalch karne ka kia nuqsan hota hai?

            assalam walekum forex ma lalach karna k Kia nugsan hai aap lalach nahin Karen kyunki lalas ek bahut hi buri chij hai hai jo insan lalach karta hai usko FIR Lal aaj ka bura hi natija milta hai hamen chahie ki Ham Park forest mein acche tarike se kam Karen aur achcha bonus hasil Karen jab Ham achcha kam karenge to hamen achcha aur milega
            • #7 Collapse

              Re: Forex mien lalch karne ka kia nuqsan hota hai?

              Forex trading ho ya forex forum, agr hm lalach kry gy to hmesha nuksan me he rhy gy jese k forex forum py 1 din ka posting ka 50 hadaf ha aur agr hm lalach me aa k rozana ksi tariky se 50 post krty rhty lekin jo post kia jata wo puchy gye sawal se alag he likha ho to phr hmari rozana kaa hadaf pura krny ka koi faaida nhi isliye thori krly lekin saawal ka sahi se jawab post kry taky quality axhi ho taky axha munafa kama sky aur lalach bilkul na kry. Shukria
              • #8 Collapse

                Re: Forex mien lalch karne ka kia nuqsan hota hai?

                AOA forex member. Umeed ha ap sb thek ho gye.. G best thread ha answer simple k loss ho ga bhut kam hi logo ko un ki lalch sy profit howa ha zeyada ko to account hi wash ho jate hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mien lalch karne ka kia nuqsan hota hai?

                  g bilukl koi bb kaam ho us mye lalach nhi krni chahiyy ziyada lalach insan ko tabah kr dyti hy ar wo bs profits ky chakar mye aa kr loss bb kr sakta hy ziyada loss kbhi bb hmyn apna target ko achieve nhi krnydyta wo hmyn din ba din pichy krta jata hy ar hmyn apny kaam myte interesting bb khtm ho jati hy .to lalach sy hm kbhi bbb knowledge ko gain nhi kr sakty hmyn is qadr loss ho sakta hy kh hmyn pata bb nhi chlta hmara account bb khtm ho jata hy to isliy hmyn chahiyy kh hmysha sabar sy kaam lyn r jo bb kaam kryn wo khaloos niyaat sy kryun ar apny ird gird doston ki bb guide krty rhyn ar unko bb is kaam sy rokyn
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mien lalch karne ka kia nuqsan hota hai?

                    jee dear ap ne bohat he achi or piyaari bat shair ki hai forex main hmen chahiey k hum issmian bohat he ziyaada mehnat k sath issmian kaam karen or issmain laalach to hargiz nai karna chahiey iss mian hum jitna ziyaada iss main laalach or greedy see kaam karen gy hum issmian utny he ziyaada iss mian flop hon gy iss mian hum chahay jitna marzi profit gain kar len agr hum issmain laalach karen gy iss mian greedy se kaam karen gy to hum issmian phir apna loss he len gy or iss main hum kabhi bhi profit main nai ayen gy bal ko jo hum iss main profit gain kar chukay hon gy woh bhi iss mian hum loss he karen gy
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mien lalch karne ka kia nuqsan hota hai?

                      jee dear ap ne bohat he achi or piyaari bat shair ki hai forex main hmen chahiey k hum issmian bohat he ziyaada mehnat k sath issmian kaam karen or issmain laalach to hargiz nai karna chahiey iss mian hum jitna ziyaada iss main laalach or greedy see kaam karen gy hum issmian utny he ziyaada iss mian flop hon gy iss mian hum chahay jitna marzi profit gain kar len agr hum issmain laalach karen gy iss mian greedy se kaam karen gy to hum issmian phir apna loss he len gy or iss main hum kabhi bhi profit main nai ayen gy bal ko jo hum iss main profit gain kar chukay hon gy woh bhi iss mian hum loss he karen gy iss liye jitna ziyaada ho saky iss mian hmen laalach or greedy se bachna chahiye tbhi hum iss main acha profit gain kar sakty hain or issmian apni achi earning start kar skaty hian
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mien lalch karne ka kia nuqsan hota hai?

                        Chahe Forex ho ya Jindagi Ka Koi Aur Paisha lalach Hamesha aapko nuksan hi Karega. Isliye koshish Karenge Subar ke sath kam Karen aur koi bhi Faisla jaldbaji Mein Na Karen. Forex Mein Jab Bhi aap jaldbazi ya lalach se kam Lenge to aap ka nuqsan hoga isliye koshish karen ke analysis ko Jyada Se Jyada time de.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mien lalch karne ka kia nuqsan hota hai?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: mubashir786 پيغام ديکھيے
                          Forex mien hi nhi balke hum chahie jo bhi business ker lein agar hum us mien lalch kare ge tu hume loss ke siwa kuch hasil na ho ga jitni zyada hum is mien mehnat karte rahe ge us ke mutabiq hi hum is mien earning gain ker sake ge. Hume chahie ke life mien kabi bhi lalch ya jald bazi na kare kui ke lalch aur jald bazi ka kam tu shetan ka hota hai aur shetan ke her kam mien hume loss ke siwa kuch hasil nhi hota jitni zyada hum mehnat kare ge utna hi hume sabar bhi kerna pare ga kui ke sabar se hi hume kamayabi hasil ho gi. Aur agar hum aisa nhi kare ge tu hum forex mien apne loss ke zimadar khud hain.
                          Yes friend forex market me lalach karne se aur jald bazi ke sat tteading karne se aur zayada kot ke istimal karne se zayada loss hoti he ager hume market ke sahi tareeke se analysis kare ge aur soch samaj ke sat treading kare ge to achi profit hasil kar sake ge
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mien lalch karne ka kia nuqsan hota hai?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: mubashir786 پيغام ديکھيے
                            Forex mien hi nhi balke hum chahie jo bhi business ker lein agar hum us mien lalch kare ge tu hume loss ke siwa kuch hasil na ho ga jitni zyada hum is mien mehnat karte rahe ge us ke mutabiq hi hum is mien earning gain ker sake ge. Hume chahie ke life mien kabi bhi lalch ya jald bazi na kare kui ke lalch aur jald bazi ka kam tu shetan ka hota hai aur shetan ke her kam mien hume loss ke siwa kuch hasil nhi hota jitni zyada hum mehnat kare ge utna hi hume sabar bhi kerna pare ga kui ke sabar se hi hume kamayabi hasil ho gi. Aur agar hum aisa nhi kare ge tu hum forex mien apne loss ke zimadar khud hain.
                            Is me agar ap treading ka waqat ap lalachkary gy to ap ko is me nuqsan hi hoga or ap ki is me mhenat zwy h9jay gi ap ko is me soch smjh kar kam karna chaiye or wchi trwading karni chaiyejiss s6 ap ko koi nuqsa na ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mien lalch karne ka kia nuqsan hota hai?

                              forex main lalch kerny se humain yahe nujqsan hota hay k is se humara acount wash ho jata hay humari sari mehant aik pal main zaya ho jati hay humain soch samjh ker lalach ko avoid ker k trading kerny se bht ziada burkat hoti hay humain profit bhi acha hota hay aur acount bhi is se safe rahta hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X