Mauzo: bolinger band endicator ko sahi use karny k bary main. Bata do?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mauzo: bolinger band endicator ko sahi use karny k bary main. Bata do?
    Bolinger band indicator ko kis trah sa use Kiya jata ha reply me
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mauzo: bolinger band endicator ko sahi use karny k bary main. Bata do?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem20 پيغام ديکھيے
    Bolinger band indicator ko kis trah sa use Kiya jata ha reply me
    Dear bollinger band Kaisa indicator Hai Jis Ke Andar moving average lines Hoti Hai Ek vahan middle line se Lete Hain middle line se Ham Jab market price Upar Wali line ko touch Karti Hai yah louverline ko touch Karti Hai Tujhe trade signal ke bare mein information deti hai agar Ham bullinger band ke sath different candlestick pattern ko bhi follow karen to isase Hamara trade signals Jyada strong ho jaega aur ham bahut aasani ke sath usko Apne scalping ke andar use kar sakte hain Kyunki yah short-term ki trading signal deta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Mauzo: bolinger band endicator ko sahi use karny k bary main. Bata do?

      Dear member, Bollinger band eak technical indicator hai jo John Bollingor ny discover kia . Ye indicators market ki volatility ko measure krnay k liye istmal hotay hain jis main over bought or oversold condition ko chexk krnay k liye istmal jota hai
      • #4 Collapse

        Re: Mauzo: bolinger band endicator ko sahi use karny k bary main. Bata do?

        Market Mein different types ke indicators hote hain indicators ke bare mein hai traders ke pass acchi information aur experience Ka Hona bahut jyada Jaruri Hota Hai market Nahin bullinger band bahut hi Achcha indicator Hota Hai ladiss Ko Banjar Bans ke bare mein complete information Hasil kar leni chahie bullinger bands ka indicator price ke sath sath karta rahata hai agar market trending Mein hoti hai to use Waqt yah range mein move karna Shuru kar deta hai aur jab market ki price Upar ya niche move karti hai to use Waqt market ki yah price bands ke andar swimming Karti rahti hai aur use Waqt market Shukrana bhi Shuru kar deti hai isliye market ki is condition ko samajhna bahut jyada Jaruri hota hai Taki aap market Mein acchi trade lagakar use Mein kamyabi Hasil kar sake
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Mauzo: bolinger band endicator ko sahi use karny k bary main. Bata do?

          Forex trading men trading krtay waqat bahot sa indicators use hotay hen in men ak bolinger band bhi ha ya indicator bhi bahot use hota ha.Ya indicator nehar k kinaray ki tra hen Jo price k sath sath chaltay hen agr market trend men na ho Yani k market side p chal rahi ha to is k dono band sukar jatay hen r agr market trend men chal rhi ha to is k band open ho jatay hen

          اب آن لائن

          Working...
          X