Withdraw process honay takk new trade na lagaey
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Withdraw process honay takk new trade na lagaey
    Traders ka experience jab Kamm hota hai aur khaas ker jo forum members real trading start kertay hain unhain experience nahi hota aur woh apnay profit ko withdraw ker laitay hain laikin withdraw process honay say pehlay he new trade open bhi ker laitay hain. To iss Tarah system withdraw ko cancel ker daita hai kiyu kya account ki safety kay liye system traders ki help ker raha hota hai. Iss liye jab koi amount withdraw ki hui ho to uss kay process ho kay payment processor kay wallet takk pohanchanay takk ka wait kia kerain aur jab withdraw instaforex account mai processed show ho Jay tab he new trade open kia Karey. New aur junior members ko iss tarah ki technical cheezain zarur poochni aur seekhni chaiye takay unhain iss business say faida ho sakey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Withdraw process honay takk new trade na lagaey

    Forex mein jub hum withdraw lagatay hain tou rules kay mutabiq humain tab tak trade nahin kerni chahyea jub tak humara withdraw skrill mein nahin pounch jata aur agar hum aisa kertay hain tou humara withdraw cancel ho jata hai aur yeh kaam cheating mein ata hai jis ki wajah sae aap ka account bhi bann ho sakta hai iss lye withdraw ko mukammal ho lenay dya kerain
    • #3 Collapse

      Re: Withdraw process honay takk new trade na lagaey

      dear friend ap na bilkul theak ha k agr ap profit milnay pr withdraw lgatay hn to jb tk withdraw prosess complete naen ho jata us waqt tk dosri trade bilkul na lgayn keun k agr apki tradeloss mn jay gi to apka withdraw bhi wapis ho jay ga isliay withdraw complete honay tk dosri trade bilkul bhi na lgayn
      • #4 Collapse

        Re: Withdraw process honay takk new trade na lagaey

        g han ap nay shi kah hai humaain withdraw process tuk trade nhi lganai chahiye humaain achay say aapna kam jari rukhna chahiye agar hum es maain achaay say apnaa kam jari rukhay gay to hum successs bhi asani say gain kur lay gay to es trah say humain apna kaam jari rukhna chahiye or humain es maain aachaay say soch samujh kay apna kaam kurna chahiye or acha kamkur ky humain kamyab hona chahiye
        • #5 Collapse

          Re: Withdraw process honay takk new trade na lagaey

          Insta forex kay bonus account mein hum rules ko follow kar kay hi kaam karain gey tu is mein se kuch hasil kar saktay han aur hum jab apne bonus account mein withdraw ki request kartay han tu hum ko us waqt trading nahin karni cahaiye kiok agr hum withdraw request mein trading karain gey tu withdraw request cancel ho jati hai aur account bhi disable ho sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: Withdraw process honay takk new trade na lagaey

            Market Mein Mujhe Tamam traders ko chahie Ke Jab Bhi vah withdrawal process ko complete kar rahe ho ya FIR withdrawal per Apna work kar rahe ho to use Waqt unhe market Mein Apni trade open Nahin Karni chahie bal Ke Jab tak Unka withdrawal process complete Nahin ho jata use Waqt Tak unhen market Mein Apni trading kabhi bhi start Nahin Karni chahie Kyunki agar vah aisa Karenge Tu Is Tarah Se unhen market Mein nuksan ka Samna karna pad sakta hai market mein bahut hi Soch Samajh Kar apni trading start karen
            • #7 Collapse

              Re: Withdraw process honay takk new trade na lagaey

              Forex trading mien bohat se log yeh galti karte hain ke wo withdraw krwane waqt trade laga dete hai aur withdraw hone se pehle bhi trading karte rehte hain hume chahie ke hum forex ko samjhe aur kabi bhi jab tak hume withdraw hasil na ho jae us waqt tak new trade na lagae tu hi humare liye ache ho ga aur is se hi hum forex mien kamayabi hasil ker sake ge. Forex ko hamesha samjh ker kam kerna chahie tu hi hum is mien kamayabi hasil ker sake ge.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Withdraw process honay takk new trade na lagaey

                foreign exchange mein jub hum withdraw lagatay hain tou regulations kay mutabiq humain tab tak alternate nahin kerni chahyea jub tak humara withdraw skrill mein nahin pounch jata aur agar hum aisa kertay hain tou humara withdraw cancel ho jata hai aur yeh kaam dishonest mein ata hai jis ki wajah sae aap ka account bhi bann ho sakta hai iss lye withdraw ko mukammal ho lenay dya kerain

                اب آن لائن

                Working...
                X