Forex Trading bohut ziada riski buisiness hai aur is me bagher trading skills aur experience k independently kaam akrna bohut mushkil hai lekin agar hum ne pher bhi independent ho kar kaam akrna hai to kaam seekhne k leye demo account pe analysis kia karen. Demo account aik behtareen sahulat hai forex trading me practice karne k leye. Demo account pe ap apni marzi ki raqam add karwa k us k zarye se trading kare seekhne ki. Is me jo raqam istemal hoti hai wo virtual hoti hai aur us ka user pe koi asar nahi parta. Demo account aur Real account ke Trading me koi faraq nahi hai bus demo account me virtual money istemal hota hai jab keh Real account me Real capital jama karna hota hai. Fore trading apni behtareen noyeyat ki waja se aik behtareen karobar hai. Forex Trading me demo account ka bhi istemal musalsal karna chaheye, q k hum is se apni ghaltion pe control karte hn.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим