1.Knowledge ki kami.
Jab hum newly trading start karty hai tu hum baqi dosto ko dek k forex marlet mai aty hai par humary pas market knowledge nahi hoti or hum kamany k rase mai lag jaty hai. Jab hum seekengy nahi hm kama nahi sakty.
2. Changing pairs.
Zyada pairs mai entry talash karna bar bar pairs change karna b nuqsandy ho sakta hai. Hum market ko per achi tarha nahi samaj sakty.
3.Time ki kami.
Hum forex sy pesa kamana chahty hai par hum forex ko time nahi dety jo k nuqsandy hai q k business time mangta hai or humy forex ko time dena chaheye.
4. Short time practice.
Hum jab practice start karty hai tu 2 3 week practice k bad real py ajaty hai jo nuqsandy hai. Or practice b hum karty hai tu barry lost lagaty hai or real mai per loss utaty hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим