Confirmation kay baad hi trade len
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Confirmation kay baad hi trade len
    Yes dear traders ab Ham Forex trading Mein kam kar rahe hote hain to usmein hamare liye yah bahut jyada important hota hai ki Ham Ek acchi entry Ka Intezar Karen aur Jaise hi Humko acchi entry milati Hai To Uske bad Ham apni trading ko start karen Kyunki acchi entry use Waqt hi possible ho sakti hai Jab Humko candlestick ki taraf se strong signal Milte Hain Agar aap ko strong signal Nahin Milte To aapko use time per trading se avoid karna chahie aur acchi entry ke liye aapko Intezar Karna chahie Kyunki agar aap Aisi situation Mein trade open kar lenge jismein aapke pass Ek acchi entry Nahin Hai To vah entry aapke liye bahut jyada dangerous ho sakti hai aur aap bhi trading per bahut hi negatively affect kar sakti hai isliye aapko Hamesha strong signal Ka Intezar karne ke sath Ek acchi entry ko focus karna chahie Strong signal Hasil karne ke liye aapko market mein jyada Se Jyada time spent karna hota hai agar aap regularly market ko visit kar rahe hain to ismein aapke liye bahut jyada aasani ho jayegi aur aapko market mein bahut acche Entry Aur bahut hi acche signal mil sakte hain lekin agar aap market ko time Dene Se ignore Karenge to aap kabhi bhi Ek acchi entry find out nahin kar sakte aur iske sath aapko kabhi bhi strong signal available Nahin ho sakte isliye aap ki puri koshish honi chahie ki aap market Mein acchi entry ko find out karne ke liye bahut jyada market ko time de Taki aap ki trading aapke liye profitable ho sake hamen chahey kay hamen jab confirmation hojaye trade ki to hum tab hi trade len agar confirmation ni ho rahi to ap kabhi bhe trade na len.......S
    ​"Try try again until you succeed"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Confirmation kay baad hi trade len

    Gee bhai appny bohut achy andaz mai or achy tareeqy sy samjhya hai or mai agree karta hon apki baat sy humy bilkol jab bhi trafe ya entry mely pehly humy chahiye k hu. Analysis karein chahy woh fundamental analysis ho ya technical analysis ho osky bad he news or sub cheezon ko check karny k bad he trade ko open karein. Hum tab kamyab ho skty hain.
    • #3 Collapse

      Re: Confirmation kay baad hi trade len

      g ap nay sahi kaha hay keh ik acha trader bhi wohi hota hay jo keh market ko sab sy pehly smjhta hay aor uskey bad hi apni trade open karta hay sab sy pehly hamen market kay trend ko find karna hay iskey bad hamen suppport aor resistence ko find out karna hay aor tab hi entry leni hay takeh hum ik acha profit book kar sken aor hamari entry confirm entry ho
      • #4 Collapse

        Re: Confirmation kay baad hi trade len

        Kulfi Kaha aapane Hamen pahle market ko analysis karna chahie aur uske bad hi apni trade ko open karna chahie. Hamesha is baat ko zehen mein mehfooz kar len ke aap jab bhi koi trade open karenge to usse pahle market analysis bahut zaruri hai aur hamesha market ki situation ke mutabik hi apni trade ko adjust karenge aur kabhi bhi blind trading nahin karenge. Ye forum hamen achcha bonus deta hai lehaza hamain isko acchi trade mein use karna chahie aur market ki situation k mutabiq he apni trade ko adjust karna chahie.
        • #5 Collapse

          Re: Confirmation kay baad hi trade len

          Sab se Apko chahye k soch samjh k trade open kren r koi b trdae open krne se phele apko chahye k jb ham trade open krte Han to hmae chahye k phela technical analysis kren r es bad main Fandamental analysis kren r news sekhe r pher trade open kren es trah se trade open krene se phele ye Kam kren ge to apki trade Loss Main nai jae gi r ap ek exprt ki trdae open kren ge to is main Loss nai hota ha r jb Tak Ham es Main ache se Kam nai kren ge to Ham es Main profit Main a skte hany r apna Loss recover kr skte hany r koi b Kam jb Ham such samjh k krte Han to is main hmae loss vnai hota ha es trah Ham eek din achee trader ban jae ge
          • #6 Collapse

            Re: Confirmation kay baad hi trade len

            hello doston Forex forum per hamen market ko acche tarike se analyse karna chahie aur acche tarike se analyse karke confirmation kar leni chahie jitne jyada aap acche tarike se analyse karenge utna hi market ke bare mein aapko trend ke bare mein pata chal jaega ki market kis tarah chal rahi hai jisse aap acche trading karke achcha profit Kama sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Confirmation kay baad hi trade len

              Assalamu Alaikum friends trade Lagane Se Pahle tamaam statics Ki janch Kar padtal kar len aur aur signal ka wait Karen jaldbazi mein Koi Kadam na uthaen experience members ki confirmation ke bad hi trade lagaen Taki loss ka minimum andesha Ho analysis Karen knowledge gain Karon market Katrina ko samajhne ki koshish karen kam se kam lot size ka intekhab Karen InshaAllah profit zaroor hoga
              • #8 Collapse

                Re: Confirmation kay baad hi trade len

                Forex mein kamyabi hasil karne ke liye aapko apne experian score increase karna chahie kyunki jab Ham yahan per kam karne ke liye apne experience we increase karte Hain to isase Ham sab ka bahut fayda hota hai yahan per apni mehnat ki vajah se aap sab kamyabi hasil karte ho yahan per kamyab hone ke liye hamesha knowledge hasil karne ki koshish karni hogi kyunki jab hamare pass foreign ki jyada knowledge a jaati hai to is se Ham vah ho jaega fayda utha sakte hain aur kamyab hone ke liye bahut jyada mehnat ki jarurat hoti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Confirmation kay baad hi trade len

                  Assalam o alaikum dear members hamein market ko analyse karna chahie market k trend ko check karna chahie Forex trading mein sb sy kamyab trader bhi wohii hai ju market ki resistance aur market ki support ko daikh bhaal k trading kry aur phr trade ki entry put kry insha'Allah apko kmayabi naseeb hogii.
                  • #10 Collapse

                    Re: Confirmation kay baad hi trade len

                    Ji han dost apne sahi kaha hamain sab se pehly zror confirm karna chahye ke is waqt jo bhi market situation chal rhi hai is main trade open karne se hamian achi profit mil jati hai jab ap is tarhan kaam karte hain our work karne ke bad trade lagate hain to ap ko achi profit mil jati hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Confirmation kay baad hi trade len

                      Assalamu Alaikum Forex trend jiha doston Hamen apni currency select Karke Jis per Hamen trade Lagani hai use per confirmation Karke Hi Re Lagani chahie Taki Ham Kamyab ho sake are main proper analyse Karke movement ko Dekhte Hue hi trade lagaen agar aap jaldbaji se kam Milenge aur active Nahin Rahenge to aapki trade main aapko nuksan bhi ho sakta hai isliye confirmation bahut jaruri hai Jab aap trading Mein Kamyab Hona Chahte
                      • #12 Collapse

                        Re: Confirmation kay baad hi trade len

                        g han ap nay shi kha hai humain confirmation kay bad he trade lgani chahiye or achay say aapna kaam kurna chahiye agar hum es main achaay say apna kaam kuray gaay to humain success bhi aani say gain ho jaay giii to humain acha kaam jari rukh aky successs hasil kurni chahiye to es trah say humain apna kam kurna chahiye or confirmation kay bad he humain trade lgani chahiye
                        • #13 Collapse

                          Re: Confirmation kay baad hi trade len

                          forex trading hamen bahut yad ke sath karni chahie pahle malaises karna chahie market ki movement ko dekhna chahie aur jab hamen acche signal minut abtrade lagani chahie confirmation ko samne rakhna chahie FIR Ham lagaenge to definitely Ham usmein kamyabi hasil kar lenge Jo log jaldbaji mein kam karte hain vah apna hi nuksan karte hain isiliye jaruri hai ki aap confirmation Karen acche signal ka vate Karen FIR aap jarur kamyab Ho jaenge
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Confirmation kay baad hi trade len

                            Ji Bhai AP sahi bol rahy ho confirmation k bad hi hamain apni trade ko open karna ha or confirmation ka pata lagana ya analyse sa hota ha jis ka analyse strong ho ga wo kabhi loss nahi kar sakyga

                            اب آن لائن

                            avatar Azaad
                            avatar Sadd5
                            Working...
                            X