forex ki waja sy mind kafi tez ho jatta hay ap kia kehty ho

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex ki waja sy mind kafi tez ho jatta hay ap kia kehty ho
    dear forex traders main nay is bat ko note kia hay keh forex trading main jo trader hota hay uska zehn kafi tez ho jata hay kun keh usey bar bar market k analyse karna part hay mukhtalif current affairs ko dekhna parta hay to har trah sy jb woh information collect karta rehta hay to woh kafi tez ho jata hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex ki waja sy mind kafi tez ho jatta hay ap kia kehty ho

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Atique786 پيغام ديکھيے

    Ham apne mind ko fresh sakte aur kafi teji ho jata hai hamen pata hai ki firak mein jo log kam karte hain vah kamyabi hota unka main achha hota hai price hota hai to apne kam ko aage Le ja sakte hain aur achcha karte hain lekin ek din kamyabi hote hamen aise hi apne information kobita banana chahie tha ki
    • #3 Collapse

      Re: forex ki waja sy mind kafi tez ho jatta hay ap kia kehty ho

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Atique786 پيغام ديکھيے
      dear forex traders main nay is bat ko note kia hay keh forex trading main jo trader hota hay uska zehn kafi tez ho jata hay kun keh usey bar bar market k analyse karna part hay mukhtalif current affairs ko dekhna parta hay to har trah sy jb woh information collect karta rehta hay to woh kafi tez ho jata hay
      Ji han bhai aap bilkul theek kah rahe hai Forex ki vajah se Hamara mind bahut jyada Tej hota hai Kyunki Forex per Hamen knowledge aur information se Hasil hoti hai
      • #4 Collapse

        Re: forex ki waja sy mind kafi tez ho jatta hay ap kia kehty ho

        G bilkul hm jitna ziyada forex ko use krte hein hamara mind utna he tez hota ha or hm inti he ziyada information gain krte hien hm agr daily basis pe Kam krein ge to hamein or ziyada faida ho ga or hm itna he acha profit b gain krein ge forex buisNess is such a good friend so ise apna real business smjh k work krein tan k ap ziyada se ziyada earning kr skein
        • #5 Collapse

          Re: forex ki waja sy mind kafi tez ho jatta hay ap kia kehty ho

          Ji dear sahi kaha hay ap ne k forex se mind kafi taiz ho jata hay.yeah sahi hay bilkul ap ne k hafiza bahut taiz ho jata hay.Kion k is main ap ko trade ka analysis karna bahut zarori hota hay aur jab ham analysis karty hain to bahut hi consious rehna parta hay.Is atarh jab observe karty hain to hamara mind bahut actice ho k kaam kart ahay is liy mind kafi active aur bahut response deta hay.Forex ki waja se ham kafi zaheen aur haiza taiz ho jata hay......
          Last edited by ; 15-10-2020, 10:31 PM.
          • #6 Collapse

            Re: forex ki waja sy mind kafi tez ho jatta hay ap kia kehty ho

            Gee dosto hm jitna ziyada forex ko use krte hein hamara mind utna he tez hota ha or hm inti he ziyada information gain krte hien hm agr daily basis pe Kam krein ge to hamein or ziyada faida ho ga or hm itna he acha profit b gain krein ge forex buisNess is such a good friend so ise apna real business smjh k work krein tan k ap ziyada se ziyada earning kr skein iski waja sy mind kafe tyz ho jata hy g han friend apny bikol tek kaha hy forex pt jkam kry gy us kam ky miyar ko bhtar bnana ho ga or acha profit haisl.krna ho ga...........A
            ​"Try try again until you succeed"
            • #7 Collapse

              Re: forex ki waja sy mind kafi tez ho jatta hay ap kia kehty ho

              Bilkul hum forum par guftgu kartay kartay bat karne ka andaz bhe bahtar kar saktay hain or hamara mind bhe khul jata hay aapne kam main wo is liye ke hum waqat ke sath sath knowledge main izafa hota rahta hay
              • #8 Collapse

                Re: forex ki waja sy mind kafi tez ho jatta hay ap kia kehty ho

                Yeh bat sahi hai kay jo loog Forex trading kertay hain unn ka mind bohat tez hojata hai. Forex trading ki wajah say bohat kuch sekhnay ko mill Jata hai jaisay kay time management, money management, risk management aur patience ajata hai. Forex trading kay saath saath koi bhi dusra business kernay waley apnay uss business mai bhi bohat kaamyab ho jatey hai. Forex trading mai loog bilkul new atey hain aur phir bohat kaamyab traders bann jatey hain. Iss liye trading ko serious lay aur kaamyabi hasil ker kay kaamyab insaan bhi baney. Active mind traders bohat kaamyab rehtay hai aur iss business mai long time bhi rehtay hain
                • #9 Collapse

                  Re: forex ki waja sy mind kafi tez ho jatta hay ap kia kehty ho

                  g bilkul is se mind tez hota hai yaha different log hai different ideas hai different opinions hai ji se hamari knowledge msi ezafa hota hai hamara mind tez hota hai aur hume faida deta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: forex ki waja sy mind kafi tez ho jatta hay ap kia kehty ho

                    Ji han bilkul Forex mein kam karne se hamara mind kafi tej ho jata hai hamen iske bare mein samajh a jaati hai hai Ham jitne jyada mehnat karenge aur Dil lagakar Forex mein kam karenge itna hi acchi tarah se kamyabi hasil kar sakte hain hamen jyada time Forex mein invest karna chahie aur Dil lagakar kam karna chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: forex ki waja sy mind kafi tez ho jatta hay ap kia kehty ho

                      Ji Janab Kis vajah Se Marte Ho Jata Hai Aapka Sawal achha hai ki matlab aadami ka dimag Kis vajah Se taiyar Ho Jata Hai To Hamen Yun Hi Forex 1 Business Achcha Milta Hai To Hamen Apne dimag ko Jyada Hoshiyar Rakhna Hoga aur dimag ko Jyada chalana Hoga dimag ko Jyada chalakar Hamen xforum Mein jald se jald Jyada Se Jyada profit Le sakte hain Kyunki Pakistan 4th forum Ek best business hai vyast business hai to ismein Baton kahan gaye the
                      • #12 Collapse

                        Re: forex ki waja sy mind kafi tez ho jatta hay ap kia kehty ho

                        assalamu alaikum main bhi aap logon ki baat se agri karti Hun ki Kya forex trading hai aisa video jisme shop hona padta hai Didi ke sath hamen kam karna padta hai aur is tarah humko teji ke sath kam karne ki aadi Ho jaate Hain to Ham jarur kamyabi bhi hasil kar lete hain forest ka business na sirf hamare information level ko badhata Hai balki hamen learning ka bhi bahut jyada mauka milte Hain aur agar Ham ismein mehnat aur lagane ke sath achcha kam karte Hain to jarur Ham ismein achcha profit bhi hasil kar lete hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: forex ki waja sy mind kafi tez ho jatta hay ap kia kehty ho

                          Gi bilkul apki bat bilkul thek ha Forex ma kam karna wala insan kafi taz mind ka insan ban jata ha kunka Forex ma kamiyabi hasil karna or loss sa bachna ka liya haman kafi sari chezon ko dahan ma rakhta hova kam karna hota ha or apna mind ko bohot zyada use karna parta ha kunka Forex ma mind use use karka ham zyada acha kam kar sakta han or zyada mind use karna sa hamara mind or bhi zyada active or sharp ho jata ha ham daily koi na koi new information hasil karta han jis sa hamara knowlegde ma bhi izafa hota ha ha

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X