Trading karty hoye kabhi bhi lalach Na Karen.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading karty hoye kabhi bhi lalach Na Karen.

    ji han bilkul aapki baat theek hai Forex mein trading karte hue kabhi bhi Lage se Kam nahin karna chahie lalcha mein bahut jyada nuksan deti hai isliye avoid karna chahie aur Dil lagakar soch samajh Kar kam karna chahie tab hi Ham is mein acchi tarah se kamyabi hasil kar sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading karty hoye kabhi bhi lalach Na Karen.

      Forex trading mai agar appny lalach k bary mai soocha ya ki to app loss k leye tyar hon kiyu k lalach kar y sy insan ko sirf loss he melta hai or ladt mai account bhi wash kar k forex ko chor deta hai. Forex mai sirf sabar sy kaam le kar kamyab ho skty hai or sath rules ko bui follow karein
      • #18 Collapse

        Re: Trading karty hoye kabhi bhi lalach Na Karen.

        Dear friend agar ap trading achi krna chaty hain to quality wise post kren first phr trading ki tarf jayen aur agar apny is beach lalach krny ka socha toh nuqsaan apka hi ha kyunk trading me lalach ni bulky mehnat aur full of concentration ki zaroorat hoti ha tab hi ap trading kr sakty hain.Lalach se Sirf apko hi loss hoga forex saber maangta ha aur hmain saber se hi kam krna chaye,aur sth rules ko bhe follow krty jayen tb hi ap kamyab business kr sakty hain.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Trading karty hoye kabhi bhi lalach Na Karen.

          Ji bilkul aisa hi hai kyunki agar aap Forex trading mein lagat ke sath kam karenge to to aapka account wash bhi ho sakta hai isiliye koshish karen kya agar aapko trade mein profit ho raha hai to straight ko close kar kar jitna profit mil raha hai usko lene kyunki agar aap Forex trading mein jyada lalach karenge to aapka account wash bhi ho sakta hai

          اب آن لائن

          Working...
          X